Mera shoq... Traveling
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera shoq... Traveling
    assalamu alaikum dosto.. ummid karta hun sab members khair khairiyat se honge.. doston aur insan ka apna Koi Na Koi alag shauk hota hai aur har shok apni jagah bahut ahmiyat rakhta hai shop ka koi mol nahin hota. Mujhe travelling ka bahut shauk hai new new places explore karna ghumne firne Jana new logon se Milna bahut achcha lagta hai, travelling 1 adventure hai. Adventure hona chahie aur Life mein adventure hona chahie main aur mere dost aur sal kuchh din nikal kar kahin ghumne ka plan banate hain aur wahan jaate Hain last time Islamabad gaye the bahut maja aaya bahut maje ki thand pad rahi thi. Inshallah next time dobara Islamabad jaenge to murree bhi jaenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera shoq... Traveling

    Traveling karny ka shooq kesy nahi hota hay agar health achy ho to traveling karny me be maza ata hay ham other countries ki be traveling kar sakty hey aur Pakistan key andar be esy makamat majood hey jaha ki traveling karny ka apna hi maza hay, me ne Pakistan key bahot si cities ki traveling ki hoti hay ye mera shooq hi hay jes ki waja se meri koshish hoti hay key me zeyada se zeyada time tak traveling hi Karon, Pakistan ki har city ki traveling Karni chaye magar jo sab se zeyada popular makamat hey es ki traveling har kesi ko karni chaye, ye popular makamat ye hey,
    1. Sawat
    2. Gilgit
    3. Naran aur kaghan
    ye esy makamat hey jes ki traveling worldwide se afraad karty hey har kesi ki kowahish yeti hoti hay key wo har session me en makamat ki said karen es ley out of country se be haha ka visit kar key enjoy karty hey, traveling ka shooq hi hota hay jes ki waja se hamy har jaga ko dekny ki khowahish pori ho Jati hay hamy es bat ka khayal rank chaye key jaha ki traveling ham ne nahi ki hoti en makamat ka hi visit karna chaye ta key bahot se places ki ham traveling kar saken, travelling karny key ley zarorat ki har cheez ka khayal rakna zarori hay, night stay key ley waha key hotels key bary me information basil karna zarori hay ta key bad me kesi be pardi pareshani se bachata ja saky.
    • #3 Collapse

      Re: Mera shoq... Traveling

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Traveling karny ka shooq kesy nahi hota hay agar health achy ho to traveling karny me be maza ata hay ham other countries ki be traveling kar sakty hey aur Pakistan key andar be esy makamat majood hey jaha ki traveling karny ka apna hi maza hay, me ne Pakistan key bahot si cities ki traveling ki hoti hay ye mera shooq hi hay jes ki waja se meri koshish hoti hay key me zeyada se zeyada time tak traveling hi Karon, Pakistan ki har city ki traveling Karni chaye magar jo sab se zeyada popular makamat hey es ki traveling har kesi ko karni chaye, ye popular makamat ye hey,
      1. Sawat
      2. Gilgit
      3. Naran aur kaghan
      Bilkul sahi bat hai, Insan agar sehat mand hoga to achi tarha se ghum phir sake ga aur different different places pe jake Allah pak ke banae hue khubsurat mukamat dekh sake ga, Bilkul bro bahar ke mulko se ziyada hamara apna mulk khubsurat hai aur sawat, naran kaghan jese khubsurat area mein jake time spend karne se insan ka dill khush ho jata hai.
       
      • #4 Collapse

        Re: Mera shoq... Traveling

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarosh97 پيغام ديکھيے
        assalamu alaikum dosto.. ummid karta hun sab members khair khairiyat se honge.. doston aur insan ka apna Koi Na Koi alag shauk hota hai aur har shok apni jagah bahut ahmiyat rakhta hai shop ka koi mol nahin hota. Mujhe travelling ka bahut shauk hai new new places explore karna ghumne firne Jana new logon se Milna bahut achcha lagta hai, travelling 1 adventure hai. Adventure hona chahie aur Life mein adventure hona chahie main aur mere dost aur sal kuchh din nikal kar kahin ghumne ka plan banate hain aur wahan jaate Hain last time Islamabad gaye the bahut maja aaya bahut maje ki thand pad rahi thi. Inshallah next time dobara Islamabad jaenge to murree bhi jaenge
        Yes bro, Allah pak ne itni khubsurat duniya banae hai to is ko dekhne aur ghumne ka to almmost sab ko shook hota hoga, Islamabad bhi khubsurat hai magar is ke ilawa agar ap azad kashmir aur Nothern area ghumne jae ge to ziyada enjoy kar sake ge.
        • #5 Collapse

          Re: Mera shoq... Traveling

          Traveling ka shook maximum afraad ko hota hay magar bahot kam time milny ki waja se bahot hi kam es shook ko pora kia jata hay, business trip be kia jaye ya job se related kesi other place ka visit kia jaye to ye shook es tarha be pora kia ja sakta hay, weekend par hi ye shook behtar tareeqy se pora kia ja sakta hay weekend par 2 days ham bilkul be free hony ki waja se traveling kar sakty hey, traveling key advantages ye hoty hey key hamy enjoyment aur tafreeh karny ka muqa mil jata hay, hamari health aur mind ko fresh karny me be traveling karna important hay traveling ka maza es time bahot hi hota hay jab transport hamari apni ho es ki waja se agar hamy rasty me koi jaga pasand ati hay to ham koch time key ley stay kar sakty hey hotel waghir par be stop kar sakty hey apni transport ki waja se ham kahi be jany key ley azaad be hoty hey time ki padandi na hony ki waja se agar ham let be ho jaty hey to hamy koi tension nahi hoti, bahot zeyada traveling Murree, naran, kaghan jesy places ko dekny key ley ki jati hay magar me samjta hon hamary ley best traveling esy places ka hota hay jes ka visit ham ne life me kabi be nahi kia hota agar ham ne Lahore nahi deka hota to es ka visit karny key ley agar ham traveling karty hey to ye be hamari best traveling hi hoti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Mera shoq... Traveling

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
            Yes bro, Allah pak ne itni khubsurat duniya banae hai to is ko dekhne aur ghumne ka to almost sab ko shook hota hoga, Islamabad bhi khubsurat hai magar is ke ilawa agar ap azad kashmir aur Nothern area ghumne jae ge to ziyada enjoy kar sake ge.
            Exactly bro, Nothern area behad khubsurat hai mein aksar jata rahta ho aur her bar utna hi maza ata hai jese phli bar mein aya tha.
             
            • #7 Collapse

              Re: Mera shoq... Traveling

              Bilkul sahi information di hai apny. Ye makamat wakai bohat khobsorat hain lekin yaha jany s pehly sari information leni chiye taky udar ja k kisi b kism ki preshani ka samna na krna pry or har zrort ki chez apny pas honi chiye.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Mera shoq... Traveling

                mere aziz Dost ne aaj jo topic share kiya hai vah hai travelling ke bare mein har insan ko travelling kab bahut shoq hota hai lekin kuchh insan ghar mein rahana Pasand karte Hain
                lekin Agar meri baat ki jaaye to mujhe travelling ka bahut jyada hi shauk hai aur Pakistan mein bahut se aise Khubsurat Makamaat hai Jahan agar aap jaaye to aapka dil khush ho jayega, agar aap ki tabiyat kharab hai aur aap aise jaga ka Safar karte Hain To aap ke liye ek refreshng visit hoga.
                Dosto Allah nay Pakistan buhat Khubsurat Maqamat say nawaza hay jin main Agr Northern Areas ki baat ki jaey tou wo Syaahat k liay sb say Behtreen jaga hay.
                Dosto main Last year hi Naran Kaghan ka Visit kr ky aya hu , ye Maira Dosra Tour tha aur mairi Family ka Pehla.
                Mairi Family karachi sy hy aur unhi nay Samundar k elawa kuch nai dhaika hoa tou aisay main jb unhi nay Natural Beauty , Bulando Bala Sar Sabz Pahar , Baraf aur Chashmay dhaiky tou unka Dil khula ky khula reh gya aur unki khuawish rahi ko wo saari zindagi e wahu rahain
                Pr aisa mumkin nai tha aur waps aana pra ab umeed hay dubara jaen gay takay holidays main kutf andoz ho skain

                اب آن لائن

                Working...
                X