Aajkal ke waqt mein Safar karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aajkal ke waqt mein Safar karna
    Moturam Sharif jaisa ki AAP Sab jante Hain ke pure duniya mein coronavirus ki vajah se travel karna main force nahin Raha yah bahut mushkil hota hai ki ek hi jagah bech kar Zindagi Gulzar hai ghumna firna jindagi ka bahut M hissa hai lekin maujuda situation mein hamen ghumne firne se istemal karna chahie aur ghar per rahana chahie Taki Ham hamari family mein ful Rahe sake girdhari Safar karne se a heavy Karen inshallah tala jab ek bar Corona virus khatm ho jaaye to fir Zindagi ki ronak hi behaal Ho jaayengi aur fir se ghumna firna aur Sher tafri shuru ho jaega.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fxguru91 پيغام ديکھيے
    Moturam Sharif jaisa ki AAP Sab jante Hain ke pure duniya mein coronavirus ki vajah se travel karna main force nahin Raha yah bahut mushkil hota hai ki ek hi jagah bech kar Zindagi Gulzar hai ghumna firna jindagi ka bahut M hissa hai lekin maujuda situation mein hamen ghumne firne se istemal karna chahie aur ghar per rahana chahie Taki Ham hamari family mein ful Rahe sake girdhari Safar karne se a heavy Karen inshallah tala jab ek bar Corona virus khatm ho jaaye to fir Zindagi ki ronak hi behaal Ho jaayengi aur fir se ghumna firna aur Sher tafri shuru ho jaega.
    You are right bro, Filhal hum sab ko khayal rakhne ki zarurat hai take is virus se bacha ja sake. qk insan ki sehat aur zindagi rahe gi tab hi ghumna phrna aur tafreeh karne ki ahmiyat hai warna nhi, Is liye ghr pe rahe apni aur baki logo ko mahfoz rakhe.
     
    • #3 Collapse

      Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

      Assalam o alaikum
      Dear friends
      Jeasy k aj kl k halat ha covid ki wajah se in Dino safar krny se b ehtiyaat krni chye.. Jitni ehtiyaat how skay utni hi karni cahye.. Is virus k kind sa symptoms showing hoty ha ye to aik infection ha jo jald hi phel jata ha..
      Aj kl ehtiyaat kar ly gay to pori zindagi safar k liye baki ha ehtiyaat bahter ha family ko time dein gharoo me hi enjoy kary..
      Thank you..
      • #4 Collapse

        Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

        Dear agr bht zrori hai to sfr kryn wrna ghr mein rhyn...ahtiyat bht bhtr hai..bjay isky k ao hospital mein jayn or whn janwron sy b bdtr slok kia jay ap sy...is liy ghr mein rhyn aona ghr jhonpri b ho to jnt lgta hai
        • #5 Collapse

          Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

          Asalam o Alikum dear friend and members umees ha lay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay ak aj kal bahut he achi khasi garmi ha dear hammy is garmi ko bardasht karna bahut he mushkil ho gia ha dear is ko achy say is ko dekhna chaheye or hammy garmi main jana nai cheyee dear hammy aj kal safar nai karna chaheye Q kay aj kal bahut ziada garmi hoti ha or garmi main hammy kisi bhi sorat main kabhi bhi kahai nai jana cheye dear hammy agar kisis bhi zarori kam kay leye agar jana bhi ho to hammy ac car ya bus main jana chaheye is main hammy bahut sakoon milta ha dear hammy is main dil ko behlany kay leye safar karny kay doran dekh kay safar ko asan banaya ja sakta ha jitna khud ko garmi say bachaye gay utna he sehat mand raheey gay
          • #6 Collapse

            Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

            my dears friends
            umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat th ha kyu kay ajj kal kay din ma app apny ghar ma hi rhy or save rhy or ya sab say best hi ha kyu kay agara pp koi bi travling ka sochty ha to app ko corona virus ho sakta ha jo aik bot hi bury bimary ha or is ka koi bi antitude nai nikla ha abi tak or ya aik hisas bimary ha or ya logou kay app sa tech hony or sans say phalty ha or agar app ko ya hoty ha to app kay pass ilawag nai ha lakin app ahtyat kar sakty ha or is say dor rahy sakty ha agar app ka masla bot hi bad ho gya ha to app kay bot hi kam chance ha kay app zinda rahy gay kyu kay zyida tar case negative hi aty ha or insan ki death ho jaty ha
            • #7 Collapse

              Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

              Hi frends umeed ho gi kay ap sab thakhon gay or ya review ajkal ke wqat main safer karny pey mubni hay dosto aghr ap ko koey zorori kam hay to ap safer kar lain to thak hay warna corona virus say bachny kay liay ap ghar main hi rain to ap kay leay ya bather ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

