Internet Speed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    my dear friend trading k business k liya internet ki speed one MB hony chahiya wesy tu 256 kb ki speed bhi kafi hain jitny zaida speed ho gi internet ki uitna acha hain ap mobile k net se trading ka kaam kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      interspeed ho gi to ap ko kam mr asni ho gi to ap ko forex me ko be mushkel ni ho gi apko speed bot ache cheye g ager ap ko laget ahe ke ager apa ko forex me koi be ap ka masl ho ga toa p ko demo per
      • #78 Collapse

        interenet speed ka koi talauq nai ha wese to par online job keliye speed bht achi honi chahaie taake job karne me maza aye aur ap keliye kaam assaan hojae warna koi talauq nai ha internet speed ka..
         
        • #79 Collapse

          good question you have posted in forum. most of the people are concious about internet speed that what is the requirement of internet speed for the forex trading. so you should not worry about the internet speed. you can trade with a normal speed of 1mbps. it is very comfortable speed for the tradign
          • #80 Collapse

            Dear is bsuienss kay liya ap sk stabdear size ka internet connection b use kar skaty hainlike 512kbps yar is sa zada.
            • #81 Collapse

              For base income source we require certain earning. I cannot agree that income we get from forex is certain or riskless. It is good as per my view that we make forex trading as side income until we earn confidence and expertise in this job. Yes we need a good learning source to receive knowledge prior to thinking of earning base income in here.
              • #82 Collapse

                bhai main to is forum main posting mobile device say hi kerta ho.or mujay nahi lagta kay is forum main posting karnay ky liya apko high speed internet ki zaroret ho gay.bhai main totrading per isi per kerta ho.or mujay to is business main acha profit ho jata hay..
                • #83 Collapse

                  forex par kaam karny ky layia net speed ki koi limit to nei hay men to is froum par half mb speed men bhi kam kar lati hon bass speed itni honi chahyia ky web browsing aram sy ho sakay
                  • #84 Collapse

                    my dear trader Forex trading karte waqt server ki speed aur internet speed ka farak nahe hota achi hone chahye bus ap ko knowledege hone chaeiye ek acha trader ban ne ke liye .
                    • #85 Collapse

                      dear forex me internet speed koe issue nhe he chahe ager apke pas 512KB b speed aarhe ho gi tu aap easly forex pr trading kar skte hain but atni speed ho ke aapka meta trader 4 software eassly work karta rehe
                      • #86 Collapse

                        well is kam kay liya 1 mba tak ki internet spped kafi ho thi hai kyu kay may khud 1 mb internet used karta hon or kafi acha c or taz chalta hai trading software or app ya kafi ho tha hai
                        • #87 Collapse

                          janab speed ka koe problem nhe mere pas 512KB net speed he or em easly forex pe trading b karta rehta ho bus aap ke net meta trader software se connect rahe or aap easly market movieng ko dekh sako
                          • #88 Collapse

                            dost meray khyal main jo meray dost big city main rahtay hain un ko internet speed ka koi masla nahi hota but hum jaisay log jo village main rahtay hain wahan speed buhaat kam hoti ha aur wi fi bi teek kam nahi karta bara masla hota ha agar speed na ho tu
                            • #89 Collapse

                              Meta trader 4 ko daikha jaey tu woh 512kbps pay b acha chal jata hai or trader asani k sath meta trader 4 ko use kar sakty hain.Ager member 1mb use kar lay tu us k leye behtar hai k woh apni Forex mai trading ki speed ki waja se achi trade kar sakay ga sath main es forum ko achi tarha quickly run b kar sakay ga.Lekin jo trader low speed internet connection use karty hain woh aksar complain karty hain k meta trader 4 server slow kam kar rha hai jab k problems un k internet connection mai hoti hai jis se woh difficulties feel karty hain use karnay main.
                              Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                achi speed honi chahye net ki 4 ya 5 mb bohat hai ager thori ho toh bhi chalay ga islye you should work with heart aur slow speed ho toh bhi koi khas problem nahi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X