bhai jaan i think kay aap nai jaldi ki ho gi some time aisa hota ha ka hamay pahlay lagta hai kai trend buy ya sell ki tarf hota ha jabkay woo thoori dair ka liya hota ha but asal ma tren us ka ult jana hota hai jis ki wja say hm lalach karnay ki wja sa galt trade laga datay ha jis ki wja sy hmay loss ho jata ha oor hm us loss ko recover bi nai kar saktay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим