Introduction: Hunting ka shooq mery khayal me har esy person ka ho sakta hay jes ki seyhat achi ho aur jo khud hunting kar be sakta ho, hunting key intekhab key ley agar achy area ka intekhab kia jaye to zaror es shooq ko pora karty howy enjoyment feeling ki ja sakti hay, Pakistan me sab se zeyada hunting (fish, khargosh, murghabi) waghira ka kia jata hay,
Advantages: Agar kesi ko hunting ka bahot hi zeyada shooq ho aur es ka ye shooq zeyada time tak pora na ho aur us ko hunting key ley office se ya apni study se time na mily to esy persons kaki be acha feel nahi karty hey es ley agar month me 1 dafa hunting ka shooq ko pora kia jaye aur apny ghar key nazdeek kesi area me ja kar fishing ya murghabi ka shaker Karen to asani se esy afraad ka hunting ka shooq pora ho sakta hay es shooq ki waja se mind par bahot acha Saar pardta hay aur hamari seyahat ko be es se koi nuqsan nahi ponchta, hunting key Duran pedaal walk ki waja se zaror hamari health achi ho sakti hay, hunting key shooq ki waja se hamy different maqamaat aur areas me jany ka itefaq ho sakta hay aur hamy tarfeeh karny ka be muqa mil jata hay, mery khayal me hunting karny se hi ham achi tafreeh karny me kamyab ho sakty hey,
Disadvantages: agar har time hi hunting ki jaye to es shook ki waja se hamara bahot hi zeyada time zaya ho sakta hay hamy kabi be apna keemti time es Tara se barbad nahi karna chaye, hunting zaror karni chaye magar etni be zeyada nahi key hamy kesi aur kam karny key ley time hi na mil saky.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим