Kya hame new trend fashion se dressing karni chaiye ya khud ki marzi karni chaiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya hame new trend fashion se dressing karni chaiye ya khud ki marzi karni chaiye?
    Assalamo Alaikum doston umeed hai aap sb log khairiyat se hoien gay aur iss janlewa bemari se bachye hoien gay. Doston mai aaj dressing ke hawalye se bat karna cha rha hun mane aaj taak ye cheez observe ki hai kay jb bhi society mai koi new fashion style aata hai log usye follow karte hain koi bhi koi specific style chose nhi karta kyun ke logon mai dosron ki nzaron mai aaane wala complex paya jata hai ye fact sirf Pakistan mai nhi balke puri duniya mai hai toh doston ap khud sochian jese khulye khulye kapre phen ne wala fashion totally khatam hochuka hai toh kya aap mais e koi chaye ga wo phen na? nhi mostly not because hamre logon mai complex hai. Iss comfort zone se kese nikla jaye ga. mujhe aap sb logon ki iss par raye chaiye
    Bhat shukriya !!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya hame new trend fashion se dressing karni chaiye ya khud ki marzi karni chaiye

    my dears friends
    umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha app ka question thk ha hamay new fashion kay hisab say bi dressing karny chahyia or sath hi kud hi marzi bi karni chahyia kyu kay har insan kay pass aik achi quality hoty ha or jo log is ko masoos karty ha who hi sab in ko apply karty ha app jab bi new fashion kay hisab say dressing karty ha to app market kay fashion ko follow to kary lakin sath hi apny experance ko bi dakh kar dressing kary or jab app apny mind or marrket kay trend ko bi follow karty ha to app market kay desion say bi best kar skaty ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Kya hame new trend fashion se dressing karni chaiye ya khud ki marzi karni chaiye

      Fashion ka jo be new trend ho aur jo be rawaj ho hamy es ko appnany ki koshish es time karni chaye jab hamy Islam es ki ijazat de agar Islam hamy es cheez ki ijazat hi na de to kabi be esy trend aur rawaj key sath nahi jana chaye, ajkal fashion designing se related new trend chal raha hay aur new rawaj banta ja raha hay agar ham apni marzi se fashion design karen gey to es ka faida hamy ye ho ga key ham apni personalty key mutabeq dressing kar saken gey, Jo be trend ho agar ye acha be ho aur hamari personality key mutabeq na ho to ham es trend ko follow hi nahi kar sakty hey, agar ham nimaz key paband hoty hey to masjid me ham simple shalwar kameez hi pehn sakty hey kesi be tarha se new fashion design key dress key sath nahi ja sakty hey esi tarha se koi be wedding event ho ya Eid festival ho ham agar yaha par shalwar kameez pehny gey to ye be acha nahi lagta hay esi tarha ham office me be new trend key mutabeq fashion design key dress le kar nahi ja sakty hey office me ye be allow nahi hota hay key ham shalwar kameez pehny, muqy ko dekna chaye aur apni personality ko dekna chaye esi key mutabeq hi apni marzi se koi be dress use karny ki koshish karni chaye.

      اب آن لائن

      Working...
      X