FOREX favours HARD WORK !!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    FOREX favours HARD WORK !!!
    Forex ki yeh khubsurti hai ky is mein aap ko kamyab hony se paisy ki kami nahin rok sakti balkeh is mein amwr or ghareb barabr hoty hain. koi bhi zyada paisa investment kar ky nahin kaamyab ho skta balkeh is mein wohi kamyab hota hai jo zyada mehnt or hard work karta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: FOREX favours HARD WORK !!!

    G bilkul. Ye zaruri ni k balance zayada ho to trader successful ho ga aur km balance wala nakaam ho ga. Zayada balance sy ye advantage zarur hota k kuch risk lia ja skta h. Kuuh had tk loss bi berdasht ho skta h jb k km balance mn trader bilkul restricted hota h. Baqi hard work hi kamyabi ka source h.
    Just view ???, Like kon kry ga???
    • #3 Collapse

      Re: FOREX favours HARD WORK !!!

      Asalamo alikum dear ferind bilkul sae kha h forex fourm mai ap apni menat exlerince k bal bothy py e kisi sy agy nekal sakty ho na k aek bari amont investmnt kr k ye sab ap k basic knowleg or experince py depand krta h jtni menat otni kamyabi forex mai
       
      • #4 Collapse

        Re: FOREX favours HARD WORK !!!

        Forex business ki yahi khoobi hay ameer ghareeb sabi forex ko join kar kay acha career set kar saktay han forex pe koi bhi investment karkay achi trading kar sakta hay achi hard working kay saath depend hay skills aur achi mehnat agar aap hard work krlo aap forex sey hamesha achi income lo gay.
        • #5 Collapse

          Re: FOREX favours HARD WORK !!!

          g bilkul sahi kah rahy haain hum forex pay mehnat kar k bahoot achi earning kar skaty haain aur yahn pay sub ameer aur ghareeb braber hain koi b amerr aur gareeb ki basis pay earn nahi karta hai bal k mehnat ki basis pay earning karty haain jitni hum mehnat kaarin gaya utni achi hum earning karain gaya aur utni jaldi hum successful hun gay.
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: FOREX favours HARD WORK !!!

            Yes absolutely forex trading aik bht acha business hy is main ager app mehnat se kaam kertay hain to app bht achi earning ker saktay hain is main paisay ki koi demand nai hoti is main kamyaabhi k lie mehnat require hy jo mehnat kerta hy wo hi is main kamyaab ho sakta hy is lie forex trading main ziada se ziada mehnat krain takay app ko kamyaabhi mil sakay
            • #7 Collapse

              Re: FOREX favours HARD WORK !!!

              Aslamo alikum.dear ferind bilkul sae kha forex mai koi ye cansept nai k jtna invest kro gy otna earn kro gy es mai hr bnda apni menat k phal kmata h or forex hme advise b krta h menat k ley k jo jtni menat krta h otna phal pata h menat mai azmat h
               
              • #8 Collapse

                Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                forex aik online or real business hain hamy is main hard work o mehant sy kam karna chahey pher hi ham is main kamyabi hasila kr sakty hain or loss sy bach sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam ka sakty hain yai kabe be band na hony wala international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                  forex mai mahnet kamyabe ka tool hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                    G Haan bhai aap ne bilkul theek Kaha hai forex me kaam kar k hum ghr Beth k earning kar sakty hain Lekin us earning k liye Hume khud forex me Koi money invest nai karni parti bulke Hume sirf apna time invest karna parta hai aur hum aasani se forex me mehnat se ziyada time de kar faida hasil kar sakty hain.. Forex me hum jitni ziyada mehnat karein gy uska utna e reward mile ga.. Aur humari earning b increase ho gee..
                    • #11 Collapse

                      Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                      Dear frends forex wo wahex bussines hai jis mai na to starting mai koi paisy ki zarurt hai orne he esmai kamyabi k liye paisy ki zarurt hai es hm start b apne he mehnat sy karty hai or kamyab b apni he mehnat sy karty hai jitni mehnat karty hai itne he phal b zayda milta hai forex mai earning ki koi limit nai hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                        Shaid ap ki baat ap k hyal ma tek ho lakin mery hyal ma zroor vo trader kaamyab hoty ha jin ki acount ma balance zyada ho kion k un k pass loss ma jany waly trade sa ye darr nahi hota k acount wash ho jayega bal k vo market k wapasi ka wait karty ha our jab trade profit ma ajaye us waqt close karty ha jab k low balance walg hameesha usi darr ma hoty ha k acount wash ho geya thanka
                        • #13 Collapse

                          Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                          Ji Ho Forex ek bahut mehnat wala business hai magar mujhe ya business bahut accha lagta hai aur mujhe kabhi naraz hai isme hum apni Marzi ke mutabik kaam kar sakte hain isliye hamein chahiye ke dil ka karar is par kaam Karen aur Agar mahine ke saath kaam karenge to hum is par acchi earning kar sakenge tu hamara Main maqsad bhi yaad nahin hota hai aur Mahendra ko Agar hum jharia banaye to mukul success asan kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: FOREX favours HARD WORK !!!

                            g han forex ki ye boht achi quality he k is men kam krne k liay kisi qisam ki investment ki zarort nhi hoti ap posting kr k bonus bna skte hen or us bonus se trading kr k earning kr skte hen is kam k liay ameer hone ki koi shart nhi he hr gareeb insan bhi ye kam kr skta he

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X