Covid-19 jo aam tor par aj logo k zehan mein corona Virus ki shakal mein majood hai, Is virus ki asal Haqeeqat Shyad ap Logo ko pata na hogi lekin kuch maloomat parhne k bad mein kuch facts ikhte kiye jis se ye zahir hota hai k esa b ho skta hai k ye Virus insan ka self made ho,
Covid-19 basicially 2019 k akhri mahino mein China country k Sobay Wuhan se shro hua jab waha pei ek mareez hospital mein aya aur uska test karne k bad ye pata chala k ye ek naya virus hai.
Virus contamination mostly ksii kay sath interaction se hoti hain chahe wo insan ho ya janwar,
yaha masla ye tha k ye virus us shaks aya kaha se??
China k kuch doctors ne ibtitai report mein ye kaha k ye virus kisi janwar jese Bats se aya hai,
j
ab k abi tak iski haqeeqat nahi pata chli kyun k baz mahireen ka kehna hai k ye virus kisi janwar se aa hi ni sakta aur esa koi janwar abi tak daryaft ni hua jisme ye virus majood ho to is se ye andaza lagaya ja skta hai k china k doctors ki ibtitai report jisme unho ne likha tha ye virus kisi janwar ya parinde se aa skta hai wo abi tak Genuine sabit nahi ho saki.
Dosri taraf china ne ek ilzam ye b lagaya k ye virus America ki Army ne philaya aur ye virus kisi labortary mein bana hai!
jab k America k sadar Donald Trump Kayi bar is Virus ko China Virus ka naam de chuke hen matlab ye Virus China ne philaya hai.
Lekin in dono Mulko ki apis ki is bayan bazi mein abi tak ye sabit nahi hua k virus ki asal haqeeqat kiya thi ye virus kis ne philaya aur ye kaha se aya?
Mere mutabik aj kal ki is technology ki duniya mein Nuclear war larna intihai mushkil ho skta hai kyun k isme dushman aur khud k bhi bachne
k chance bht kam hen. islye kyun na esi war lari jaye jisme dushman b mr jaye aur hume koi nuksan b na ho isko kehte hen BIOLOGICAL WARFARE
Ab haqeeqat kuch b ho kay ye virus laboratory mein bnaya giya hai ya waki ye ksi janwar wagera se aya hai us waqt tak kuch ni kaha ja skta k is Vrius ki asal Haqeeqat kiya hai.
Lekin jaha tak ek mahireen ka andaza hai k ye ek Virus self made virus hai. matlab insan ka khud ka bnaya hua virus aur insano ki tadad ko kahtam krne ka ek monsaoba tha. lkin abi is haqeeqat se b koi 100% wakif nahi.
Deko agay anay walay wakto mein kia hota hai aur haqeeqat kese khul k samne ati hai?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим