Foot Ball ky Rules koi share kary ga.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Foot Ball ky Rules koi share kary ga.
    Actually main last kuch time se Football k matches daikh raha ho lekin mujey half and 2nd half k bad ka nahi pata chalta hai like kitny corner hai es mai or kis time ap ki team strong hoti hai etc. kisi ko rules pata hai kindly share kejey ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

    Football a bohat zayada achi games ma sa ha ya games khailna ka liya bohat zayada energy ki zurorat hoti ha is game jis khaladi ko rad card mil gay go game sa bahar hojata ha or jis ko do yalllow card mil jay WO bi rad card ki manid hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

      my dears friends
      umeed ha ka app sab thk ho gay jia app ka question thk ha ma app ko football kay sab rules batata ho jo bot hi important ha football ma or whom sab ya ha
      RULES FOR FOOT BALL
      1 IS MA 11 PLAYER AIK SIDE OR 11 PLAYER DOSRY SIDE HOTY HA
      2 IS MA HAR PLAYER KAY LUIA AIK SIDE KO COVER KARNAY KA KHA JATA HA
      3 GAME MA FIGHT ALLOE NAI HA
      4 KSI BI PLAYER KO GALI NI DAY SAKTY HA
      5 IS MA AIK KIPPER HOTA HA JO BALL KO APNY GOAL MA ENTER HONY SAY ROKTA HA
      • #4 Collapse

        Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

        my dear friends
        umeed karta hu ap sb khariyat sa hunga, forex ka forum ma hamy posting kar ka aik acha knowdge shaer karna huta ha es ma ab other active ka bar ma bi poucha jany lga ha jis ma hamy zaror hisa lan hu ga footbal aik international game ha ji ko pori duniya ma khla jata ha es ko khalna ka hamri saht pa bohat fark parta ha es liya hamy asi game ko apni life ma zaror shaml karna hu ga es ko khalna k rues huta han jin ma ..
        isma 11 player huta han ji ko game ma khalna hut ha
        har player ka aik apni sid huti ha or wo osi ka andr rah ka khal sakta ha agr wo apna earia sa bahir jata ha to game ma out hu jata ha
        es game ma dono side ma gol kipar huta han jo apna hatho sa bi goal ko rok sakta hn
        es ma kisi player ka sath galt behave nai kiya ja sakta yani gali wagyra
        es ma lrai wagyra karna walo ko sakhta sza bi hu skati ha
        • #5 Collapse

          Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

          Football sports me sab se popular game samja jata hay aur agar kesi game key rules hi kesi ko maloom na ho to game dekty howy esy person enjoy nahi kar sakty hey aur na hi rule key bary me proper information hasil key baghir koi game ham play kar sakty hey, Football game play karny key ley aur es ko watch kar key enjoy karny key ley zarori hay key es key har rule ki information hamy ho, football worldwide me popular hony key bawajood be koch persons ko es key rules key bary me pata nahi hota hay key football key rules key bary me review dena zarori hay,

          1. Football ka game 90 mints ka hota hay aur agar per be game ka faisla na ho to extra 15 mints dey jaty hey aur agar per be es extra mints me game ka faisla na ho to per plenty kicks par faisla kia jata hay magar ye siraf semi final aur final game me hi rule apply kia jata hay,
          2. Football game me offside ka rule bahot important hota hay jes ko samjna zarori hay, agar mukhalif definer player aur ball se player agye nikal jata hay to es ko offside de dia jata hay goal hony ki sorat me be ye goal rule key mutabeq nahi samja jata hay aur na hi goal dia jata hay,
          3. Players agar foul karty hey to un ko Yellow card deka dia jata hay es card ka matlab ye hota hay key player ko warning de dia jata hay agar 2nd time be ye yellow card deka dia jaye to ye card read card me change ho jata hay aur player ko game se bahir kar dia jata hay.
          • #6 Collapse

            Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

            Ic main 11 player team main hoty hain
            Ic main har player hak side ko kaver kar ta hay
            Ap kise bi player kay sath miss beave ni kar sakth hai
            • #7 Collapse

              Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

              Football k rules: football ka match 90 minutes par mushtamil hota hai jisme 2 half hote hai 45 minutes k.
              Football nai har team 11 khelarhi par mushtamil hota hai jisme 1 goolkeepar hota hai.
              Football game mai sirf goolkeepar ko ye marzi khasil hoti hai k o hath se 18 yard k andar football pakarh sakta hai baqi khelarhi ko nahi jisko ham ( d box) kehte hai.
              Aur kam se kam 7 kelarhi ase hote hai jo match constitute karte hai
              • #8 Collapse

                Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

                Football game key rules key bary me information rakna bahot hi zarori hay agar es game key rules ki correct information hi na ho to per match dekny ka koi faida be nahi hota hay aur maza be nahi ata hay, Football me 2 half hoty hey jab key 3rd level par jo extra time dia jata hay ye match 2 half me agar goal level ho to hi dia jata hay, har half hi 45 mints ka hota hay aur agar koi player sakhmi ho jaye to time ko stop kar dia jata hay ye time match me shumar nahi kia jata hay, es key off side rule key bary me be information hona zarori hay off side es sorat me hota hay jab 1 team ka player ball aur mukhalef team key player se agey nikal jaye es ko foul count kia jata hay aur jesy hi off side ho jaye game ko stop kar dia jata hay aur es ko foul de dia jata hay es key elawa foul par be bahot sakhat action leny ki koshish ki jati hay agar 1 player foul karta hay to es ko warning de dia jata hay aur Yalow card es ko deka dia jata hay agar per be player baz nahi ata aur 2nd be sakhat type ka foul karta hay to es ko red card key sath ground se hi bahir kar dia jata hay, acha player hi wo hota hay jo key Yalow card be hasil na kary aur red card se be bachy ta key team me player ki tadaad kam na ho jaye.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Foot Ball ky Rules koi share kary ga.

                  football bahut jyada popular Khel hai agar aap isko worldwide Dekhen to iski reputation bahut jyada hai aur worldwide iski recognition bhi bahut jyada hai aur bahut jyada log Kisko worldwide Pakistan mein bhi isko Pasand Karte Hain aur Khilte bhi hain yah bahut jyada Achcha Akhil hai aur is Khel Mein bahut jyada log injoy karte hain crowd bahut jyada hota hai aur Iske andar her team member ke pass different Gol karne ka target hota hai aur bahut dafa aisa hota hai ki team aur team bhi 50 50 goals Karti Hain goalkeeper hote hain aur 11 11 members ismein Hote Hain Jo ke football team Mein maujud hote hain aur Har team ka member different teams ki selection Se Banta Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X