                Aajkal kesi be jaga ka safar karna bahot mushkil ho chuka hay es ki waja ye hay key har jaga hi corona virus pehla howa hay aur es se bachny ki agar koshish ki jaye to hamy kesi be jaga ka safar nahi karna chaye, aur koshish karni chaye key ghar se be zeyada der tak bahir na raha jaye, agar deka jaye to ajkal har esi jaga par koi be jany ka safar nahi karta hay jaha par corona virus key pehly se pehly bahot zeyada afraad safar kia karty tey aur jaha bahot zeyada rush raha karta ta, ab agar hamy koi jaga pasand be ho aur hamara bahot dil be kar raha ho key ham safar karen to mery khayal me hamara ye decision ghalat ho ga, corona virus se ham esi condition me mehfooz reh sakty hey jab ham kesi be jaga ka safar na karen agar ham safar karen be to hamy full tayaari key sath jana chaye, kesi be jaga ka safar karna hamari khowahish ho sakti hay magar seyhat key hawaly se hemy muhtaht rehna chaye aur filhal kahi ka be safar nahi karna chaye, safar karna har kesi ko acha lagta hay aur khas kar tafreeh key ley safar kia jaye to es safar ka maza hi koch aur hota hay kesi kam key ley zaror safar karna chaye magar tafreeh key ley safar karny ka ye best time nahi hay, agar ham ne corona se mehfooz rehna hay aur apni seyhat ka be khayal rakna hay to ham kam safar karna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariqkhiyara
                  AslamoAlikum dear aj kal kay halat main sfr krna bahut hi mushkil ho chuka hai kiion keh aj kal apnii family kay sath sfr krna ho tu apnii gariii car waghira hona lazmii hai.
                  Ap ki bat sahi hai apni family ke sath public transport mein travel karna munasib nhi hai, virus lagne ka khatra bhar jata hai, magar mere khayal se to filha jab taq is virus ki koe medicine ban nhi jati tab tak hume buhat khayal rakhna chahiye aur ger zaruri tor pe ghr se niklne se bhi gurez karni chahiye.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

                    aj kl ky waqt my agr krna to aisa asani ny kia ap ko pta h phly ky sfr kitny mushkil thy
                    unpr ap ky dono lg jaty thy or my bhi mhino pr aj kl ky sfr ghnto my hoty h jo nhaty hi muffed h
                    or insan ki zrorat ky mutabiq aj or kl bhi boht zyada un my asanya peda ki jarhi h kesy awaz na ana ac
                    ka ana khna milna or H trha ki asanya jo insan chahy AP to janty hi ho ky sfr my bnda wasy to thk jata h kesy
                    Lanny rot ka sfr train my lakin maza boht ata h kbhi jag kr sfr kry to boht khobsort mar dekhny ko milty h
                    log milty h mahool milna h nuqsan to kuch nhi bs insan ki jaha likha ho waha to ana moot ko to bs ihtayt kro or in joy kry or duao my yad rkhy or sb
                    ko sfr my maf kry jay or agr my zyada sy zyada dua kry
                    • #11 Collapse

                      Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: faysalmuhammd پيغام ديکھيے
                      aj kl ky waqt my agr krna to aisa asani ny kia ap ko pta h phly ky sfr kitny mushkil thy
                      unpr ap ky dono lg jaty thy or my bhi mhino pr aj kl ky sfr ghnto my hoty h jo nhaty hi muffed h
                      or insan ki zrorat ky mutabiq aj or kl bhi boht zyada un my asanya peda ki jarhi h
                      Bilkul sahi batai bro. aj kal to dunia mein kah bhi jae ka ilkare to insan uch ghanto mein puhanch jata hai, pahly k dor men to ek shahe se dosre shahrjae mein hi mahino lag jate the dsre mulk jane ki to log sochte bhi nh hoge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

                        Dear forex members jesa k hum sab jantai hain k aj kal Corona chal rha hai aur ese for mein humein koshish krne chye k hum kam se kam hi sharon se niklein. Lekin agar koi emergency ho to hi humein ghar se nikala chye aur humein team tar SOPs ka khyal rkhna chye kion k agar hum care krein gae to hum apne ghar walon ko bhi safe rkh sktai hain...
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aajkal ke waqt mein Safar karna

                          Aajkal Safar karna bahut hi Aasan Aasan hai han Corona ki vajah se baat Mushkil ho rahi hai Safar karna aur Safar karne se transports malumaat aur log Ek dusre se Milte Hain ab block Hawale se aur kam mein aana jana se dusre Shahar Mein Aana Jana is just a rahi hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X