kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    no forex trading karty taime kabhi bhi music nai sunna chaiya music wasy bhi nai sunna chaiya kio k music suny sy guna milta hy our ham musalman hy hamy to ehsa bilkol bhi nai karna chaiya jab hi trading kary to dyhan sy kary ALLAH ka name ly k shoro kary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      mai na to aj join kia ha or songs he sun raha hu .. kuch post waqai funny ai hai yahan :p
      • #153 Collapse

        g bohot kum sunta han music magr Ziyada tar news par nazar hoti ha kabi kabi fresh hona k liya music suna jata ha or sayh ma kuch khya bh jata ha.
        • #154 Collapse

          g ha may to music boht sounta ho yar ap music son kr bor nhe ho skty ho agr ap music nhe sounty to ap bor ho skty ho trade kay bad may to boht sounta ho music ko ap log bhe is ko sona karo ap logo ko bhe maza ay gay trade krny may
          • #155 Collapse

            salam friends
            mai forex ko game samj k krta hoon,or ap Friends kya samj k krta hai jawab mujy ap lazmi Dena mai ap k jawab ka wait kr raha hoon OK,forex bohat achi cheez hai is say bohat zyada earning ke ja Sakti hai
            • #156 Collapse

              Trading main do tarah ki sooratehal hoti hai. ya tu aap profit earn kar rahe hote hain ya phir loss main hote hain. jab profit main hote hain tu mood happy hota hai aur music sunne ka bhi dil karta hai lekin jab loss main hon tu kuch bhi karne sunen ko dil nahi kar raha hota
              • #157 Collapse

                Hforex trading karty hoye music to nhi sunty pani zarror pity hein or senior ki post note bhi karty hein or posts dekht kar choose karty hein ky kon sa answer easy hy us py click kar ky work start sath mein lays bhi khaty hein kabhi kabhi or mango cool drink bhi
                • #158 Collapse

                  No way i am new here i am not listening music and i will not listen forex trading k waqt music sun'na bhi nhi chahye q k ap ka zehn wahan chala jayega ap th tarha se kam nhi kar sakenge
                  • #159 Collapse

                    Mein kabi kabi sunana hn lekn ab to trading filhal sekh raha hn or wse mujy nahi lagta k trading k duran koi or bhi kam karna chye trading k wqt sara focus trading per e ho to e apk market ko samj sakty hain ix lye mera nahi khyd k hmen song sunana chye or song se insan ka mind double ho jata hai phr apka mind ek jaga nahi rehta or trading koi game nahi apki investment hoti hai us per to seriously trading kren
                    • #160 Collapse

                      Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                      Nahi music tu nahi souna jata hai. Aghy tension lagi hoti hai market k trend ki tu music soun k or mind ko mixup kar diya jata hai esleye koshish ki jati hai trading k time trade ki jaye or free time mai es ko souna jaye.
                      • #161 Collapse

                        Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                        G ha bhai g ma forex trade karta huwa kabi kabi music sunta is sa ya fida ha ka is ma dil laga rahata or kam jaldi sa ho jata or jab ma forex trade karta huwa music sunta hu to ma ya kam jaldi sa karta hu
                        • #162 Collapse

                          Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                          Hamara net per jitna b time lagta hai wo forex ko hi jata hai is leye music ka time ni hota hai q ap log suntey ho kya
                          • #163 Collapse

                            Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                            Ni g main trading k doran music bilkul ni sunta q k mahrmzan ka mahena hy or mujhy din sara roza hota hy ramzan mn rozy rakhna sakht gunah hy
                            • #164 Collapse

                              Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                              Dear Pakistani Fox member aapne bilkul theek kaha Hai music background mai ho sakta hai kyunki background musics a fresh mind ke sath post ki quality acchi hoti hai aur post best hoti Hai knowledge ho to quality bhi achi Ho jati Hai jisse fresh mind mein posting karne se aur bhi accha bonus milta Hai lekin isme karni chahiye aur koi mistake nahi honi chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Re: kya ap forex trading kartay hoay music suntay hain

                                Mere khial main forex aik bahut sensitive work h, isay poray shoq , lagan or ehtiat se krna chahiay. Hm jo b krtay rhain lekin hmari pori twaju apnay maqsad pr honi chahiay or hmara pure maqsad forex se earning krna h. Agr ap ko music ka bahut ziada shoq h or ap ko work main difficulty ni aa rhi to ap zror snain, ni to ap free time main sun lain ta k ap ka work disturb na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X