bhai huawei ne dunya ka pehla 7 nm yani 7 nano meter technology pe kaam karne wala processor bana dia he jis ko implement bhi kar chuke hen apni mate series me huawei ki taraf se is mahine 3 mobile launch kiye gae jis me se mate 20 pro sab se mehnga cell phone tha jo ke apko pakistan me 1 lakh 30 hazar ka dekhne ko milega ab dekhte hen ke ye phone kirin 980 chipset ke sath kitna famous hota he jabke apple apni chipset apple A12 bionic joke 7nm pe e kaam karti he usko release or implement bhi kar chuka he ab dekhte hen kiska processor fast he or samsung ki taraf se abhi tak koi chipset announce nai hua na e qualcomm or mediatek ki taraf se koi 7nm technology based chipset dekhne ko mili he.
yaad rakhe chipset me jitna space kam hoga utni uski speed fast hogi jese abhi 7nm technology aai he us se pehle 10nm ke processor hote the or us pehle 12nm or 14nm or 16nm ke processor high performance hua karte the.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим