Computer ki maintenance karna zarori hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Computer ki maintenance karna zarori hai.
    Dear Friends.

    Hum main se kafi sary log computer jab lay laity hain tu us ki maintenance nahi karty hain like ap apny pc k main board , processor, hard disk ko barwaqt daikhty raha karain us ki jo trouble shooting ho us ko serious lain or time to time us ki maintenance karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

    Yes dear brother theek kaha hai apne. brother ye ek asi technology hai k roz baroz taraqi kar rahi hai lakin hum sochte hai k ek baar koi chiz ly li hai to ab sari zindagi isi ko use karna he lakin technology mn asa nahi hota isy zaroorat k hisab se update karte rahna chahiye ta k humare kaam proper hota rahe.
    • #3 Collapse

      Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

      Dear Pakistan forex meumberapne computer ki maintenance karna bahut zaroori hai kyunki computer ki maintenance karne se uski working fast Ho jati Hai aur woh fast kam karta Hai jab ke maintenance na karne se shuru hota hai aur anti-virus karke rakhna chahiye jisse computer ki aur bhi jyada speed ho jati hai
      • #4 Collapse

        Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion30 پيغام ديکھيے
        Dear Friends.

        Hum main se kafi sary log computer jab lay laity hain tu us ki maintenance nahi karty hain like ap apny pc k main board , processor, hard disk ko barwaqt daikhty raha karain us ki jo trouble shooting ho us ko serious lain or time to time us ki maintenance karain.
        Her chez ki tarha computer ya laptop ki maintenance bhi zaruri hai, sab se ziyada zaruri chez jo mujhe lagti hai wo laptop ke liye antivirus hota hai, ek acha antivirus install karne se humara laptop curupt hone se bach jata hai, hamara data virus se mahfoz rahta hai aur waqt ke sath sath hume window ko bhi update kar lena chahiye take laptop ki karkardgi achi rahe.
        • #5 Collapse

          Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

          my dears friends

          umeed ha kay app sab thk ho gay ji han app ki bat thk ha kay computer ko maintain rakhna bot hi important ha or koi bi asi device ha jis par app koi bi work karty ha or app ko isy maintain rakhna bot hi zroori ha nai to ya krab ho sakty ha or ko phar is ko new lana parta ha or agar app kay pass computer ha to app is ko sachy tara say chalay or or is ki safty kary or regularly kay sath or agar app har 2 hafty ya 1 month bad is ko clean karty ha or virus ko delete karty rahty ha to app ka lapyop safe rahy ga or app ka kabi bi krab nai jay ga
          • #6 Collapse

            Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

            Asalam o Alikum dear friends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay aj kal technology ka dour ha is technology ki ak sab say behtareen ijaad computer ha computer aj kal har feiled main istamal ho raha ha har jaga computer ko is is main record rakhny kay leye or hisab kitab kay leye istamal kia jata ha dear agar ap ko is computer say acha work lena ha to is ko main tain rakhna bhi utna he zarori ha jitna is ko istamal karna zarori ha dear is main kuch virus ataack karty han jis say hamary is system main kharabi piada ho jati ha dear is main hammy achy say kam kar kay is ko acha rakhny kay leye is main anti virus softwear ko karna bhi zarori ha or is ki window karna bhi zarori ha jis say ap apna deata save rakh kay window anti virus ko khatam kar sakti ha
            • #7 Collapse

              Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

              Yes maintenance bht hi zrori hoti hai time to time update krna hota hai or aik acha antivirus install rkhyn is at bht help rehti hai or apny data ko b save rkhyn
              • #8 Collapse

                Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                Asalam o Alikum dear friends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay aj kal technology ka dour ha es ma hamy bohat si asi chizy dakhna ko milti han jo ap ki souch sa bi zyada ha es liya markit ma kam karna ha to mehnat ki sb sa zyada zarort huti ha or jab bat computer ko maintain karna ki huti ha to es ka liya hamy bohat zayad mehnat ki zarort hui ha asi markit ma kam karna bohat zyada muskal huta ha jaha ham apna kam ko maintain karna na janta hu esi ma hamy sab sa zarori apna computer ko maintain karna huta ha q ka agr ham es ko maintain nai rakhta to es ka hamy bohat zyada nuksan hu sakta ha markit ma achy kam ka liya es ka mantauin hona zarori ha q ka es ko agr ham nai rakhta to es ki window ma anti virus a sakta ha or ya virus ap ka computer ko tba kar sakta ha es liya hamy es ko achy estmal ka liya maintain karna zarori ha
                • #9 Collapse

