Games khelne ka shooq!
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Games khelne ka shooq!
    Dosto aj kal video games khelne ka buhat trend hai, aur kafi sari video games bhi aa chuki hai, like pc games, mobile game aur play stations pe bhi buhat sari games kheli ja rahi hai. T dosto ap logo ko konsi video game pasand hai aur ziyadatar ap mobile pe games khelte hai ya play station pe?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Games khelne ka shooq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے

    Video games acha time pass hoti hai magar mujhe ziyada shoq nhi hai khelne ka. Per jab bhi khelta ho to playstation games khelta ho.
    • #3 Collapse

      Re: Games khelne ka shooq!

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
      Dosto aj kal video games khelne ka buhat trend hai, aur kafi sari video games bhi aa chuki hai, like pc games, mobile game aur play stations pe bhi buhat sari games kheli ja rahi hai. T dosto ap logo ko konsi video game pasand hai aur ziyadatar ap mobile pe games khelte hai ya play station pe?
      Mujhe mobile games khelna ziyada pasand hai, qk mobile games asan bhi hoti hai aur jab dil kare jaha dil kare ap khel sakte ho magar play station ya computer games to her waqt nhi khel sakte. Is liye mein mobile pe khelna pasand karta ho.
       
      • #4 Collapse

        Re: Games khelne ka shooq!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
        Mujhe mobile games khelna ziyada pasand hai, qk mobile games asan bhi hoti hai aur jab dil kare jaha dil kare ap khel sakte ho magar play station ya computer games to her waqt nhi khel sakte. Is liye mein mobile pe khelna pasand karta ho.
        But mobile ke muqable play station pe games khelne ka laga maza hai, mene jab se play stations pe games khelna start kia hai tab se mobile pe ya Pc pe games khelna acha nhi lagta. Ap bhi play station pe games zarur try kariye ga.
           
        • #5 Collapse

          Re: Games khelne ka shooq!

          G bilkl log bht c games khelty hn aur mn bi bht shok rakhta hn specially mn farms and castles bht shok sy khelta hn
          • #6 Collapse

            Re: Games khelne ka shooq!

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdulrehman86 پيغام ديکھيے
            G bilkl log bht c games khelty hn aur mn bi bht shok rakhta hn specially mn farms and castles bht shok sy khelta hn
            Nice game bro aur ha video games aj kal buhat famous hai aur ye acha aur asan tareeka hai farig time guzarne ka, games khelne se insan bore nhi hota.
             
            • #7 Collapse

              Re: Games khelne ka shooq!

              my dears friends
              umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat thk ha kyu kay bot sary asay hi log ha jo game ko khalny ka shook rakhty ha or is game hi ki waja say hi is dunyia ma hi famous hoty ha or ma ajj app ko hi apni psand ki game kay bary ma btata ho kay ma kon si game ko play karta ho ma VOLLY BALL ko hi play karta ho kyu kay ma bot hi zyida shook kay sath hi is ko play karta ho or ma apny district level ka sab say best ho or sab log mary game ko dakh kar bot hi enjoy karty ha or ma apny game ko regular time data ho or sath hi ma apny is shook say bot hi ipress ho or sath hi ma bot hi zyida physically fit bi ho or is say insan bury kaam say bi bacha rahta ha
              • #8 Collapse

                Re: Games khelne ka shooq!

                My Dear Friends
                umeed ha ap sab thk hunga, jis tara hamy dosra shok huta han en ma game khalna ka bi bohat hi acha shok ha es ma hamr bohat zyada time spend hu jata ha bohat sa log es kam mka bohat hi shokin han or aj kal dakha jay to zyada tar dosri gamo sa zyada log internet pa game khalna ka sok rakhta han or hal ma hi ya game ai ha jis ka name pub g ha ya aik international game ban choki ha jis ma na sirf bachy khalta han balky es ma bohat sa senior member bi shok rakhta ha garmio ma hamra pass dosri game khalna ka liya sai wakt nai huta q ka garmi bohat zyada huti ha es tara agr ham asi game ko sakon sa bath ka khal sakta han ma na apna mobile ma bohayt si games rakhi hui han or ma koi aik nai balky sab game khaln pasan karta hu jab aik game ka mishion kar lata hu ya os sa dill bar jata ha to dosri instal kar lata ju
                • #9 Collapse

                  Re: Games khelne ka shooq!

                  Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha ham is main jitni mehnat kay sath kam karty han is main hammy utni he achi succ3ss milti ha isi tarha khuch loogo ko video khilny ka jo game hoti han is ka bahut shok hota ha ye insan ko time pass bhi karwati ha bacho ka zehan ko barny main bhi mamdad karti han ye ak bahut he acha kam ha is ko karny say hamara mind increase ho jata ha dear game khilny say hamara zehan bhi fresh ho jata ha jo kam kar kar kay thak choka hoata ha dear esa sab karny kay leye hammy achi hard work ki zarorat ha game say lotaf hasil karny kay leye hammy acha kam karny ki zarorat hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Games khelne ka shooq!

