Agar stop loss na lagayen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar stop loss na lagayen
    Dekhen kuch loog kehte he stop losss zaror lagayen, Lekin me isse agree nai karta ku k stop loss market hunt karti ha and levels pe market hunt karti ha so me stop loss naii lagata lekin haaan trade agar mere against jaye to close bhi kardeta hon. Zid naii karta market se.. Daily closing hhojaye mere against to me band bhi kardeta hon
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar stop loss na lagayen

    Dear zaroori nahi kay her trade pay stop loss zaroor set kia jaey magar stop loss us waqt zaroori ban jata hai jab aap ko pata ho kay aap trade laganay kay baad isay close kernay kay liye available nahi hongay or loss ziada bhi ho sakta hai.Aap stop loss iss liye lagatey hai kay hamari ghair mojudgi mai agar trade loss mai jaey to thoray loss pay jo hum afford ker sakey auto pay close ho jaey.Stop loss laganay mai koi harj nahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Agar stop loss na lagayen

      Stop loss bht e zyada important hy kio ky jab hmry ps trade m glti ho aur loss mn jaa rhi ho aur chance ho ky aik jagh sy wps ajaygii yaa loss m gai tw acnt washout hny ka dr ho tw hum wahan pr stop loss laga sktu hain taa ky hum apny ap ko loss sy bcha skien aurr trade wps ani ho tw askti hy.
      Mehnat Me Azmat hai
      • #4 Collapse

        Re: Agar stop loss na lagayen

        Zroori to nai ha k ham har trade pa stop loss lagaen par kch trade aesi hoti Hain jinpa stop loss lagana vhe zroori hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Agar stop loss na lagayen

          Dear aap ki baat daroost hay ky forex main trading kerty hoy log bahoot z iada mehnat kerty hain jiss sayakhser loge bahoot si earnings bhi kerty hain liken ahser loge stop loss nai lagaty jiss ki waja say oon ka account wash ho jata hay oor woo loge trading kerny say mahroom ho jatyhain
          • #6 Collapse

            Re: Agar stop loss na lagayen

            market ko ap ka stop loss point ka pta nhi hota ye kehna galat hai k market ap ka stop loss hit krne ati hai stop loss lagan zaruri hai kyun market kisi b day kisi b time zayada move kr skti hai jis men ap ka loss ap ki range sy baher ja skta hai
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Re: Agar stop loss na lagayen

              ye ham py depend karta hai k ham log stop loss lagayein ya na lagayein ,agar ham samajtay hain k hamein stop loss ka faida nahe tu ham os k bina bhe trade kar saktay hain but behter yehi hota hai k thora barra he sahi but stop loss hamein kisi barray loss say zaror bacha sakta hai jo forex market main bohat normal se baat hai
              • #8 Collapse

                Re: Agar stop loss na lagayen

                agar hum stop loss use nahi karen gay to es ki waja say hum market main profit earn karnay ki bijaye ulta nuqsan kar sakty hay humay chahiye keh esmain stop loss ka use lazmi karen kabhi bhi humay esmain lalach ki zad main aa kr esko nahi chorna chahiye agar hum esko chor dain gay ulta humay nuqsan ka samna karna pr sakta hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Agar stop loss na lagayen

                  forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy stop loss ko use kar ky kam karna chahey pher he hum kamyabe haisal kar sakty hain hamy stop loss ky bager kam karny ka risk nahi lena chahey forex mai usa or china or ne yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik real business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar stop loss na lagayen

                    agar hum stop loss nahi lagy gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain agar hum is mai bager learning ky tuky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar stop loss na lagayen

                      stop loss ke waja sy hum loss sy bach jaty hain hamy mahnet karne chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar stop loss na lagayen

                        g haan bhai jaan hame as main stop loss aot take profit dono ka istmal karna chahiy aor as main ham agar take profit aor stop loss ka istmakl kare gey tu ham as main zyada tar as main ham ko loss nahi ho gaa aor ham ko profit bhi apne ahir ke mutabik hi ho gaa as liy ham ko chahiy hai ke ham as main an dono ka istmal karte rahe q k ham an ke istmal se kamyab ho sake gey aor stop loss aik khass chez hai jo ham ko as main loss hone se bachata hai zyada loss hone se aopr as main take profit bhi khass hai as liy ham ko us ka bhi istmal karna chahiy hai tu hi ham as main kamyabi hasil kar sake gey
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar stop loss na lagayen

                          Mery kheal men to stop loss ak bahot achi trick hy especially new traders k lye q k un k lye trading bht mushkil hoti hy or stop loss unko bray loss say bachata hy agar wo isko use ni karty to unko bara loss hota hy may be unka account b wash hojata hy so experts traders stop loss use kren ya na kren but newbies ko yh zrur use karna chahey
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar stop loss na lagayen

                            Dost stop loss ka maqsad trade ko close kerna hota hy. Ap khud close kerain ya stop loss laga dain baat teqreban same hi hy. Waisy main stop loss lagany ky heq main hon keon keh yeh hamary account ko wash hony se safe rekhta hy. Is ki mukhalifat na kerain belkeh iska munasib use kia kerain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar stop loss na lagayen

                              zaroor set kia jaey magar stop loss us waqt zaroori ban jata hai jab aap ko pata ho kay aap trade laganay kay baad isay close kernay kay liye available nahi hongay or loss ziada bhi ho sakta hai.Aap stop loss iss liye lagatey hai kay hamari ghair mojudgi mai agar trade loss mai jaey to thoray loss pay jo hum afford ker sakey auto pay ps trade m glti ho aur loss mn jaa rhi ho aur chance ho ky aik jagh sy wps ajaygii yaa loss m gai tw acnt washout hny ka dr ho tw hum wahan pr stop loss laga sktu hain taa ky hum apny ap ko loss sy bcha skien aurr trade wps ani ho tw askt lagayein ya na lagayein ,agar ham samajtay hain k hamein stop loss ka faida nahe tu ham os k bina bhe trade kar saktay hain but behter yehi hota hai k thora barra he sahi but stop loss hamein kisi
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X