Introduction:Indoor sports games jo key different types key hoty hey ye home based games hoty hey jo key worldwide me play key ja sakty hey home ka loan agar wide area par mushtamel nahi be hota per be koch games esy hey jes ko easily ham play kar sakty hey, popular indoor games ye hey
1. Table tennis
2. Cricket
esy aur bahot se games hey jo key outdoor aur indoor play key ja sakty hey aur en ko khail kar ham apni exercise complete kar sakty hey aur hamara shook gear key andaar hi pora ho jata hay,
Advantages: Lockdown ki waja se sports activities khatam ho jati hey aur sports grounds weeran ho jaty hey es situation me hamary pass best option ye hota hay key ham indoor sports games play karen es se na siraf hamari proper tareeqy se exercise complete ho jati hay hamara shook be pora ho jata hay aur ham lock down key bawajood be apni body ko active rakny me kamyab ho sakty hey, cricket key shooken afraad ko automatic bowling machine khareed leni chaye jes ko use karty howy ham batting ki indoor achi practice kar sakty hey aur agar table tennis ka shook ho to hamary pass table tennis zaror hona chaye, indoor sports games ka faida ye hota hay key es se hamari health ko bahot faida ponch raha hota hay agar lock down lag jaye to koi be sports game na khailny ki waja se ham apni seyhat kharab kar sakty hey magar indoor games hi hoty hey jes ki waja se ham apna shook aur exercise karny ki zarorat ko pora kar sakty hey,
Disadvantages:indoor koi be game play kia jaye to es ka disadvantage nahi hota magar hamari koshish honi chaye key ham ground me hi exercise karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим