Golf khelne ka shooq!
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Golf khelne ka shooq!
    Dosto Golf bhi buhat hi interesting game hai aur buhat sare log is ko khelna pasand karte hai. Kia ap logo ko Golf khelne ka shooq hai?

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	729.5 کلوبائٹ
ID:	12463042
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Golf khelne ka shooq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
    Dosto Golf bhi buhat hi interesting game hai aur buhat sare log is ko khelna pasand karte hai. Kia ap logo ko Golf khelne ka shooq hai?
    Golf acha game hai, magar is ko her koe easily nhi khel pata aur na hi afford kar pata hai. mujhe bhi kafi pasand hai magar kabhi is ko khelne ka moka nhi mila.
     
    • #3 Collapse

      Re: Golf khelne ka shooq!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
      Golf acha game hai, magar is ko her koe easily nhi khel pata aur na hi afford kar pata hai. mujhe bhi kafi pasand hai magar kabhi is ko khelne ka moka nhi mila.
      Hmm thori expensive hai, per ap agar Karachi rahte hai to yaha kafi sare Golf ke liye clubs hai to ap kisi ache golf club mein membership karlenge to ap is game ko khel ke enjoy kar pae ge.
       
      • #4 Collapse

        Re: Golf khelne ka shooq!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
        Hmm thori expensive hai, per ap agar Karachi rahte hai to yaha kafi sare Golf ke liye clubs hai to ap kisi ache golf club mein membership karlenge to ap is game ko khel ke enjoy kar pae ge.
        Exactly bro, Karachi mein to buhat sare golf clubs hai aur meri apni Karachi golf club mein membership hai. Agar ap ko golf khelna pasand hai aur is ka buhat shook hai to thora kharcha to karna parta hai, aur mere khayal se to free wali places pe environment bhi itna acha nhi hota.
         
        • #5 Collapse

          Re: Golf khelne ka shooq!

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
          Exactly bro, Karachi mein to buhat sare golf clubs hai aur meri apni Karachi golf club mein membership hai. Agar ap ko golf khelna pasand hai aur is ka buhat shook hai to thora kharcha to karna parta hai, aur mere khayal se to free wali places pe environment bhi itna acha nhi hota.
          Exactly right bro, shook ki to koe keemat nhi hoti, asal bat ap ki khushi aur satisfactions ki hoti hai. Per aksar insan apni pocket ko dekhte hua hi apne shook pure karne ki sochta hai, to jo log is tarha ke shooq afford kar pate hai wahi apne shook pura kar lete hai, otherwise buhat sare log srf sochte rah jate hai.
           
          • #6 Collapse

            Re: Golf khelne ka shooq!

            yes ye really interesting game hai....abi moka to mila ni khailny ka pr khaily gy zaror.
            • #7 Collapse

              Re: Golf khelne ka shooq!

              aslam o alekum g sr. golf khelna acha shouq hai es sy ensan ki body active rehti hai es khel ky ly bary ground ka hona zrori hai likn pakistan main golf boht hi km log khelty hain chad log hi hain jo golf khelty hain zeada tar ye yorap usa uae mmalik main kheli jati hai.
              • #8 Collapse

                Re: Golf khelne ka shooq!

                Assalam o alaikum
                Dear friends kesy hain sab golf buht achi game ha is se ap apny extra time b spent kr saktay apny dosto k sath b time spent hojata is insan apni body b sett rehti ha apni body ko active rakhna b chye aik sehat mand body zindagi ka hissa b hai..
                Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Golf khelne ka shooq!

                  Yh achi game hai lkn hr kisi k liy asan ni h bht zada mnht krna prta hai lkn agr aa jay to bht ingesting b h
                  • #10 Collapse

                    Re: Golf khelne ka shooq!

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mubeenabbas پيغام ديکھيے
                    aslam o alekum g sr. golf khelna acha shouq hai es sy ensan ki body active rehti hai es khel ky ly bary ground ka hona zrori hai likn pakistan main golf boht hi km log khelty hain chad log hi hain jo golf khelty hain zeada tar ye yorap usa uae mmalik main kheli jati hai.
                    Ap ki bat sahi hai, Golf Bahar ke mumalik mein ziyada famous hai banisbat Pakistan ke. Pakistan mien bhi ye game khela jata hai aur is ko khelne ke liye khas tor pe golf clubs bane hume hai magar buhat log is ko khelna afford nhi kar pate is liye ye game itna aam nhi hai.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Golf khelne ka shooq!

                      Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha ky ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay ye ak bahut he acha shok ha hammy aj kal ye bahut he aam milta ha dekhny ko key hamary irdgrd bahut sary loog esy hoty han jin ko difirent cheezo main shok rakhty han koi cricket kay shok main mast ha to koi kisi cheez ko khilny main mast ha dear khuch loog goulf ky khilny ka bhi bahut sook rakhty han dear hammara bhi koi shok hona chayeye or acha shok hona chaheye or ghar waly kay khulaf bhi koi sho nai rakhna cheyee Q kay agar ham apny ghar walo kay kkhilaf jayee gay to hammy us main apna he nuksaan ho ga is leye kabhi bhiapny ghar walo kay khilaf na jayee Q kay wohi he to hamara sab khuch hen dear hammy un ko hamesha khush eakhna chaheye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Golf khelne ka shooq!

                        my dears friends
                        umeed ha kay app sab thk ho gay ji han golf aik bot hi best game ha or is ko bot sary log khalty ha or yya zyida tar eurap ma khala jata ha or pakisatn ma kuch log asay ha jo is game kay bary ma acha knowledge rakhty ha or is ko khalty ha or bot sary asay log ha jo europ ma rahty ha or who is kay bot hi best player ha is ma ham ko karna ya hota ha ham ko aik ball or aik stick ki zroorat hoty ha jo aik khass golf stick hoty ha or is ma ham ko ball ko nichy rakna hota ha or jis ko ham nay us stick kay sath is ball ko move karna hota ha or jis say is ball ko ham nay aik sahi or perfect whool ma dalna hota ha jo zameen ma hota ha

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X