Eating ka shooq!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Eating ka shooq!
    Dosto is mein to koe shak nhi ke her insan ko tasty khana khana pasand hota hai aur hamesha yahi koshish rahti hai ke mukhtalif aur ache taste wale khane try kiye jae. Per kia koe insan, different khane khane ko apni hobby bhi bana sakta hai?

    Click image for larger version

Name:	file-20180608-191943-ipn7ly.jpg
Views:	1
Size:	27.6 کلوبائٹ
ID:	12462777
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Eating ka shooq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
    Dosto is mein to koe shak nhi ke her insan ko tasty khana khana pasand hota hai aur hamesha yahi koshish rahti hai ke mukhtalif aur ache taste wale khane try kiye jae. Per kia koe insan, different khane khane ko apni hobby bhi bana sakta hai?

    [ATTACH]7650[/ATTACH]
    I think eating ka shook srf mote logo ko hota hoga.:D Mujhe mukhtaliq kisam ke khane pasand hai magar mene kabhi eating ko hobby banane ka nhi socha. I think hum sab ko, achi sehat ke liye limit mein aur balanced food khana chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Eating ka shooq!

      Khorak sahat k liye bahut zaida zarori hain ko khorak sehat ka liye banyadi Choze hai sahat mand rehny ka liye acha kana
      • #4 Collapse

        Re: Eating ka shooq!

        han yar eating ka bhi sooq bahut say motay logon ko hota hai wesay mujay belkul nhi hai fast food insan ki health k lye nuksan de hai akser say log fast food k fan :) hotay hain lekin mn to nhi hon .
        • #5 Collapse

          Re: Eating ka shooq!

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ekay پيغام ديکھيے
          han yar eating ka bhi sooq bahut say motay logon ko hota hai wesay mujay belkul nhi hai fast food insan ki health k lye nuksan de hai akser say log fast food k fan :) hotay hain lekin mn to nhi hon .

          Exactly bro fast food sehat ke liye acha nhi hota to ziyada nhi khana chahiye, agar jin logo ko pasand bhi hai to limit khae bhaly. Mere khayal se to khana khane ke shooqeen log buhat si esi cheze kha jate hai jo sehat ko nuksan puhchati hai, aur is ke bar ask agar kisi ko khane ka shoq na ho to wo bhi kam kha ke apni sehat kharab kar dete hai, is liye proper aur healthy giza sab ko khani chahiye.
           
          • #6 Collapse

            Re: Eating ka shooq!

            Deer forex forum members aapne bilkul theek kaha hai eating ka shauk every person ko hota Hai hi Le kin main khud bhieating ka bahut jyada shaukeen Hoon aur bahut accha khata Hoon aur khud banata bhi Hoon isiliye eating ka shauk rakhta Hoon eating and cooking is very best
            • #7 Collapse

              Re: Eating ka shooq!

              my dears friends
              umeed ha kay app sab thk ho gay jiapp ki bat thk ha lakin ya aik shook nai ha lakin log sab taste karny kay lyia khana khaty ha or ya dakhty ha kay kon ci cheez sab say best ha or kon ci cheez bot hi famous ha or is ki waga kia ha or sab taste karty ah lakin bot sary log sara din eatning karty ha or yad raky kay jo zyida khata ha who juldy hi diease ka shikar ho jata ha or mota ho jata ha or aik bat ma app ko btata ho kay kam sona or kam bolna or kam khana zindgi kay lyia best ha or ya hi fit rahny ki sab say common reason ha or bot sary log ya bat ko follow na karty ah or end ma docter kay pass apni sab batay btatay ha or phr parshani ka sbab banty ha
              • #8 Collapse

                Re: Eating ka shooq!

                Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har insan ka apna apna shok hota ha dear isi tarahaan main ap ko batata chalo kay khuch loog esy bhi hoty han jin ko eating ka shok hota ha wo bhi sirf aam eating ka nai balky special cookers kay hath kay bahut bahut he acha khana banaty han dear jo loog aseey karta han unheey bahut he shok hota ha eating karna dear ye shok ak had tak sahi ha agar ham acha khana kaheey gay or is ko achy say enjoy karny kay bad proper tareeqy say is ko exsersize bhi karna ho ga dear is kay bad hammy ziada khana nai khana chaheye or pora pora khana khana chaheye agarcha kay bahut ziada acha he Q na bana ho lakin hammy pora pora khana chaheye or bhok khatm hony say pehly apna hath rok lena chaheye
                • #9 Collapse

                  Re: Eating ka shooq!

