Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?
    G es mai koi shaq nahe k crude oil mai trading kafe ziyada valuable be hai aor risky be q k es mai movement banesbat currencies k ziyada sharp hoti hai aor tooray say time mai kafe ziyada pips oper neechay hoti rehti hai es leye agar ap crude oil mai trading ka sooch rahay hai tu zara ahteeyat k saat he trading mai jao aor agar ho sakay tu lot size buhot hee kam raka karoo.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear me samjhat hon crude oil and gold me trade karny kay lye ek to hamry pas expereince hona chahye us kay bad hamra account balance zeyada hona chahye or trade lagaty hoy lot size ka kam sy kam use karna chahye qk ye dono bhot he risky han trading kay lye so is me hamne ahtiyat ki bhot sakhat zarort hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

      Kisi bhi pair main ziyada lot size set karna danger hai han us waqt sahi hai jis waqt apko lagta ho k ab is pair main movement mere against nahi chaly gi aur is sy main earn kar lun ga phir sahi rehta hai
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

        Crude oil ek bht hi acha pair h jo k trader ko kafi faida deta h. Lakin es pe trade krny sy pehly apko full study krni chahiey k ye kaisy move krta h. Jo trader es pe kamyab trade lga skta h usko bht short time mn faida hota h. Lakin last week ki trh es ki movement bht fast hoti h. Expected tha k up jay gi but ek din mn 450 pips down chala gia. To jo log ni samjh sky un k account wash ho gy. Es ly soch samjh kr trade krain
        Just view ???, Like kon kry ga???
        • #5 Collapse

          Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

          G han brother ap thek kah rahay hain, crude oil ki movement tamam currency pairs say zayada hoti hay aur daily basisi par kafi pips move karti hay jab kah currency pairs daily basis par achi movement show nai kartay sirf news anay par hi zayada fast hotay hain esleay ap crude oil par daily basis par trade open kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

            agar hum oil par trade karna chahty hay to humay chahiye keh money management ka khass khya laren kyun keh agar hum esmain lalach ki zad main aa kar hum oil par bi ziada lot use kar lety hay es trha hum market main achi trade nai kar sakty es business main money management kar kay he trade karni chahiye tab he achi earning kar sakty hay
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

              forex aik online business hain hum is mai pairs mai kam karty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky aik time table bana kar crude oil mai kam karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy hamy apny experience ky mutabik lot use karne chahey
              • #8 Collapse

                Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

                forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai agar oil mai kam karna chatey hain to hamy is py lot amount ky mutabik rahkna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mi agar tukkky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

                  zada lot laga kar hamy loss be ho sakta hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik online or unique or legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

                    G han bilkul theyk kaha ap nay forex main crude oil pay agar hm lot size zyada rakh kar trade lgaty hain to yeh hmary liyay dangerous ho ga kyun ky is main agar lot size zyada ho ga to hmaien loss ho sakta hai ya pher hmara account hi wash ho jayay ga is liyay is par hmaisha lot size 0.10 ya 0.05 ki rakhni cahiyay
                    • #11 Collapse

                      Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

                      forex aik international business hain hum is mai pairs mai kam karty hain crude oil aik acha pair hain hum is mai kam kar ky bohat acha bonus earn kar sakty hain yai aik risky pair hain hamy expert ban ky is mai kam karna chahey forex aik unique business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Crude oil mai ziyada lot lagana account k leye danger hai?

                        je bilkul ap ne thek bat ki ha hmaain crude oil pe trading kartay waqt lot size ka khas khayal rakha jaye, aik to crude oil ki trading kartay waqt small lot size ko use karain q k crude oil ma pehlay hi spread bohat ziadah ha, aur dosra crude oil ki trading boht risky ha, is lye World news ko bhi zehn ma rakhna chaye q k crude oil ka relation World oil market se h, is lye lot size pe kabhi bhi compromise na karain, q agar ap lot size ziadah rakhain to ap ka account loss ki wajah se wash bhi ho sakta ha,

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X