Baghbani (Gardening) ka shoq!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Baghbani (Gardening) ka shoq!
    Dosto baghbani karne ka shoq kis kis ko hai?

    Mujhe mukhtalif podo aur pholo ki baghbani karna buhat pasad hai aur mene hamare ghar main mukhtalif kisam ke phool aur pode lagae hue hai. Mukhtalif kisam ke phol aur pode lagane se hamare gharo ki khubsurati bhi bharti hai aur nature se attach rahne ka ehsas bhi rahta hai.
    Click image for larger version

Name:	a.png
Views:	1
Size:	771.0 کلوبائٹ
ID:	12462745
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
    Dosto baghbani karne ka shoq kis kis ko hai?

    Mujhe mukhtalif podo aur pholo ki baghbani karna buhat pasad hai aur mene hamare ghar main mukhtalif kisam ke phool aur pode lagae hue hai. Mukhtalif kisam ke phol aur pode lagane se hamare gharo ki khubsurati bhi bharti hai aur nature se attach rahne ka ehsas bhi rahta hai.
    [ATTACH=CONFIG]7330[/ATTACH]
    Ye ek buhat hi achi hobby hai, mujhe bhi buhat pasand hai per is mein buhat mehnat lagti hai aur safai ka buhat khayal rakhna parta hai warna to ghr mein buhat keere ho jate hai.
     
    • #3 Collapse

      Is mein to koe shak nhi kay phol lagane se ghr ki khubsurati mein izafa hota hai, per khud se baghbani karna asan kam nhi hai. Baghbani karne ke liye us ki puri information hona buhat zaruri hai,qk different kism ke pholo lagana to asan hai magar un ki care karna kafi mushkil hai.
      • #4 Collapse

        Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Oriana پيغام ديکھيے
        Ye ek buhat hi achi hobby hai, mujhe bhi buhat pasand hai per is mein buhat mehnat lagti hai aur safai ka buhat khayal rakhna parta hai warna to ghr mein buhat keere ho jate hai.
        Yes bro, care karna ki zarurat to her kam mein hoti hai. Per ye zaruri nhi hai ke ap apne ghar mein bara sa lawn banae balke chote se pots mein ek do flower bhi uga sakte hai, is tarha ap ko ziyada mehnat bhi nhi karni pare gi aur ap ka ghr bhi khubsurat lagega.
         
        • #5 Collapse

          Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

          Assalam o alaikum
          Hello friends
          Mjhe bagh bani ka buht shooq ha ye aik buht Acha shooq ha hamari ghr me bachpn se meri walid a choty choty poday laga ya karti thi his me sabziya phaal phool lgay hoty thy aksar garden me beath k unk sath dekha krty thi ye shooq bachpan se hi peda hua ha aj b meri walid a bagh bani karti ha is se insan khud koi fresh mehsos karta ha..
          Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hum786 پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum
            Hello friends
            Mjhe bagh bani ka buht shooq ha ye aik buht Acha shooq ha hamari ghr me bachpn se meri walid a choty choty poday laga ya karti thi his me sabziya phaal phool lgay hoty thy aksar garden me beath k unk sath dekha krty thi ye shooq bachpan se hi peda hua ha aj b meri walid a bagh bani karti ha is se insan khud koi fresh mehsos karta ha..
            Shukriya
            Yes, is tarha ka shook hume nature se jura rakhta hai, aur hamare ghr ki khubsurati mein bhi izafa hota hai. Mere ghr mein ap ki tarha bara garden to nhi hai per mene kuch flower pots rakhe hue hai.
             
            • #7 Collapse

              Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

              Hyeeeeeeeeeeee yh mra fvrt hobby hai...Mjy flowers bht zada psnd hain...yh hr kisi ka hobby hona chaiye q k is sy ghr ki ronk or khubsurti 2no bht bhrthti hai
              • #8 Collapse

                Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

                Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay har shaks apni apni hobby rakhtaha dear ap ka jo shoq ha main is ki dad deta hon dear e ak bahut he acha kam ha is ko karny kay leye hamary pass is ka knowledge ka hona bahut zarori ha dear hammy is ko join kar kay is ko achi tarha say karna chaheye dear mery cosin ka bhi shok garding ka ha us nay apny ghar kay samny ak bagh lagia howa ha us nay is main tarha tarha kay phool lagaee howee han dear is main hammy jab bhi free hona chaheye is main ja kay beth jana chaheye ta kay apni mentali tenshen ko is main ja kay door kia ja sakeey or flowers ki khusbooo say hammy acha lotaf milta ha dear hammy bhi is ko achy say join karna chaheye free waqat main is main beth jana chehyee or enjoy karna cheyeey
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Baghbani (Gardening) ka shoq!

                  my dears friends
                  umeed ha kay app sab thk ho gay ji han gardening ki hobby bi aik best hobby ha or ya bot hi use full ha agar app kay pass kuch apni zameen ka hisa ha to app is ma bot sary achy tress ko lga sakty ha jo kuch sal tak app ko profit bi day sakty ha or sath hi app agar bagbani ko apna shook bnaty ha to app ko bot hi zyida advantage ho sakty ha to app apny hi ghar ma aik chota sa plote ko ilada kar lay gay sirf garding kay lyia or app is ma apni sibzyou ko is ma grow kar sakty ha or app ko market say vegetable ko lany ki zroorat bi nai ho ji app ki apni hi ghar ki or yundrust vegetables ho gi or jo app ko bot sary dieses say dor rakhy gi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X