Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?
    Asalam o Alaikum. mein yeh kehna chahta hun ky kia aap baqi sab professions ko chor kar forex mein ana chayn aur is mein apni study karna chahyn to yeh behtr rahy ga ?Kia hum forex ky liye baqi sari jobs ko tark kr skty hain a humein forex ko as a part time busines lena chahye ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

    G forex trading business mein agr profit ziada hy tu loss bhi ziada hota hy is liye forex trading business ko tab tak full time nhi karna cahaiye jab tak forex trading business ka acha knewledge aur experience na ho aur new trader ko forex trading business ko part time hi karna cahaiye
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

      G han dear me apki bat sy oitfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me agr ham forex trading business ka job kay sath mawazna karty han to ye forex business kjay sath bhot bri zeyadati ho sakti hai lehaza hamen business ko business kay toor pe he dekhna chahye na job ki tarah samjhna chahye
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

        Je han forex ko aap apna forever ka business bana saktay ho because ye business kabi khatam na honay wala hay so agar aap mehnat karty ho forex ko samajh jatay ho then aap forex pe apna career set kar saktay ho ye ideal business hay so achi planning kay saath aap ideal business bna saktay ho apnay lye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

          g bilkul sahi kah rahy haain forex ko hum as a professional b join kar sakty hain aur as a job b adopt kar sakty haain ye hum pay depend karta hai k hum is ko kis tara laity haain ye bahoot profitable business hai hum yahn pay sirf mehnat kar k akm kar laian to hume baqi kisi b business ya job ki zaroorat nahi parhy gi aur sath main hume learning b milti haai.
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

            Ji bilkul forex ko app apne profession k tor per adopt ker saktay hain kiun k is se bht achi earning milti hy or is ki earning se app bht achi life guzaar saktay hain jis k lie app ko bht mehnat kerna hoti hy tab ja k app ko bht acha profit milta hy is lie forex trading bht zabardast kaam hy or is se app bht acha profit le saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

              Aslamo alikum dear ferind i think hm bhaki job ko nai chorna choy forex boat best busniss h agr ap es ko achy sy learn kr lety ho or daily ki base py proper work krty ho to forex ap ko job sy b zeada profit de sakta h lakinzrort h es mai menat ki jo lazme h kamyabi k ley
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: alianas پيغام ديکھيے
                Asalam o Alaikum. mein yeh kehna chahta hun ky kia aap baqi sab professions ko chor kar forex mein ana chayn aur is mein apni study karna chahyn to yeh behtr rahy ga ?Kia hum forex ky liye baqi sari jobs ko tark kr skty hain a humein forex ko as a part time busines lena chahye ?
                Yes dear hum ko fotex ka liy dusry business ko chor dna chahiy q ka forex best online business hai is business ko hum ghr baith kr kar skty hai bus is ka liy hamery pas knowledge ho to hum forex business me kam kr ka zyda money earning kr skty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

                  agar hum forex trading ko rules ko follow karty huway kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh sath sath knowledge ko enhance karen kyun keh jitna ziada knowledge ko enhance karen gay utni he achi earning kar sakty hay es business main sahi say time daity rehna chahiye tab he safe reh sakty hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain yai student house wife poors man or job less man ky liye bohat hi achi job hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is main hamara koi boss nahi hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi achi job hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

                      Yes sir hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker aik profession k tor per as men kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud ki life ko set kerna hota hai aagr hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum as mien aik expert trader ban ker as mien earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien kam karna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

                        Agar ap forex ko job jitna seek sakty ho our es sa job jitna kama sakty ho to ap bilkul bi sary kaam chor kar forex ko as a job adopt kar sakty ho lakin agar her waqt loss hi recover karny pa lagy hongy to per apna job hi teek ha forex ko apny job k saat saat time nikal k karna chaeye thanks
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko profession ya job ky tor par adopt kr skty hain ?

                          G dear frnds bilkul forex aik world wide profitable life time business ha jissy ap apna profesion bnaa skty hain agar ap is ma mahnat kr k issy smjh laity hain to ap forex ma bht kch hasil kr paty hain forex ma mahnat kr k aj log khen sa khen phnchy hoey hain or unka source of income b forex ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X