Land ya air koi be safar ho.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Land ya air koi be safar ho.
    Dear Friends

    Ap jab be safar karain. koshish karain kisi ajnabi sy ap personal na ho. us sy koi personal bat ya secret na share karain. or na he un sy kuch lay kar kha lain.Es dour mai aisa bhout mushkil ho chuka hai kay jab ap safar karian or ajnabi ap ko cheat kar sakty hain.esleye jab be safar karain aik sy zaida log safar karain or jin pay ap ko trust ho un kay sath safar karain or apny khanay peeny ki cheezain be share na karain.


    Duran e safar woh jahaz ka ho ya phir zamini ho. Kuch log aisy hoty hain jo dosro sy faida othana chahty hain. un ki help ki jaga un ko lotna chahty hain tu ap aisy logo sy hushiyar rahain or ap kay pas help line number mobile mai hona zarori hai or aisy mouqa pay mobile mai balance be zaror rahkain

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear friends dosto sehat mand zindagi k liya zameen or hawa ka saaf hona baht zarori hai . kunk insan in dono k ilawa zinda nahi reh sakta or ya dono zindaghi k liya bhtt zaroorai hai important hai, humaye chaheya k hum sub koshish kary k hum zameen or hawa ko pollution sy clear yani saaf kary..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Safar life Ka ik hissa hai or jaisy hi life agy jati ja rhi Hoti hai sath kch naye naye ilaaqon or mulkon KO Banda Safar krta hai Safar Banda land kary ya air pehlyKuch sochy ksi sy us k bary main pochy mashwara kary ta k usy Safar main asaani ho land Ka Jo Safar hai us main I think entertainment ziyda Hoti hai Banda Us jagha ki jahan sy wo Safar Kar Raha hota hai Kuch maloomat b hasil Kar laita hai

      اب آن لائن

      Working...
      X