Travelling ka shook!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Travelling ka shook!
    Dosto buhat sare logo ko ghumne phrne ka shook hota hai aur un ki koshish hoti hai ke wo alag alag khubsurat cities aur countries ka vist kare. To kia ap bhi un logo meinshamil hai jin ko travelling ka shook hota hai?

    Click image for larger version

Name:	Things-to-Know-about-Travelling.png
Views:	1
Size:	573.4 کلوبائٹ
ID:	12463378
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Travelling ka shook!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
    Dosto buhat sare logo ko ghumne phrne ka shook hota hai aur un ki koshish hoti hai ke wo alag alag khubsurat cities aur countries ka vist kare. To kia ap bhi un logo meinshamil hai jin ko travelling ka shook hota hai?
    Ye to meri sab se favorite hobby hai, mujhe mukhtalif countries dekhne ka buhat shook hai aur mene ab tak 6 se 7 countries dekhi hai. Aur aage bhi Norway aur Switzerland ghumne ka plane hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: Travelling ka shook!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
      Ye to meri sab se favorite hobby hai, mujhe mukhtalif countries dekhne ka buhat shook hai aur mene ab tak 6 se 7 countries dekhi hai. Aur aage bhi Norway aur Switzerland ghumne ka plane hai.
      Acha bhtreen bhai, Norway aur Switzerland dono hi naturally buhat khubsurat hai, ap zarur jae aur hamare sath experience share kariye ga. Is ke ilawa apne kon kon se mulk ghume hai aur ab tak sab mein acha ap ko konsa mulk laga hai.
         
      • #4 Collapse

        Re: Travelling ka shook!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
        Ye to meri sab se favorite hobby hai, mujhe mukhtalif countries dekhne ka buhat shook hai aur mene ab tak 6 se 7 countries dekhi hai. Aur aage bhi Norway aur Switzerland ghumne ka plane hai.
        Wow great, but Norway jitna khubsurat hai utna hi mahnga bhi hai bhai, agar ap Norway ghumne ka irada rakhte hai aur full achi tarha ghumne ka shook hai to achi khasi saving karni pare gi.
         
        • #5 Collapse

          Re: Travelling ka shook!

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
          Dosto buhat sare logo ko ghumne phrne ka shook hota hai aur un ki koshish hoti hai ke wo alag alag khubsurat cities aur countries ka vist kare. To kia ap bhi un logo meinshamil hai jin ko travelling ka shook hota hai?

          [ATTACH=CONFIG]10628[/ATTACH]
          jiii....jiii bht shook hai ......or dill hai pori duniya ghumi jy....
          • #6 Collapse

            Re: Travelling ka shook!

            اصل پيغام ارسال کردہ از: FakharShah پيغام ديکھيے
            jiii....jiii bht shook hai ......or dill hai pori duniya ghumi jy....
            Mera bhi kuch ap ke jesa shooq hai, travelling mujhe buat hi ziyada pasand hai qk new new cheze aur places dekhna mujhe acha lagta hai.
               
            • #7 Collapse

              Re: Travelling ka shook!

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
              Mera bhi kuch ap ke jesa shooq hai, travelling mujhe buat hi ziyada pasand hai qk new new cheze aur places dekhna mujhe acha lagta hai.
              I think her insan ko ghumna phirna pasand hota hai, Allah pak ne puri duniya hi khubsurat banae hai to different places pe jake waha ki khubsurati dekhne mein buhat hi khushi ka ahesas hota hai.
                 
              • #8 Collapse

                Re: Travelling ka shook!

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
                I think her insan ko ghumna phirna pasand hota hai, Allah pak ne puri duniya hi khubsurat banae hai to different places pe jake waha ki khubsurati dekhne mein buhat hi khushi ka ahesas hota hai.
                Exactly right bro, mukhtalif places pe ghumne se na srf waha ki khubsurati se lutfandoz hote hai balke different logo se aur un ke culture se bhi waqfiyat hoti hai. To jitna ziyada places pe ap ghumne jae ge utna hi ap ko mukhtalif logo aur cultures ko janne lagte hai.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Travelling ka shook!

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
                  Exactly right bro, mukhtalif places pe ghumne se na srf waha ki khubsurati se lutfandoz hote hai balke different logo se aur un ke culture se bhi waqfiyat hoti hai. To jitna ziyada places pe ap ghumne jae ge utna hi ap ko mukhtalif logo aur cultures ko janne lagte hai.
                  BIlkul sahi bat hai, mukhtalif logo se milne julne se insan ka nazaria hi change ho jata hai, aur kafi had tak ye stress kam karne mien madada deta hai. mukhtalif culture ke logo ke sath mil ke un ko jan ke hume new new cheze bhi sekhne ko miti hai.
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: Travelling ka shook!

                    aslamoalekum dear mujy b travelling ka bht zyada shoq h.nujy seyaht kerny ka bht shoq h.meri khahish h k mn Pakistan mn mojood khoob soort qudarti wadion k haseen nazaron ko dekhon.
                    • #11 Collapse

                      Re: Travelling ka shook!

                      Assalam o alaikum
                      Dear friends
                      Travelling ka shoq Acha ha par me zyada Lamba safar nhi kar sakti.. Apni tabiyat ki wajah se 1 ya 2 ghanaty ka safar ho jaye to koi muskil baat nhi ha zyada lamby safar b apni tabiyat ko dekh k kiye jaty hain tabiyat achi na ho to lamby safar nahi liye jaty..
                      Jo log kr sakty ha unk liye buht Acha ha wo enjoy kry dunya ghoomy
                      Shukriya
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Travelling ka shook!

                        Assalam o alaikum to everyone
                        Kesy ha app sab I hope sab thik hogay travelling ka shooq buht Acha shooq ha mjhe bachpan se ghoomy phirny ka shooq raha ha achi achi jgaho pr jany ka ghoomnay ka enjoyment karny ka par ye shooq family k sath raha ha akely safar ka maza nhi ata Ik dafa aisa chance hua hy family k bageer travel krny ka par koi maza nhi aya..
                        Shukriya
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Travelling ka shook!

                          Assalam o alaikum
                          Kesy ha app sab umeed ha sab thik hogay mjhe bachpan se travelling ka shooq raha par halat ny kabhi ijazat nahi par jitna hua hamary parents ny hamy buht enjoy krwaya ha jo memories hy meri meri zindagi ki Jo me jabhi nhi bhol sakti koi b kaam ho pesy k bageer nahi ho sakta Allah se dua ha hanmara safar b ho to ab ki baar madina ho ameeen
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Travelling ka shook!

                            Travelling😍
                            Mind fresh krne ki sbse best or interesting activity...
                            ​Bht se logo ki fav hobby he k wo spare time me travelling krein kun k travelling krne se apki body ki refreshment hotii he or bht intresting places or cheezain dekhne ko milti hain k insan us wqt apna sab kuch bhool jata he or mera sabse best mood freshmnt ka way he... Alhamdulillah bht bar travel kya he or bht kuch seekhne or dekhne ko miltaa he..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Travelling ka shook!

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hum786 پيغام ديکھيے
                              Assalam o alaikum
                              Dear friends
                              Travelling ka shoq Acha ha par me zyada Lamba safar nhi kar sakti.. Apni tabiyat ki wajah se 1 ya 2 ghanaty ka safar ho jaye to koi muskil baat nhi ha zyada lamby safar b apni tabiyat ko dekh k kiye jaty hain tabiyat achi na ho to lamby safar nahi liye jaty..
                              Jo log kr sakty ha unk liye buht Acha ha wo enjoy kry dunya ghoomy
                              Shukriya

                              Sahi bat hai, agar ap ki sehat ko lamba safar karna suit nhi karta to ap apne as pas wale area hi ghumne jaya kare, ziyada dur jake apni tabiyat ko kharab nhi kia kare.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X