                    Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review game khelney ke shooq pay mubni hay dosto mojy sab say zaida shooq cricket ka hay dosto main har roze 4pm say 630 pm tak apny doston kay sath cricker khalta hon to boot maza ata hay or ic main jab hum wine kar rain hon to ic wqat hum ko zaida maza ata hat or ja dosry win kar ray hon to ic wqat hum ko bardas karna parta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Games khelne ka shooq!

                      Games bahot zeyada types key hoty hey aur har 1 koi na koi game zaror play karta hay koch games sports key hoty hey jes ko play karny key ley hamy ground me jana pardta hay bahot se afraad ko ye shook hota hay key wo daily aur proper time manage kar key ground me ja kar koi na koi game zaror play kary aur koch afrad esy be hoty hey jes ko sports key games ka siraf dekny ki had tak hi shook hota hay, agar health ko behtar karna ho aur es ko long time tak maintain be rakna ho to koch time key ley hamy zaror ground me ja kar real me koi na koi game zaror play karna chaye, jo afrad dekny ki had tak hi games key shooken hoty hey esy afraad apny shook ko pora karny key ley proper time manage karty hey aur har kam bad me karny ko tarjeeh dety hey pehly apna shook pora karny ki koshish karty hey, koch afraad ko mobile key video games kehlny ka be shook hota hay es tarha key games kehl kar be hamy bahot se advantages mil sakty hey hamara shook be pora ho jata hay aur sath me hamara mind be active ho kar karm karny lagta hay, har tarha key games kehlny chaye key key nuqsanat kam aur fawayeed bahot zeyada hoty hey, agar daily nahi to weekend par zaror hamy apna har tarha key shook ko pora karny ki koshish karni chaye agar hamara koi shook long time period tak be pora na ho to per be hamy acha feel nahi hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Games khelne ka shooq!

                        Asalamaualaikom Dosto!
                        umeed karta ho ap log kheriat se ho.

                        Main bachpan se game kelne ka shoqeen raha ho. AAj kal bahut zyada game kelne ko milta hai or bahut sare log kelte hai. Ham ne bahut devices main game PC, mobile, Playstation aur xbox main khele hai.
                        Mian to bachpan se PC main bahut ziada game khele hai magar PC ka maza ka kisi chiz or devices main nhi hai. Mai ne sare game khele hai wo zyada tar PC main khel k dikhaye hai. Like high quality graphic game bahut kiye hai.
                        aaj bhi khel raha ho. AP log zaror PUBG se waqif hon ge. PUBG zaror khela hoga mobile main. main PUBG bhi PC main e keltaho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Games khelne ka shooq!

                          assalamu Alaikum dear all member Ham apni routine life se bahut jald boring ho jaate Hain to Ham kuchh interesting karna chahte hain iske liye Ham games khel sakte hain mujhe personalt physically game bahut zyada pasand hai jaisa ke football cricket etc aur mobile games bhi khelta hun lekin itni zyada nahin physical fitness ke liye hamare liye games bahut zyada zaruri Hain agar aap log bhi fitness wali game khil sakte hain jase cricket football khelte Hain to yah bahut achcha hai is aapki sehat bhi acchi hi rahegi hamen mobile game se white karna chahie kyunki isase mind per bahut jyada effect padta hai agar aap mobile per game khelna chahte Hain to Main aapko yahi suggest karunga ki aap puzzle game khelen jisse aapka mind bahut jyada short ho jaega kabhi bhi e-games ki adduction nahin honi chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Games khelne ka shooq!

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan-ahmed پيغام ديکھيے

                            Nice bro, physical games to sehat ke liye bhi achi rahti hai, aur mobiles games ziyada khelne se ankhe bhi kharab hoti hai to hum sab ko chahiye ke koshish karke mobile ya laptop pe kam games khele aur ap ki traha se cricket football wagera khelne ka shook bharae.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Games khelne ka shooq!

                              Video games jo key PC aur mobile devices me bahot hi zeyada play key jaty hey es ka bahot hi zeyada rujhan bahot zeyada hay aur har age key afraad games kehlty hey internet ki fast speed ki waja se online games be play key ja sakty hey aur games install kar key offline base par be play key ja sakty hey en games khailny ka faida ye hota hay key hamara time acha guzar jata hay aur ham games play kar key bahot acha feel be kar sakty hey, bahot se games hey jo key sports, racing aur puzzle key hoty hey jo key mobile me play store se be free me mil sakty hey aur koch games esy be hoty hey jo key premium hoty hey ye heavy games hoty hey jo key best graphics key hoty hey, google play store aur apple store par many games esy hey jo key high rating key hoty hey aur ye fee hoty hey agar deka jaye to video games play karna hamari hobby ban chuki hay jes key baghir ham kabi be nahi reh sakty hey en games ko khail kar hamara shook be pora ho jata hay aur hamara mind be teez ho jata hay games khailny se hamara mind active ho jata hay, video games different type key hoty hey jo key ham apni pasand key base par apny devices me install kar sakty hey ya en ko ham online khail sakty hey, games free time me play kia jaye to ham es ko zaror enjoy kar sakty hey other koi be work kia jaye aur es time agar ham game play karty hey to ye hamary ley nuqsan de sakta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X