                  Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har insan ka apna apna shok hota ha or ma chahta hu ka ma bohat zyada different raspies ka khana khao markit ma hamy kam karta han es ma ham earning karta han wo es liya karta han ka ham aik acha khana kha saky markit ma na sab sa zyada khanoi ma pasy kharch kiya ha gar ma b ma bohat zyada khana pkana ka shok karta han kahan khan ka mojy bohat hi acch shok ha hamy es ko por karna ma zyada paso ki bi zarort nai huti or ya aik acha shok ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Eating ka shooq!

                    Salam dosto.....!
                    Insan ko shoq e eating ka hota hai. Jab insan ko bhook lagti hai Koch khaye k bagher nhi rehta hai....! Hame Roz mara Zindagi main Joo Koch bhi khate hai apne shoq se khate hai. Har kişi ko apna pasand ör napasand hote rehte hai. Mojhe to Sab se ziyada pasandidi khorak haii baryani or Chicken karayı. Ye 2 khorak mojhe behad pasand hai....!
                    • #11 Collapse

                      Re: Eating ka shooq!

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Salmankhan77 پيغام ديکھيے
                      Salam dosto.....!
                      Insan ko shoq e eating ka hota hai. Jab insan ko bhook lagti hai Koch khaye k bagher nhi rehta hai....! Hame Roz mara Zindagi main Joo Koch bhi khate hai apne shoq se khate hai. Har kişi ko apna pasand ör napasand hote rehte hai. Mojhe to Sab se ziyada pasandidi khorak haii baryani or Chicken karayı. Ye 2 khorak mojhe behad pasand hai....!
                      Biriyani ! wow per bro hum sab ki zarorat hoti hai, daily khana khane ki warna to hum kamzor par jae ge. Per kuch log ese hote hai jo zarorat se ziyada khana kha lete hai aur jaha bhi jo bhi khane ki chez dikhe wo khane lagte hai qk unhe khane ka buhat shook hota hai. Per mere khayal se hume is traha had se ziyada khana nhi chahiye bhaly hume khane ka shook ho ya nhi bas zarurat ke mutabiq hi khana chahiye.
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Eating ka shooq!

                        Eating ka shook kesy nahi hota hay zinda rehny key ley foods eat karna zarori hay magar koch afraad ka ye shook hota hay key wo achi aur bahot hi zeyada eating karen es key ley esy afraad bahot door aur other city key achy hotels ka be rukh karty hey, agar seyhat achi rakni ho to esy persons jen ko bahot zeyada eating ka shook hota hay es ko eating kam kar deni chaye agar daily hi bahot zeyada eating ki jaye agar food acha be ho per be ye hami seyhat key ley acha nahi hota hay, doctors agar hamy koi be cheez kahany se mana karta hay to hamy apny es shook ko kabi be pora nahi karna chaye, sab se pehly apni health ka khayal rakna chaye shook bad me pory key ja sakty hey, eating key bahot zeyada nuqsanat be hoty hey hamari seyhat agar kesi be waja se zeyada kharab ho sakti hay to ye bahot zeyada eating ki waja se hi hoti hay, magar jab ham apny es shook ko kabi kabar hi pora karty hey aur month me 1 ya 2 times ham acha aur zeyada food eat karty hey to hamari seyhat ko ye koi nuqsan nahi poncha sakta hay seyhat be hamari achi rehti hay aur hamara shook be pora ho jata hay agar me apni bat karon to mujy be eating ka bahot hi shook hay magar apni health ka khayal rak kar hi me eating karta hon jetna ham es chook par control karen gey ham achi health ki waja se khud ko acha mehsoos karen gey.
                        Click image for larger version

Name:	stressEat-LMC-062920-770x533-1-650x428.jpg
Views:	1
Size:	55.5 کلوبائٹ
ID:	12334782

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X