Aj kal ap log whatsapp k baray me sun rahay hun gay. whatsapp aik chatting and talking platform hai
Jahan se ap apnay doston ko msg aor call kar saktay hain. Pori duniya me yeh app sub se zada istamal kia
Jata hai. Sub kuch thek chala raha tha lekin jub achamak whatapp ne apni new data privacy
Issue ki masla us k bad start hua. Actually me whatsapp aik end to end encrypted chat fraham karta tha
Iska matlab yeh tha k koi bhy apki chat nai parh sakta yahan tak k whatsapp walay b ni.per abnew update k
Mutabik aisa nai rahay ga na sirf yeh balkay facebook ko n permission dy jae gy k wo ap k messgae parh sakta hai
Is k elawa pehlay whatsapp me link to favebook ka aik option tha matlab yeh k agar ap chaho to apnay whatsapp
Ko faceboom se link kr saktay ho aor agar apko ni pasand to ap isay disconnect rakh saktay ho. Dar asal ap new privacy
K mutabik na sirf whatsapp ap k message parh sakta hai balkay ap ki friend list, apka status, battery timing, last active
Aor is trha whats app k degar feature jaisay k apki profile aor photos tak access hasil kar lay ga aor wo yeh sara data facebook
K sath share kray ga jo yeh data agay add agencies ko beach sakti hain jaisay k ap facebook per dekhtay hain k user ki seaech history k
Mutabik usko add dikhaye jatay hain isitrha whatsapp per b wo user ki pasand k baray me aik over haul bna k recommend krein
Gay k user ko kin products me dilchuspy hai to wo add apko.dikhae jaein gay hala k add ka feature abhy whatsapp ne add ni
Kia abhy tak per halat dekh k lag raha hai k aisa honay wala hai. Bohat se logon ne is data privacy ka boycott kartay hue whatsapp
Ko uninstall kar dia hai. Ap logon se b guzarish hai jo log bhy apna data save rakhna chahtay hain k wo ab whatsapp ki jagah koi aor
Safe platform jaisa k Telegram, ya Signal app use kr sakein. Ta k apka data ap k elawa kisi k hath na lagay.
Thanks