Facebook aur Pakistani Forum

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Facebook aur Pakistani Forum
    main ap ko ye batana chahata hoon ke ager ap abhi new hain tu ap Facebook se help len forex trading ke business ko samjhne ke liye kyoun ke Facebook per aise bht sare groups hain aur page hain jahan per ap ko bht achi infomation milti hai un ko like karen aur un se fida uthen AUR
    Paskitani forum ki tu kya baat hai ager ap is ko read karte hain aur Pakistani forum main serious ho kar kaam karte hain tu main samjhta hoon ke ap bht juldi bht sara experience hasil kar sakte hain aur success ho sakte hain
    ab serious ho kar ap kya karna hai ke ap jahan bht sari posts comment karte hain wahan ap posts ko read bhi karan tu ap ko is ka fida ho ga
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan facebook or pakistan forex forum main buhat farq hai facebook k jo pages bany huye hain forex trading k wahan log free main tu aapna name bhi batana gawara nahi krty hain sub paisy se bataty hain forex trading ko but pakistan forex forum pr ye sub kuch nahi hai aap free main forex trading ko seekh kr acha experienced bana sakty ho agr aap posts ko read kro tu or ye he nahi aap ko bonus bhi milta hai posting ka pakistan forex forum se or facebook se kuch bhi nahi
    :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
    • #3 Collapse

      Mere bhai agr dekha jahy tou pakistan forex aur facebook mein buhot farq hai aur wahan par zaida tar log paisey lain kar app ko trading ka kam btaty hai iss lia main kahao ga k app google mein search kar k trading bare mein info lain then trading start karin aur wahan sy seekhy :)
      • #4 Collapse

        facebook se b bi bohut kuch trading k baere mil sekta hay ager seardh kia jae to
        • #5 Collapse

          g haan hamain facebook per baaqi fozool kaam nahi karne chahiye bul k forex k bare mein learning karni chahiye pages and groups join kar k q k yeh hi hamare faida ki cheez hae. isi kaam mein hamain profit hoga.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: alikhan786 پيغام ديکھيے
            Mere bhai agr dekha jahy tou pakistan forex aur facebook mein buhot farq hai aur wahan par zaida tar log paisey lain kar app ko trading ka kam btaty hai iss lia main kahao ga k app google mein search kar k trading bare mein info lain then trading start karin aur wahan sy seekhy :)
            My dear friend main ne ye nahi kaha ke facebook aur forum main kya faraq hai in dono main bht faraq hai main ye keh raha hoon ke ager ap facebook per apna jo zaya kar rahen os main ap fida utha sakte hain facebook ke pages aur groups se jo forex trading ki free news aur signal de rahe hote hain kyoun ke bht sare logo other site main news ko samjhna muskil lagta hai but facebook ap ki aur meri tarha log hote hain jo ke easy language main bata dete hain i hope ke ap ko meri bat smjh a gi ho yani ap facebook ko forex trading ki strategy ke tor per use kar sakte ho
             
            • #7 Collapse

              facebook or forex same nai hai facebook se ham ko bohat kuch mil sakta hai forex k bary me knowledge or ye hamary liye good hai or ham ko waha forex me kam kerny awaly b mily gy bohat un se b kuch puch sakty hai ham logg.
              • #8 Collapse

                dear friend ye to apne bht achi information di hai or zara ye bhi bata dain k ham facebook per kese search kar sakte hain forex k page ko qk is se hamen bht zada knwldge hasil hosakti hai
                • #9 Collapse

                  je han forex trading kay baray may face book say bhe informaion le jasakti hay agar ap ko learn karna hay to ap kisi bhi site say jahan say apko informaion mil sakti hay apko zaror laini chahye bashak facebook par he kyon na milay kyon kay face book par bhi pakistani log mojood hotay han
                  • #10 Collapse

                    janab apki baat bilkul thek hai han yeh keh sakty hein k facebook se hum information ikathi kar sakty hein lekin facebook se hum kama nahe sakty yeh sahulat humy sirf pakistan forum he maysar karta hai aur mei samajta hu k is forum par trade k hawaly se kaafi achi malumat bhe mil jati hai aur sath sath posting kar k bonus bhe milta rehta hai aur time bhe waste nahe hota
                    • #11 Collapse

                      main ap ki bat s agree krta hu but apna time facebook par guzarna pasand karta ha main us ko ya mashwara data hon kaywo facebook par itna tme agar data ha to us ko kuch nhe miota agar wo itna time agar Pakistan forex forum mainguzaray to us ko trading key learning b ho
                      • #12 Collapse

                        ap agr kuch learning krna chaty hy to facebook k bajay pak forum k post reads kren bot kuch seken gy guys ganton bethy rhty hn facebook open kr k or apna qeemti wqt zaya kr dety hn es sy to behtr hy k facebook k bajay ap pak forum ma post reads kren or learnig b or earnign b dono kren
                        • #13 Collapse

                          g han ap ny bohat achi baat ki hai forex trading business mai ham jab posting karty hain to hamy post ko achi tarha read bhi karna chahiya ta k ham is mai learning bhi karty rahain forex trading business mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain forex trading business mai ham facebook k zaria bhi information ikhti kar sakty hain forex trading business aik bohat acha business hai is jaisa koi or ni ho sakta
                          • #14 Collapse

                            Close friends ap mainsay jo m apna period zynga par guzarna pasand karta ha key people ko ya mashwara facts hon kaywo zynga par itna tme agar facts ha for you to people ko kuch nhe miota agar wo itna period agar Pakistan forex trading community forum mainguzaray for you to people ko exchanging important mastering m ho or people kay sath sath exchanging kay lea bonus m milay or people saywo income hasil karay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              nei yar hum trading or posting k doran facebook ko use nei krtay hain kyun k is say aap ki tawajo apnay kaam say hat jati hai or facebook ki keya zarorat hai aap ko yaha per hi sab kuch mel jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X