Forex trading ka faida.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ka faida.
    Forex trading k buhut say faiday hay jis may sab say aham faida ye hay ke is business say hum Ghar batay araam say apne mehnath say earning Kar sakhtay hay lekin is say be ziada faida ye hay ke hum dunia par nazar rakh sakhtay hay ke international market may kis country ka karobar acha jaa raha hay our konsa mulk neechay jaa raha hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ka faida.

    Asalamo alikum dear ferinds forex fourm ko join karny k be shumar faidy hain ap forex sy apni slaeyat k mutabik hasil kr sakty hain ap ko es mai boat sara knowleg melta h or experince or agr ap achy sy shek jaty hain or kam kr paty hain to ap ko batren earning b hoti h
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ka faida.

      G han yehi forex ka bahot bara faida hai ky ham agar bethy forex market main trade ker ky profit hasil ker sakty hain aur bahot easy job hai jis main hamain koi physical work nehi kerna perta just investment per bonus for posting account sy sell aur buy ki trade open ker ky profit hasil kerty hain aur withdraw kerwa lety hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ka faida.

        Forex aik worldwide business ki hasiat rakhta hay jobless even job walay log bhi forex ko join kar saktay hain ye faiday hain forex kay aap beshak part time den ya full time ehmiyat den forex pe aap pe depend karta hay low investment sey bhi aap achi earning kar saktay ho sab depend aap ki skill pe hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ka faida.

          G han dear ap bilkul thek keh rhy hain..forex k bahut sy faidy hain..forex humain waqt aur jagah ki azadi deta hai. hum kisi bhi jaga aur kis bhi time forex trading kar sakty hain aur acha profit earn kar sakty hain. hum monday sy ly kar friday tak kisi bhi time trading kar sakty hain...forex market 24 hours open hoti hai..Saturday aur Sunday off hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ka faida.

            g bilkul sahi kah rahy haian hume forex se bahoot se faiday milty haain in main sub se bara faida ya hai k hum gar beth k aram se kam kar sakty haain aur mehnat kar k bahoot achi earning b kar skaty haian aur successful ho skaty haain aur yahn pay koi age gender limit nahi hai aur na he time limit hai yahn pay hum earning k sath sath learning b kar rahy hoty haain.
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ka faida.

              G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading k bahut saray faiday hain aur ham trading kar k kisi hi wakt ghar beth kar profit earn kar saktay hain aur hamain kisi office janay ki zarurat nai hoti aur trading k doran hamain international level har country ki currency ka pata hota hay kah knsi country ki currency strong ho rahi hay aur knsi country ki currency ki weak ja rahi hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ka faida.

                Yes sir forex business ka boht se faida hai bs forex trading krny ka liy knowledge ka hona zarori hai or hum is business ko ghr baith kr easy kr skty hai or apny experience par zyda money earning kr sakty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ka faida.

                  G bhai ap ki bat thk ha forex trading bht faidamend business ha es Faida ye ha k ap ko physical stress ni laini perhti mentely stress ha laikn wo bhi traders k apny behavior pe ha k wo kis trha apni mentely stress ko kem kr sakty haen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ka faida.

                    Forex trading ka bhot hi Zayed fuda hota ha or him logo ko Kafi acha profit Milta ha ager hi log mhnat krty ha to is sy him log Kafi kuch jasil kr skty ha
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ka faida.

                      yes dear forex k faidy he f ager ap k pas forex ka expereince ajata hi tu pori life ap ko koi bhikam karny ki need nahi rehti hai forex iak bohut he profitable business hai iss main ap chotiamount k sath bohut acha profit earn kar laity hain mera aik dost hai aur mera wo teacher bhi hai uss nay 200 doler k sath month main 10 hzar doller earn kia hai ab ap he bta dian k aik month main kam invest k sath itna big profit kesy kama sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ka faida.

                        Forex trading aik bht acha business hy is k bht se faiaday hain is se bht achi earning ho jati hay or is se kam time main app bht acha profit hasil ker laitay hain is main humari investment bhi safe rehti hy is ko her koi join ker sakta hy ye aik independed business hy is main kisi kisam ki koi pabandi nai hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X