Forex Ky yaadgar din

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Ky yaadgar din
    Hi, All traders! me apko apny forex trading ki start working bata rha hon k kis tarah mehnat sy aur khud sy seekh ky bar bar har loss ky bad new strategy k sath new experience sekha isi tarah Ap sab ny Forex start karty waqt mushkilat ka samna kiya hoga, losses kiye hongy, aur ap ny har martaba bar bar koshish ki hogi seekhny ki akhir kar ap kuch na kuch waqt k sath seekh k aaj forex ko samjhy hongy. tou plz ap sab bhi apni apni starting histry zara share kijye aur koi mufeed idea ho trading sy mutaliq tou apki nawazish hogi.

    Thanks

    Kashan
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jo din bad experience ki waja sey yadgar hon, unhain yad nahi rakhna chaheye, balkeh woh din jo happy aur jis main aap ney aik achi income hasil ki ho un ko yad rakhain. Hamain apney juniors key sath apna experience zaroor share krna chaheye takeh unhain trading main asani ho aur woh loss sey bach kar profit hasil kar sakain.
    • #3 Collapse

      Dear friend forex mai ye din meray liye yaad gaar din hain q k in dino mai main bohot saari investment blkay youn keh sktay hain maine apni saari investment loss ki hai.
      • #4 Collapse

        dear forex trading mein mujhy bht loss howa hai mein 2 din kbhi nahi bhool skty jab mera account disable ho gaya tha or 2 tab jab mera bonus mjhy nahi mila
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: nrb8445 پيغام ديکھيے
          Jo din bad experience ki waja sey yadgar hon, unhain yad nahi rakhna chaheye, balkeh woh din jo happy aur jis main aap ney aik achi income hasil ki ho un ko yad rakhain. Hamain apney juniors key sath apna experience zaroor share krna chaheye takeh unhain trading main asani ho aur woh loss sey bach kar profit hasil kar sakain.

          Yaar esi baat nahi, mera matlab ye nahi ky ap un dino ko har waqt yad karo, me ny just ye pucha ky har forex trader start me bina experience ky kuch na kuch tou loss karta hai phr waqt guzarny ky sath jab experence hota hai tou wo phir happy forex trader bhi ban'ta hai. me apko apni story sunata hon! me ny bhi forex $100 sy start ki thi aur bilkul bhi experience nhi tha me start me hi 0.10 use karta tha jis ky 10 pip ky $10 value hai. tou me ny $300 tak earn kiya phir me standard lot use karny laga aur $1300 tak equity pohnch gye us me kushi ki bat ye ky me ny us me sy $300 withdraw kar liye thy baki $1000 account me rehny diye aur phr loss ho gya but wo yadgar din hain jab market me bilkul bhi kuch malom na ho aur kuch website par technical summary dekh ky hi trade karna aur $100 ko $1300 tak pohchana.

          mera sawal ka maqsad ye tha ky ap me sy bhi kisi ki agar koi esi intresting story ho tou wo bataye but end acha hona chaiye :p
             
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: trader6393 پيغام ديکھيے
            Dear friend forex mai ye din meray liye yaad gaar din hain q k in dino mai main bohot saari investment blkay youn keh sktay hain maine apni saari investment loss ki hai.
            Bilkul janab galtiyan bhi insan sy hoti hain, aur insan ko seekh ky hi trade karna chahiye ta ky loss na ho. abhi ap ki trading kesi ja rahi hai ?
               
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Maahi123 پيغام ديکھيے
              dear forex trading mein mujhy bht loss howa hai mein 2 din kbhi nahi bhool skty jab mera account disable ho gaya tha or 2 tab jab mera bonus mjhy nahi mila
              acha bohat afsos hoa ye sun ky! wesy apki equity kitni thi aur kitna loss kiya ?
               

              اب آن لائن

              Working...
              X