Ksi ki threads ya posts ko parhna - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Ksi ki threads ya posts ko parhna

lakin agar may ksi ko yeh kehta ho k ap bonus hunting kar rahay ho ya ap kuch ghalat kar rahay ho to is ka matlab yeh hota hay keh may us ko yeh bata raha ho keh apni islah kar lo, is say pahlay k moderator pakar lain aur ban kar dain, aur jis ko may dekhta ho keh wo bohat ziada gandgi macha raha hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>
    yes it is beneficial for all to read other post because most of time we think we are true but we are not seeing the other side of question and different people have different mind so read other post
  • shekha

    shekha

    جونیئر ممبر

    frndz myra kheyal hy ye form aik dosry say information shear krny k leye bna hy so hmay yhi tk rehna chahye aik dosry k sath behs ar uljhna nai chayhye is kam k leye ar buhat jgy hy wha py ja k aik dosy say behas kr lay,,, so kindly apna ar apny country ka image acha rakhy ar next aik dosry k sath mat uljy
  • faiza224

    faiza224

    جونیئر ممبر

    1st of all thanks ap na info share ki jo k muja nahi pata tha or ma ye zaror kehnachaho gi forex pa thread post hum new comers k lia bohat faida mand hoti hai hum vbohat si batin nahi jantay wo hum apna seniors k thread par k info leta hain or ye good point b hai yaha
  • اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے

    Banned

    Well, ap ko kia lagta hay k yaha par har koi bonus hunting k lye aya hay? itni lambi posting agar may nay ki hay to is ka sirf aik hi maqsad hay k logo ko agah karna aur wo bhi details k sath, meri threads popular ho ya na ho, lakin logo tak yeh baat pohanch jaye aur wo kuch seekh lain to yeh ziada acha hoga, aur may aik forex trader ho, ap ko shayed yeh idea ho keh aik forex trader k pass time kitna hota hay, lakin us k bawajud ap logo k lye aur is forum ko acha rakhnay k lye may yeh karta ho, yeh Pakistan forex forum hay, is baat ko samjhain, is ko kamyab banana hay hum sab ko, gandgi ko khatam karna hay, aur wo literacy say hi to khatam hogi.

    bilkul sahe kaha apne bhai apki posting waqai me bht achi or apki posting say hame bht faida hoga ap issy continue rakhyega qk apki information say subko faida pohchay ga ...
  • Ksi ki threads ya posts ko parhna
    Dosto agar ap ko ksi ki threads achi lagti hain ya ap ko lagta hay keh wo maloomati posts karta hay aur ap chahtay ho k mazeed sekho to bajaye is k keh ap us ko friend request send karo aur phir us say question karo, agar ap direct us ki profile may ja kar us ki threads parh lo to ap ko ziada asani ho jaye gi, aur us k sath sath agar ap posts ko bhi follow karo gay to ap ki maloomat may izafa hota rahay ga, ap chahain to thread ko subscribe bhi kar saktay ho, jaisay hi koi new post ya comment us thread may aye ga ap ko through email pata chal jaye ga, ya phir ap jab bhi apnay account may login ho gay to pata chal jaye ga.

    Agar kisi ki opened thread parhna ho to simply us banday k avatar par click karo, aur us banday ki profile par chalay jao, wha par side may likha hoga (find all threads) us link par click kar dain aur ap k samnay aik page par sari threads ajaye gi, jis thread ko bhi kholna ho us par click kar dain, aur agar ap ko thread pasand ajaye aur ap us say updated rehna chahtay ho to ap subscribe ka option use kar saktay ho. Yeh option ap ko usi thread may oper ki taraf mil jaye ga. Jaisa keh picture may dikhaya gaya hay.
  • posting ka mtlb ye nai hota k ap thread ka kuch b reply de do. bohat se log yahan aisy hain jo useless posting krty hain or kuch k theads b smjh nai arty. threads se ap ko bohat sari knowledge milti hai. yahan sb earning krna chaty hain, n=bt ager ap ko earning k sath sath achi learning b mil raihai to ap ko wo opportunity avail krni chaye. hmy threads se bohat si info milti hai. and thanks for the suggestion ager hmy ksi k threads ko follow krna hoga to we will try this
  • you are right bhai, bat share ki hy, ager hm ksi k threats paren gy to to hamen achi information mily gi or ager hamen kuch puchna ho to hm question kr skty hen, ye bht acha forum or i........
  • uchh

    uchh

    رکن

    Thanks Brother ap ki bhohat important information and advices di hain. thanks for this. ye basically chezzain hain. I think ye sabi friends ko pata hona chaye. lakin aksar friends is per gor nai karty.
  • G bhai jan is sy insabn ka experiance zyada hota hai or kkoi bhhi baat dusroon ko btany sy zyada knowledge milta hai
  • G bhhai jan insan ka experiance zyada hota hai or dusron sy baat share kkrny sy zyada knowledge miltahai
  • Mery bhai appp ka kahna bilkul thk hai jab hamee kisi k thread ya post ko parhtay hai to hamme kafi achi guidence milti hai jis say kafi easily post kartay hai... and hamary liay aisay post kafi best hotay hai,..........
  • Mere khayal se kisi behes main prhne se behter hai k is kam pe twajjo dya jaye jis k liye hum anthak mehnat kr rhe hen in baton se koi acha tassur nher milta ap sirf theards pe dehan den or jo newbi hen un ko bhi ap ki baton se acha response mile thanx
  • e ki hy, ager hm ksi k threats paren gy to to hamen achi information mily gi or ager hamen kuch puchna ho to hm question kr skty hen, ye bht acha forum or i think educated person ko ye fourm lazmi join krna chaie, is sy hm apni income increase kr skty hen or life change krny ka good chance hy.kay bhi help kar saktay ho.kuch seekhne ko milta hai or kafi thread kafi intersting bhi hote hain thanks for your great information new comers k liye yeh bohat helpful hogi
  • loading_messages
    X