Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai
    Hum dekhte hai ke aaj kal ye type ka business jis mai partnership hoti hai bhat aam hota ja rha hai. iss business mai isscheez ko apne samne rakhna chaiye ke har insan ko har business mai apni hi pari hoti hai uskii koshish hoti hai kay wo aaik profitable kaam karye aur sara muanfa khud khaye jbke ye partnership mai galat hai. Meri ye raye hai ke partnership nhi karni chaiye. Apki kya raye hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

    G waisy to brokers ki madax sy hy ham as forem p aproch krlaity hy.ap ko self analysis krny hongy as matter ma . partnership agr possible ho to na hy kry to behtor honga our dosa loan lai ky khy relative sy ya ksy dost sy trafe bilkil na kry q k ya cheezy bht barbad kety hy bandy ko.partnership ki bi yahi misal hy khood krly akely to acha honga.
    • #3 Collapse

      Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

      Dear friend, apka question clear nahi hy, ap kc tarah ki partnership k bary mein jan'na chah rahy hain, agar partnership se murad ap kci ko investment kar k dena ja rhy hun aur wo badly mein apka account manage kary aur apko aik set comission day to yeh tareqa thek nahi hy, behtar hai khud sekh k kam karen because forex aik asan aur munafa bux business hy, khud ki mehnat se kam karen zayada acha hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

        Hi friends umeed ho gi kay ap sab thak hon gay or ya review patnership karny per mubni hay dosto ap ko pata hi kay aj kay dor main atmad karny waly boot kam log ray gain hay aghar ap kice doste pay itmad hay to ap partnership to kar sakty hain ho sakta hay kay ap kay doste ko ap per atmad na ho to ap ki patnership ni chal saky gi sab say bather to ya hay kay ap apna thara kam kar lo laken patnership na kro
        • #5 Collapse

          Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

          Agar busniess mein profit hassil karna ho tou phir partnership karna behtar hai kyun kai partnership mein 2 mind apis mein mil jatay han ais tarah un 2 minds ki thinking say business ko kafi progress milti hai lakin yaad rakhnay ki baat hai kai partnership sirf un say karni chaie jin par ap ko poora trust ho jin kai baray mein ap ko achi tarah information ho aor ap ko pata ho kai ya ap say dokha nahi karay gay .
          • #6 Collapse

            Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

            Dear friend partnership krna bhi bhtr hy agr ap business mn zida sy zida profit Kamana chahty hn tu partnership zaroori hy
            • #7 Collapse

              Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

              Bhai pehly to mai nye batata cahloon k agar aap khud sy manage kar sakty ho aur khud sy afford kar sakty ho saary expenses to kabhi partnership na karo Q k aap chahy jitny B achy ho yaa dost yaa reshtydaar acha ho to aik na aik din judayee he jogi to behtsr hy kapna kaam khud sy akely main start karo otherwise aapko baad main pachtawogy. Doosri baat ye hy kagar aap kar B sakty ho manage kisi partner k sath to aap zarooor karo Q k agar loss hoga to siirf apka nahi hoga, doosri baat ye hy k qismat double hoga, theesri baat ye hy k management k liye bandy double hongy ideas double hogi aur skills do bando k hongy to aisy mai nfaida zyada hoga aur loss kam , aur aapko rest karny ka moqa B milega.
               
              • #8 Collapse

                Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

                Har cheez k do muktalif pehlo hotai hain partnership krne k faidai bhi hain aur nuksan bhi faida yeh hai k agar buisness mein loss ho jata hai to kisi eik ko wo loss recover nhi krna hota is tarha kisi eik or burden nhi pdhta. Aur is ka nuksan yeh ho skta hai k partnership mein ap khud akaile disicions nhi le sktai. Koi bhi kam krne k liye ap ko apne partner ki bhi permission lene padhti hai. Har cheez k nagetive aur positive points hotai hain. Ap kisi bhi cheez ko bilkul ghlat ya theek nhi bol sktai duniya mein hzaron esai log hain jo partnership mein buisness kr rhai hain aur hzaron esai log hain jo partnership mein dhokha kha chukai hain. Ap ko us waqt hi partnership krni chye jab ap apne partner ko achai tarekai se jantai hon aur kabhi bhi kisi pr andha ahtmad nhi krni chye partnership mein buisness krne k liye ap ko apne ankhein aur kan dono khole rkhnai pdhtai hain. Partnership krne se pehle apne partner k bare mein zyada se zyada malomat jama krein soch smj lein agar ap ko theek lge to hi partnership krein
                • #9 Collapse

                  Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

                  Dear friends partnership k fide bhi hin aur nuksan bhi hain likin fida thara aur nukhsan ziyda hi partnership min thori se bhi baditmadi dono members k liye nuksan ka bais bnti hi aur loss bhi hota hi kahin pe partnership achi chal jati hi aur profit bhi acha hot hi aur karobar phalta pholta hi
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

                    Bhai aapane bahut Achcha question poochha hai ki partnership Mein kam karna kaisa hai lekin aapko main bata du Mere Pyar Mein Mera jothiyale Main aapko bata do ke partnership mein agar aap kam karna chahte hain to Ek Khas Mulakat ke liye aap Agar kam Karen for example 10 sal ki agreement ho ya 20 sal ki agreement ho ya 5 sal ki agreement ho to aap Agar ISI agreement ke base par kam karen to theek hai Kyunki Aage partnership Mein jitne Banda a Gai Jaate Hain Aage missile Paida Hote family ke environment Hoti Hai band hoti yah a Jaate Hain Tu mast Ho Jaate Kyon kya kar partnership mein aisa hota hai ki band hai yah Socha Ki Main duty Karta Hua Mera Padhne jo hai vah duty nahin karta Hua Kahin aur Hota Hai To Aisi ki vajah se bol diya tha missile Paida hote hain main aapko exam ko deta hun Yahan per Hamare Allah Ki Mere Kadam Ke Kuchh partner se Varta crib and 20 Sal se partner se aur unhone Ben 10 ko bahut Aage badhaya hai lekin aapko main bata du kya partnership Hamesha Ek Sath Ek Jaisa Nahin rahata aur jab tak in ke bacche Nahin aaye hain aur ya bure ho jaaye kya matlab 10 15 Sal bad Iske Mushaira shuru ho Jaenge to partnership khatm ho jaega isliye jaruri hai ki Banda Akele Mein apne liye koi business Shuru Karen aur usi ko Aage Badha Ke Le Jaaye to Behtar Hoga Kyunki partnership Hamesha fayde ka Nahin rahata lekin agar aap Mar partnership Ki Baat karen to partnership Ek han sacrament ke base par Hona chahie rules regulation Ek Sath honi chahie Kyunki partnership Agar bhai ab aapke sath bhi ho to Aage Banda Agar Jaaye to Fir missile Jarur Paida hote hain Kyunki partnership Mein yah business aapka Jo Hota Hai usmein last bhi hota hai aur profit bhi hota hai profit mein jyada mat Se Tu Paida Nahin Hote lekin Jab last Ho Jata Hai To fir Aksar Masti Jyada Paida hote hain isliye mere yaar main bich Mein Kele Mein karna chahie na ke partner Ke Sath Ho.
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya apke khayl mai partnership karna behtar hai

                      G ha ya ap ka question bohat acha kyu ka jis insan ka pas money bohat zayada ha vo to partnerships to nahi karay ga ya us ka liya ha jis ka pass money kam ha us ka liya partnerships bohat zaruri ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X