Agar laptop aur computer ki shop open ki jaye aur har tarha ki accessories apni shop me raki jaye to ye possible nahi hay key ye business fail ho jaye, es ki waja ye hay key jes tarha se smart phones har kesi ki zarorat ban chuky hey aur new model key mobile lena 1 shook ban chuka hay es tarha se bahot se afraad laptop aur computer ko be use karny ko zarori samjty hey aur har model key laptop aur desktop computers lena es key shook hoty hey ye business be mobile key karobar ki tarha se bahot kamyab ho sakta hay,
Advantages: 1. Laptop aur computers ka karobar har jaga par kamyab hay aur kesi be city me kesi be market me es ki shop open karny key ley ham azaad hoty hey ye karobar har point par hi profit de sakta hay,
2. laptop aur computer key karobar me profit ka margin mobile key karobar se be zeyada hota hay aur ham daily bahot zeyada profit es karobar me earn kar sakty hey,
3. agar sath me laptop aur computers ki repairing be ki jaye to hamara experience es ki waja se zeyada ho sakta hay aur ham extra profit earn karny me kamyab ho sakty hey.
Disadvantages: Laptop aur computer ka business esi condition me start karna chaye jab hamary pass 1 to investment ki kami na ho aur na hi experience ki kami ho agar es karobar ko baghir kesi experience aur information key open kia jaye to ye business start me hi fail ho sakta hay.