mian babypips say learning kar rha hun aaap??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bahi jana ma to apni experience sa karta ho or ma kisi traning hasal nahi kia khud karta ho apla demo account par practice kia os ka bad ma na real account par earning karta ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Babypips.c0m kafi achi website he, ap apni learning ko continue rakhein kafi faida hoga ap ko.
      • #18 Collapse

        main kafi arsy se trading kar raha ho . likin market ko ab thora bohat samjny laga ho. qk phaly main indicator use nahe karta hai. lakin ab MACAD or SOTCH use karny se bahter kam kar raha ho.
        • #19 Collapse

          dear main kahin sa bi trading nai seekhi sab khuch main na khud sa seekha ha mujh ais min 2 sal ka arsa ho gaya ha itna expert to ho gaya hon ka main easiuly forex ko samajh sakta ho ka kahan paar market kis tarhan behave kara gi or kahan paaar kis tarhan . lakin mujha Forex main trading karna ka bohat acha experinec raha lose ka sath :)
          • #20 Collapse

            agr such bolun to mene sirf aik video hi dekhi thi youtube pe to pta lag gea k forex trading kis chirya ka naam hai .. me news pe nai chalta me sirf ye dekhta hun k aia rate kidr hai peak pe hai bilkul gira hoa hoa . Agr gira ho to buy karta hun nai to sell. Agr centre me to tb b buy. Allah ka karam hai k 60% successful hota hai decision.
            • #21 Collapse

              abhi tak tu mujhe is business se koi khas fida nahi hua kyoun ke main ne bht juldi real account per a gaya tha aur mujhe is se loss hua but main abhi is business ko learn karta hoon aur Pakistani forum main honi wali post ko read karta hoon jis se mujhe kafi help milti hai
              • #22 Collapse

                I am learning about the forex from the internet and I also studying the rules and regulations of the forum and I am gaining the great number of knowledge daily, and also I am getting help from old trader of the forex which makes more confident about trading.
                • #23 Collapse

                  g janab is month me unpredictable hota ha forex or bohat se log is month me trade nahi krte loss k dar se is month me log trade nahi krte g forex ak best online buisnuss ha g jis me ak trader ko deceber me ahtiat se trade krna hoti ha g
                  • #24 Collapse

                    is ka ap ko nowledge ho cheay kay ap nay kahan say learn karna hai ya to kisi achay say teacher say traning lain ya ko aisi book ka mutala karin jis main trading kay baray main sub kuch bataya ho
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehar پيغام ديکھيے
                      dear aap loog apna apna learning ka way btyn gy k aap kis kis jaga say learning kar rhy hen?? or aap apna apna experience b share kryn or aap ko learning ka koi benefit b huwa ya koi faida ni??
                      Ap nay jis Site Ka zikar kiya Wo Bhi Achi site hai Sekhnay K liyee,magar main nay tou Ab tak jo kuch Sekhaa hai Wo sirf forum Say Sekhaa hai... Ap nay jis site Ka zikar kiyaa hai us Site Ka bhi mujhe yaheen Sy he pata chalaa thaa,main Samajhtaa hon K being a pakistani hammain urdu main baat Asaani say Samajh ati hai Tou ye forum sab Say best learning place hai.
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #26 Collapse

                        forex trading mai hamy trading karny k lia hamary pass experience ki bohat zarorat hoti hai jab tak hamary pass knowledege ni ho ga ham aik kamyab trader ni ban skaty mai ny b forex trading ki learning baby pips sy hi ki hai is sy behtar or ko site ni hai is mai ham learning kar k aik kamyab trader ban skaty hain is mai ham learning kary gy to hi is mai ham earning kar sakty hain
                        • #27 Collapse

                          Babypips bari achi site hai learning key liye aur khas kar newbies is ko zaroor dekhain kun keh is main lower level se graduation level tak samjaya gia hai aur different market skills, trends etc bari achi tarah practically samja diye gaey hain. Main ne forum se bhi bohat kuch seekha hai.
                          • #28 Collapse

                            dear mai to abhi forex mai new hun or abhi tak mne koi bhi earning nahi ki hai magar apne jo babypipes wali website ka kaha hai to mai apki is baat se agree karti hun k yehi ak best way hai jahan se ham asaani se forex learning kar sakte hain or mai bhi yahin se learning kar rahi hun
                            • #29 Collapse

                              brother min ne bhi forex trading ko babypips se learn kiya tha or ab bhi learn krta hon iss k sath kiye or chai sites hain jahan se main forex trading ko learn krta hon or youtube se video tutorials daikhta hon or koi issue bany tu idhr or google main search kr k khud he solve krny ki try krta hon or kamyab bhi ho jata hon
                              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Mn b baby pips se learn krta raha hon mn fundamental ko investing.com or Forex factory se check krta hon or study kr k trading krta hon jo k bahut acha trend btate hyn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X