Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna
    Ager hamy market ko analysis ker ke phir bhi apko loss howa hai to aap samjh jaye ke apny market ko achi tarha se se analysis ni kia hai iss liye apko chahye ke aap phir se market ko analysis ker ke fir trade lgaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

    G han dost main apki bat sy itafaq krta hun k jo mambar market main rahny k bawajood b market main loss krty hain to wo achi tarah sy market ko anlasysis nahi krty hain jis ki wajah sy unhy loss ho jata hai es ly unhy chaiy k wo jb b market open krty bain to unhy apna mind forex k andar rakhna chaiy taky wo achi tarah sy samjh kr achi treading kr k acha profit hasil kr sakhty hain
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

      Analysis tou ham ker lety hain lekin konsi market hamary analysis ky hisab sy move kerti hai ky hamain is terha open ki jany wali trade main profit hasil hota hai hamain zyada ter profit apni good luck ki waja sy hota hai ya phir ham analysis ker ky jo trade open kerain woh apni prediction ky against open kerain tou profit hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

        Agar ap mehnat se analysis complete karty hain aur analysis krny ky bad apni trade open karty hain jis mein aap ko loss ho jata hai to ap market ko kch nahin keh skty market apny hisab se sahi chal rhi joti hai. ap ko chahye k apni analysis par mazeed practice karyn aur achi analysis kar k tradibg kryn.
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

          Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke hamein chahiye ki hum is main mehnat Karen aur knowledge or experiences and Karen aur aur Hamein Kya Kiya ki market ko analysis Karke Lagae To Humara trade Kamyab Hoga
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

            G Han bilkul aksar aisa ho jata Hai k market ko ache tarha analyze krny k baad bi loss face krna par jata Hai dekhen dear koi bi forex men itna expert ni hota jo ye bta dy k is waqt market is direction men move kre ge aksar he markeet hmare analysis k against move kr jati Hai jis ki waja se humen loss face krna par jata Hai is liye Agar kabi loss ho bi Jae to hopeless na hun balky apni mehnat ko continue he rakhen kyun KY yehe ap ko kamyabi ki traf le kr ja sakti Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

              Hi g mehnat Jr k market Jo analysis Jr k pher b loss ho jae to ye ap k Nadeen main that oher Allah ki marzi Sur hamy Allah ki Rizal main hi Khush rehma Chahiye ye hi hamary leye behtrr hai us leye hany Chahiye k ager hamy loss ho jae to paredhan na ho bal k mehnat sy apna kam Hari rakhein using main hamari ksmyabi hai TB hi hm is main kamyab ho sakty hein
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                Dear forex risky business hai is main mukmal toar par markeet ko ni smjha ja sktaa hai is main khar kisei ko loss hota hai aksar aisa hota hai musalsal loss hony partaa hai lykin mary khyl syy kuch din trading ko choar denaa chiyee mazeedd demo account main kuch din paracticr kar leni chiyee our kuch din bad mind fresh ho kar doubra trading karni chiyee..
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                  Forex trading Mein loss karne walon ki tadad bahut hai kuch log tu betukiki trading Karte Hain Jis ki vajah se unko nuksan ho jata hai aur kuch log mehnat karne ke bawjud loss kar Jate Hain Kyon K Unka trading style theek nahi hota agr hum apna analysis achi tarah se kare tu loss hone ke chance kam ho jate hai lakin loss phr b ho sakta hai loss se bachne ke liye money management per kam kare.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                    Hi This business is a Riski business. It just happens that we should know that we will see the market well before going into trade in this business, which side is going to market Then we should work accordingly according to the market, we must definitely see that if we put a train of cells in it, it will be beneficial for us or if we train bye by it then it will be beneficial for us to see all this very important .
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                      dear fellow agar ham mehnat kar k technical analysis kar k trade lagatay hain phr bhe agar hamein loss ho tu es ka matlab ye nahe k forex main koi kharabi hai,hamein daikhna chahye k kiya hamaray technical anlysis thek hain bhe ya nahe,agar ham sahi way main market ko samajtay he nahe tu hamary analysis bhe galt he hongay
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                        dear jab bhee ap mehnat kar k analysis kar k trade karty hain aur phir ap ko loss hota hai tu ap ko apny analysis ko chek karna chaheay k ap apny analysis main kon see galti kar rahy hain aum ap usss system ko upgrade karin aur us main mazeed filter aur confirmation add karin jab ap k kam say kam system buy ya sell ka na kahin tab tak ap ko wo trade nahi lgani chaheay app ko bohut fark pary ga ye bat daikhain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                          Boss baz qat hamari analysis fail ho jate hien mager ham ko dil harna nahi hota agar ham as mien dil harte hien tu ham ko as mien kamyabi hasil nahi ho gi aur agy ja ker ham as mien kabhi b kamyab nahi hun gy agar ham ye ker lete hien tu ham ko as mien her mor per asani hi asani ho gi aur kamyabi mile gi.
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                            Bhai jan agar ap forex mein apne market ko analysis karna chahyte hain to apko chahye k ap is mein ihtiyt se kam kare aur apko forex mein ihtiyt se kam karna chahye aur mehnat se hi is mein ap succes hasil kar skate hain aur humko mehnat k begair success haisl nahi kar skate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat ker ke market ko analysis ker ke phir bhi lose karna

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur Market kospi analyses karte hain aur Jyada Se Jyada Aane Lage karte hain Fir Bhi Hamen loss ho jata hai isiliye hamein chahiye kya Main Aisa bilkul bhi nahin karna chahiye Jab Tak Main pura ka pura andar Na Ho Jaaye market ke bare mein ab tak Hamein Apna trade bilkul bhi open nahin karna chahie ISI Mein Hamari Bali Hai Aur Hum profit Hasil kar sakte hain thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X