Trade na lene ka waqt

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade na lene ka waqt
    Kuch important times hote hen jab trade naii lagani hoti even wo apki strategy me ajaye tab bhii,

    1 Raat k waqt pakistan time k mutabiq uswaqt aksar fake breakouts hote hen
    2 News k aik ya 2 ghante k baad trade na lagayen reversal ka sabse bara time woii hota ha
    3 Trade jab loss me ho to aur zada trade open karke margin sacrifies bilkul bhi na karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade na lene ka waqt

    Jb ham ko hamri trade ki smjh na arhi ho to ham ko phr us taine or trade nai lgani choya hamy chiya ham is taime pr apni trade na lagye gmjry ham sahi kam kia ry agr ham sahi mhha t k stah ham kam kry gy to tb hi ham ko faida hoga ourb. Ham agy ja sgy gy mhnat jb ham nai kry gy to ham is kam sy nakam ho jaye
    • #3 Collapse

      Re: Trade na lene ka waqt

      Gee haan bhai aap ki tamam baatain theek hain aur aap nay jo trade na lenay kay time bataye hain woh bhi theek hain lakin jab news kay baad trade lagaani ho tou woh tou best time hota hai trade laganay kay kyn kay uss waqt hi tou market reversal hota hai aur humain bahut acha profit ho sakta hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Trade na lene ka waqt

        ji han trading karty waqt bhut sy auqat mein aap ko muhtat rehna parta hai aur trading nahin karni chahye. ap ko chahye hoya hai ky night time mein kbhi bhi trading nah karyn us waqg market ko smjhna mshkil hta hai aur is k ilawa news anh k kuch ghnton bad us news par yqen nah rkhyn.

        اب آن لائن

        Working...
        X