Introduction: FiFA World Cup ka aghaz 1930 me howa ye event 4 years key bad start hota hay aur ranking key lehaz se Football game ki position number 1 hi hay, es ki waja Football game ko pasand wale ki hay, 1942 aur 1946 me World Cup event ko 2nd world war ki waja se mansookh ki gia, Brazil hi esi team hay jes ne sab se zeyada 5 times FIFA World Cup key titles jetty hey,
Advantages: Football games ko sab se zeyada passano karny ki waja se Federation of international Football Association (FIFA) ne World Cup events ka aghaz kia jo key bahot hi kamyab rah es event ki sab se khas bat ye hay key es me har countries ki teams hisa le sakti hey jes ki waja se ye events bahot josh aur jazzy key sath deka jana hay aur players ki be koshish hoti hay key wo josh aur jazby key sath apni khail pesh kary, Football key bahot se players esy hey jen ko superstar samja jata hay jes ki 1 waja un ki World Cup me achy performance be hoti hay jo key wo apni country key ley pesh karty hey, FIFA federation bahot hi powerful edara ban chuka hay agar countries war tension ki waja se apaas me khailny se inker karti hey to FIFA un ko matches khailny ka order be de sakta hay, FIFA World Cup event big event hi hota hay agar kesi be teams key darmeyan match start ho to es ko watch karny ko har koi enjoy kar sakta hay,
Disadvantages:FIFA World Cup event ka koi be disadvantage nahi magar Pakistan team football me etni zeyada taraki nahi kar sakta hay jes ki waja se ye football event dekny ka Etna maza nahi ata jetna key ana chaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим