Helo dosto kese ho sb? Umeed krta hn sb kheriat se hm ge aur enjoy kr rhe hn ge apni life ko. To dosto aj ka hmara toppic hy computer ka insan ki jaga istmal. To dosto ap sb jante ho ge k insan aik limit tk kam kr skta hy us k bad insan thak jata hy aurusay aram ki zrurat hti hy jb k computer na to thakta hy aur na e isay aram ki zroorat hti hy ye asani se bgher thakay kai insano ka kam ba asani intihai accuracy aur speed se kr skta hy insan k kam me ghlti ka hr wqt dar rehta hy jb k computer k kam me ghlti n8 hti. Dosto jhan computer hmare lye asanian peda kr rha hy when hmaray bht se ghreeb log be rozgar ho rhe hn q i hr company chahti hy k us ka kam accuracy aur speed se km se km workers se ho jae to us k lye computer best option bchta hy. Lekin is k sath sath kch nuqsan b hte hnjesa k agr computer software hack ho jae to wo puri company ko dabo skta hy. Dosto ap is baray me kia kehte ho apni apni raae zroor dijye ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим