Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .
    Long term trading karny ka khayal kafi saray traders kay mind mai hota hai . lakin long term trading mai wohi log kamyab ho sakty hain jo patience kay sath market mai rehna aur trade karna janty hoon . iss liye long term mai trading inn he traders kay liye kamyab sabit ho sakti hai jo ke patience kay sath trading karna janty hon aur inka temperament level b bohot he acha ho .
    Iss baaray mai apna experience zaroor share karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

    yes dear bikul sahi kaha hay ap nay agar ham long term main traders hain to hamko markeet main bahut sara sabar krna hoga aur agar ham is main sabar nai kr saktay hain to ham na koi acha faisla lay saktay hain aur na he ham markeet say achi earning kr saktay hain is liye long trading bhi best hay aur is say achi earning bhi mumkin hay jis say ham hr kisam ki trading ko bhi samjh saktay hain aur rules ko bhi.
    • #3 Collapse

      Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

      Long term mn trading krna aur machli pakrna dono mn similarity h. Kundi lga k baith jao k kb profit ho ga. Agr to judgement achi h to phjr theak h werna current trend aur short term behter hn.
      Just view ???, Like kon kry ga???
      • #4 Collapse

        Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

        you are right k forex market main gain karnay k liye zarori hai k ham main kuch qualities must hon es main sab say aham quality temperament and patience he hai ,agar ham main sabar nahe hoga tu ham kabhe bhe achay decisions nahe laay sakein gay kion k forex market ki nature he aise hai k wo hamara sabar azmati hai ,es main anay wali taizi he wo stage hoti hai jab ek dam koi move initiate hoti hai or ham apna trading plan bhol jatay hain jis ki wajah say ham galt faisla kar laitay hain ,jo loss ki wajah banta hai,dear fellow sabar say kam karna bohat he zarori hai in the forex market
        • #5 Collapse

          Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

          hmeshaa jbb bhhe tradiingg ke jatee haii uss waqtt hmaiin sabat se kaam lainaa hotaa haii magar ..jb bhee hum long term tradiing krtaii haiin too uss waqtt hmaiin bhty patiencee rkhnaa hotaa haii q k hmare ak trade weekss aurr monthss chaltee haii aur loss mein b chltee rhtee haiii...isliyee hmaiin bhtt he ziada sbaar krnaa hotaa haii tb he achaa resultt miltaa haiii
          • #6 Collapse

            Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

            long term trader some how invester format k trader hoty hen unhen daily basis pr earn krna lazmi nahi hota ye pairs k cycle to cycle trade kkrty hen wo chahy weekmka ho ya months ka.is strategy men trade holding skill kafi affective hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

              Agar apke pass is mein ihtiyt se kam karna chahye aur apko forex mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chaye aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye aur forex mein ap zada earn kar skate hain aur is mein apko ihtiyt se kam karna chahye aur forex hi best hain jis mein ap earn kar skate hain aur forex mein apko ihtiyt se kam karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

                agar hum long term trading karna chahty hay to eskay liye humary pass experience bhi ziada hona chahiye kyun keh agar humary pass acha experience ho ga to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye aur money managemnet karty huwya kam karnay main he faida hota hay safe rehna chahiye esman
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

                  Dear forum members forex trading main ziada profit ke liy ling term trading ki jaty hy aur long term trading hamesha expert trader hi kerty hn jin ke pass kafi experience aur knowledge hota hy long term trading ke liy ap ko kafi wait kerna padta hy saber kerna padta hy
                  Signature removed by moderator
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

                    hamy long term mai trading karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

                      hamy ache learning hasial kar ky patience ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term trading kay liye acha patience aur temperament chaiye hota hai .

                        Yes brotherap ki baat teek ha long term trading k leye sabar karna pharya ha lakin us ma trader k leye faida buhut ha our risk kam ha agar humary pass acount balance acha ha to humain us sa long term trading ma hi profit milta ha short term tora sa risky trading ha lakin apni jaga pa is k bi faidy buhut ha thanks

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X