Noukri Ya Karobar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Noukri Ya Karobar
    Dear Friends

    Kiya ap apny ap ko diakh kay yeh faisla kar skaty hain kay ap ko Nokri karna cheye ya Karobar karna cheye. yeh sub ap pay depend karta hai kay ap mai confidence level kitna hai or ap kay pas kitni investment hai kay woh ap karboar shoro kar sakain jis ka ap nay irada rahka ho ya phir ap ko us ka experience ho

    Jo experience business man choty ya baray level pay hoty hain woh yeh he kehty hian jab tak ap ko kisi kam ka experience na ho ap kabi us business ko start na karain tu ap ko cheye jo ap business karna chahty hain us ko seekhain jab ap us ko seekh jain tu phir apni investment kar kay us ko shoro karain

    Norki ki bat ki jaye tu hum mai jab confidence level kam hota hai tu hum apni job ko he importance daity hain ya phir hum apni job ko behtar bananye kay leye mehnat tu karty hain lekin hum es taraf work nahi karty hain kay nokri chor kay apna chota sa karobar kiya jaye

    Ap ka kisi aik mai experience hai tu zaror share karain


    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Noukri Ya Karobar

    umeeed karti hooon k sab thek hongy or pak froum main best learning kare rahy hongy forex trading main jis tara har person ka apna apna experience hain asi tara forex trading main har person regular kaaam karrahy hain tu forex trading main learning karna must hota hain forex trading main regular hard work karna must hain experience ko incresss karna haintu forex trading main pratice kare forex trading main hardwork kare learning ko incress kare jaaab tak learning strong nhe hain tu experience k bina kamyabi kabi b nhe mil skti hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex trading main learning kare
    • #3 Collapse

      Re: Noukri Ya Karobar

      forex trading main big loss say safe rehna hain tu hard work kare agar achi tara learning karna hain tu kmayabi mil skti hain forex trading main best learning kre forex trading k work ko samjhy anlaysis akre ziyda mehant karne k bad he acha benefit milta hian forex ka busniess trusted hain jitna ziyda aap hard work karte hain aapko uska benfit mil jata hain or kamyabi b hasil ho jati hain forex main experience or knowledge ko gain karna hoga experience or knowledge pratice say he gain hota hain or demo account main pratice kar k he apne experience or knowledge ko gain karan chahiey
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Karobar hamesha mind se kya jata hai us k lye investment number dusra hai. Mera mtlb hai k agar ap ye soch rahay hain k investment k baghair karobar nahin ho sakta to ap ghalat hain dunya men jitnay b baray businessman hain un men se maximum ne logon k peson se business kya hai na k investment k intezar men baithay rahay hain. Agar ap investment ka intezar he kartay rahain gay to ap kabi bus9shuru nahin kar saktay. Karobar k lye idea ka hona zaroori hai agar ap k pas idea acha hai to ap logon ko us men invest karnay k lye raziq kar saktay hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X