Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga
    Mujhe to aisa lagta hai keh agar hum apne account ko same size ki lots se hedge karden aur kuch time ke baad jo trade ziada profit de rahi ho usay close kar ke loss wali trade ka wait karen aur jab wo profit main ya zero pee aajaey to usay bhee close karden istarha hum asani se profit earn kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

    Dear friend agar ap aesa karen gy aur apna account ko hadge karen gy to apko account bolack b ho salhta hai q k ap ak time main ak pair par ak he tread sell ya bay main laga sakhty hain agr ap dono odar ak he time main laga daen gy to apka account bolack hony chans hoty hain es ly apko account ko hadve nahi krna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

      Hedging ziada tar log iss time per use karty hain jab inko loss control karna hota ha. Hedging say ziada traders loss ka baad hony walay damage control kay tool kay toor per use karty hain. Iss kay elawa hedging advance level kay traders he use karty hain aur iss ko trading strategy kay toor per use karty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

        Forex trading business mein hedging bhi trading ki aik strategy hy aur is mein hum sell aur buy ki trade ko aik sath open kartay han hedging wo log hi kar saktay han jn ko forex trading business ka knewledge aur experience ziada ho kiok hedging se account wash ho jata hy is liye new trader ko hedging nhi karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

          Agar ap apne account mein hedge karte hain to apko is mein koi bhi faida hi nahi hoga aur apko chahye k ap is mein hedge na kare bilke is mein aik hi trade open kare pher dekhe market apko kis tarah se faida deta hain hedge ka koi bhi nahi hain isee jab market sell ya pher buy jaye ga apko koi bhi faida nahi aur humko is mein ihtiyt se kam karna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

            forex aik online business hain hamy is main best experience or knowledge ky sath is main kam karna chahey ham is main aik time main sirf aik hi time kam kar sakty hain agr ham is main aik waqt main sell or buy kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik international business hain
            • #7 Collapse

              Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

              agar hum apny account ko hudge kar dy gy to hamy is sy na he loss ho ga or na he hamy profit ho ga forex aik international business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is maiagar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka yaa brokers ka kai qasur nahi hota forex aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

                forex aik online business hain hamy is mai apny account ko hedge nahi karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi balm nahi hota forex kabe be band na hony wala real or unique business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: AAJOYLAND پيغام ديکھيے
                  Mujhe to aisa lagta hai keh agar hum apne account ko same size ki lots se hedge karden aur kuch time ke baad jo trade ziada profit de rahi ho usay close kar ke loss wali trade ka wait karen aur jab wo profit main ya zero pee aajaey to usay bhee close karden istarha hum asani se profit earn kar saktay hain.
                  Agar Hum Apne account Se Kaise Karte Hain To Kuch Bhi Nahi Hoga Hamari trade profit Mein Jayegi aur ek trade loss Mein Jayegi yahvi traders ki ek strategy hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

                    Dear ap ki soch bht hi dangerous ha brother for example agr ap aik trade buy ki lagaty ho aur us k opsit side pe ap sell ki trade laga daity haen aur ap ki sell wali trade plus mein aa jati ha laikn ap ki buy wali loss mein hoge ab jb ap trade close kr daity ho plus wali laikn ap ki aik trade chal rahi ha ap k kehny k mutabiq k agr wo wps atti ha profit ki taraf aur ap us ko tb close krean ge laikn agr wo na I aur ap ko mazeed loss mein le gae phr ap kiya kro ge wo tu ap k account ko bhi wash kr de ge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar hum apne account ko hedge kar den to kia hoga

                      hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai agar hedge kary gy to hamy zada faida nahi ho ga forex aik unique business hain hamy acha knowlege or experience haisal kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market ky run kar saky gy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X