                  Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                  Assalamu Alaikum dear friend Jaisa kya jante Hain computer ki maintenance karna jaruri hai lekin Kuchh log Jab computer lete hain to uski mintons Nahin karte Hamen Barbad Apne computer ki mentens Karni chahie uske andar motherboard hard disk so many atom maintenance karna chahie isiliye computer acche tarike se chalta hai thank you very much
                  • #10 Collapse

                    Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                    Assalam o Alaikum computer maintenece bohat zroori hai qun k ye humain bohat faida dyti hai jis ka humain bohat bohat khyal rkhna chahiay us ma hmara bht qisam ka data mehfooz hota hai hr every week humain computer ki service krni chahiay taa k computer ki life barh jaey
                    • #11 Collapse

                      Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nomansajjad پيغام ديکھيے
                      Assalam o Alaikum computer maintenece bohat zroori hai qun k ye humain bohat faida dyti hai jis ka humain bohat bohat khyal rkhna chahiay us ma hmara bht qisam ka data mehfooz hota hai hr every week humain computer ki service krni chahiay taa k computer ki life barh jaey
                      Assalamu alaikum dear member.
                      Computer am sensitive machine hay. AGR ham apna data loss nahe karma chaty .tu hamain chahiye k ham apny computer ki sath sath maintenance karni chahiye. Or sath apny computer main antivirus ma install bona b bhot zarori hy.
                      Or not c aesi files hoti jo k ham intrnet k through bhot c online activity party hain just k liye b hamain chahiye k ham apny computer ki maintenance karni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                        Introduction: Computers dust and debris (malba) jama hony ki waja se proper work nahi kar sakty hey en ki safai karna hi actual me computer ki repairing aur maintenance hoti hay, ham apny computer system ki proper aur achi maintenance kesy kar sakty hey es ka tajiza karna zarori hay,

                        1. Keyboard: keyboard key har key me koch space hota hay jes me dust aur debris asani se jama ho sakty hey agar es ko remove na kia jaye to keyboard proper work nahi kar saky ga, keyboard ki maintenance ham ham es tarha se kar sakty hey key toothbrush key help se key key nichy jo be dust aur debris jama hoty hey regular base par es ko clear karny ki koshish karni chaye agar es ko clean na kia jaye to bahot zeyada dust jama hony ki waja se koch keys work bilkul be nahi kar paty,

                        2. Monitor:Computer ka monitor jes ko computer screen kaha jata hay ye TV screen ki tarha hota hay jes ki agar proper maintenance nahi ki jati to es par be bahot zeyada dust jama ho jata hay jes ki waja se monitor ki screen result clear nahi hota,

                        3. Mouse: Computer ka mouse ki maintenance be bahot zarori hoti hay es ki waja ye hay key es ko ham ne hand se use karna hota hay jes ki waja se es par be bhaot zeyada dust waghira jama ho sakta hay,

                        Advantages: Computer me ham daily aur regular base par koi na koi work karty hey es ley agar ham es ki maintenance karen gey to ham zeyada behtar tareeqy se es ko long time tak use kar sakty hey, jen computers ki maintenance ka khayal nahi raka jata hay esy computer ki health bahot jald weak ho jati hay,

                        Disadvantages:Computer ki maintenance karny ka koi disadvantage nahi hota hay es me time be zeyada nahi lag sakta hay ham khud ghar me hi computer ki maintenance kar sakty hey.
                        Click image for larger version

Name:	Computer-Maintenance.jpg
Views:	1
Size:	801.4 کلوبائٹ
ID:	12333810
                        • #13 Collapse

                          Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                          Koi bhi electronics atom Ho uske liye maintenance required hai maintenance Hamari chijon ki life Badha Deti Hai Uske kam ko perfect kar deti hai kar computer ke keyboard ki maintenance ki Jaaye usmein strucking Nahin Hoti mouse mouse ki maintenance Karte Rahe vah perfect kam karta hai computer Ke Andar Se dost vagaira ko timely remove Karte Rahen to Jo electronics Ki chijen Hain vah theek rahti Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Computer ki maintenance karna zarori hai.

                            Assalm o alakum dosto umeed karta hu app sab khayret say hongay.jaisa k computer aik electronic device hay.iske maintenance karna buhut zarore hay waqat k sath sath.isko update krna chahye ta keh hamray kam ma asani ajaye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X