Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
    Pakistan ma Mara favorite safar Jo ha vo Lahore city ka ha yaha ma bohat enjoy karti hu ya safar Mara liya bohat zayada khas ha yaha par Mara liya bohat zayada tarikhi mukamat ha
    Indeed Lahore historical lihaz se aur mukhtalif khano ki wajha se buhat famous hai. Lahore ki food street ke khane buhat hi ache aur lazeez hote hai, mujhe Lahore ki food street ki karhae buhat achi lagi thi. :D
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hammad224 پيغام ديکھيے
      Naran Kaghan Best Safar mera Zindagi Ka
      Pakistan ka Khyber Pakhtunkhwa province mein buhat hi khubsurat places hai, naran kaghan, siri paye aur babusar top sab mein bhtreen hai.
       
      • #33 Collapse

        Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
        Dear Friends

        No Doubt, Pakistan ik bhout he Kusborat , Nature or Landscape Sy Bharpur Mulk Hai.

        Ap ko Kaha ka Safar kar k zaida acha lagta hai or ap ki wish kiya hai k ap again us jaga ka safar karain or Reason be Batain

        Shukriya

        Mujhe travelling ka buhat ziyada shooq hai aur mene almost sara Pakistan vist kia hua hai aur mujhe sab mein ziyada jo pasand hai wo Sawat valley hai. Qk is area mein her tarha ki mosam mein khoob enjoy kar sakte hai, Sardio mein charo taraf baraf hi baraf, garmio mein her taraf green green. Jab bhi mein to jata ho dil khush ho jata hai.
         
        • #34 Collapse

          Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

          Pakistan he bahot khobsorat hai our as k shahr to bahot he khobsort hain muju iasalam abad and marry sawat our sab pahrry alaqy bahot pasand hiain apny Pakistan jesa to koi ni h na good
          • #35 Collapse

            Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hasssan پيغام ديکھيے
            Pakistan he bahot khobsorat hai our as k shahr to bahot he khobsort hain muju iasalam abad and marry sawat our sab pahrry alaqy bahot pasand hiain apny Pakistan jesa to koi ni h na good
            G bhai Pakistan to buhat hi khubsurat mulk hai hamara, yaha pe agar jae to her province mein ghumne ke kabil cities hai.
             
            • #36 Collapse

              Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
              G bhai Pakistan to buhat hi khubsurat mulk hai hamara, yaha pe agar jae to her province mein ghumne ke kabil cities hai.
              Well bro, Ap ki bat sahi hai hamara mulk pura hi khubsurat hai magar mere khayal se Northern Areas ki khubsurati ki bat hi alag hai. Ap north mein jae ge to yaha pe her area itna naturally beautiful hai ke ap ko lage ga jese Pakistan se bahar kisi dosre mulk agae hai.
                 
              • #37 Collapse

                Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay Jesa kay ham sab janty han kay Pakistan ak bahut he acha or beautiful country ha is main hammy achy say enjoy karny kay leye bahut sari place milti han dear meri zindagi main abhi tak mery leye mera sab say beautiful safar islam abad ka raha ha dear is main jaty waqat hammy is main bahut sara enjoy karny ko mila ye mera sab say pasandida safar raha tha is ko ham sab family walo nay achy say enjoy kia tha is main ham bahut sara enjoy karny ko bad is sher main jan enter hoyee thy to is city kay around main mountain dekh kay hammy bahut sari khusi mehsoos ho rahi thi dear hammy is ko bahut achi tarha say enjoy kia tha is main hammy bahut he maza aya tha esa safar main nay aj tak us kay bad nai kia
                • #38 Collapse

                  Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                  my dears friends
                  umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat thk ha or ma app ko batata ho kay ma nay pakistan ma kis city ki traveling ki ha or jis ma ham ham bot hi zyida enjoy kia ha ma app ko explane karta ho ma nay pakistan ma bot sary city ka visit kia ha lakin sab say zyida ma jis city ma enjoy kia ha who lahore ha kyu kay lahore aik bot hi porana shar ha or jis ma sab say old bulding majood ha jin ma bad shahi qila or badshahi masjid shamil ha or minary pakisatn bi shamil ha or ya bot hi old bulding ha or ma bot hi zyida enjoy hi hota ho or har bar in ko dakh kar muj ko bot hi porany history ki yad aty ha
                  • #39 Collapse

