Dear Friends
Jaisa kay aj kal ap ko pata hai kay bitcoin mining ka bhout charcha hai har jaga. Pakistan mai yeh illegal hony kay bawajood be es ki mining kar rahy hain. or mining mai jo setup laga kay dy rahy hain un mai graphic card ka use ho raha hai. ager ap graphic card ka he business karain. import kar kay Pakistan mai be sale karain gy tu ap ko 30% tak aik card sy bach sakta hai. ab yeh ap pay depend karta hai kay kaisy ap es ko manage karty hain
Ap ko graphic card ka experience ho. in ko install karny ka. mining machine bananay ka,software etc sub ap ko pata hona cheye
Shukriya.