                    Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                    Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review pasndeda safer per mubni hay dosto meajay to azad kashmer ka safer pasandeed safer hay or ic main boot cy khabsourt manazer hain or ya majay boo t pasnad hay
                    • #40 Collapse

                      Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                      Aziz dosto Mai vadi kaghn ka safr kia Yar vaise to Pakistan Mai nai bht si jgho pr sfr kia hai mgr Mera sb sai khobsurt lgi hai aur ka sb sai khobsurt part mjhe naran lga hai.aur is illawa is Mai Maine jheel saifulmlook ki sair ki.jheel ki khobsurti aur raste pr uoche uonche drkhto nai Mera Dil Jeet lia
                      • #41 Collapse

                        Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                        Pakistan me bahot si esi cities majood hey jes ka safar karna har kesi ki khowahish hoti hay aur yaha ka visit karna un key ley fakhar ki bat hoti hay agar me apni bat karon to koi 1 esi city nahi hay jes ka safar karna mujy acha lagta ho, bahot si cities esi hey jaha par jana aur ser o tafreeh karna mujy panand na ho,

                        1. Murree
                        2. Karachi
                        3. Multan
                        4. naran aur kaghan

                        Murree: Murree ka visit agar kia jaye to ye bahot hi khobsoorat city hay aur yaha par bahot se maqaamat esy hey jes ka visit karna chaye es city ka temperature 12 month hi cool rehta hay murree ka safar karna mujy bahot acha lagta hay aur me es safar ko bahot hi enjoy karta hon,

                        Karachi: karachi Pakistan ka esa city hay jes key safar ko enjoy kia ja sakta hay aur es city ka visit karny ko be enjoy kia ja sakta hay, Punjab se me agar Karachi ka safar karta hon to by train hi karta hon aur train key safar ka sab ko hi pata hay es ko har koi enjoy karta hay,

                        Multan: Multan Pakistan ki tareekhi city hay yaha par bahot se bazugu ki aram gah hay es safar ko be me ne bahot hi enjoy kia hay aur jab be mera Multan jany ka program ho to me es safar se bahot hi khush hota hon,

                        Naran aur kaghan: naran aur kaghan ka safar kesi be session aur month me kia jaye to es ki khoobsorti ko enjoy kia ja sakta hay, me har garmi key session me hi naran aur kaghan ka safar karna pasand karta hon.
                        • #42 Collapse

                          Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                          Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Mera pasandida Safar Kashmir ka hai Kyon Ke Kashmir bahut Khubsurat hi Meri Jindagi ka sabse Achcha Safar tha Udhar ki Abu Hawa bahut acchi hai aur Mausam bhi aur Udhar ka najara bahut maje ka hai Har Taraf Pahad hi Pahad Hain Uske liye Mujhe Kashmir ka safar bahut Achcha Laga Shukriya
                          • #43 Collapse

                            Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                            Dear members life without entertainment kafi boring or dull hy is ko enjoy karny k leiy different cities ke travelling sehat or body ke physical or mental fitness ka behtreen source hy. But mjhy multan city ka travel or wahan jana bahot pasand hy Q k multan ko madina tul auliaa kehty hain. Wahan jany sy Rohani sakoon milta hy.
                            • #44 Collapse

                              Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                              Dear membar Mera passandida safar Naran aur Kaghan hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Pakistan Ky Kis City Ka Safar Ap Ka Pasandeeda Safar Hai

                                Pakistan main har jaga jane k lye har shaher ka apna maza hota hai Joo har koi jana pasand karta hai. mojhe too sab se pasandida safar lahore or islamabad hai. mojhe bahut shoq hota hai K pehke jaao lahore pir islamabad safar karo. Qk dono khobsorat jagai hai joo har koi safar karta hai.......!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X