Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?
    Dear Members !!
    Ap ki car mai jo normal fault a jay ya phir kuch parts problem kary tu kiya ap judge kar sakty han kiya masla ho skta hai es mai ?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

    JO mamuli noeyat kay faults hon wo tu samjh ajatay hain lakin normal faults ager hum pakar bhi layin tu thek karna mushkil hota hai wo is lea kay amm logon kay pass tools nahen hotay jis say wo fault door kea ja sakay isi lea hamain gariyon kay macanic kay pass jana parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

      G bilkul jo ham normal routine car use Krtay Hain us k bary ma haman pta chal Jata ha k as m Kia fault ha Jis Tara kabhi koi fuel k fault aa jta ha ham usy decrease ya increase Krtay Hain ya phr auto check Krtay Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mubashir123 پيغام ديکھيے
        G bilkul jo ham normal routine car use Krtay Hain us k bary ma haman pta chal Jata ha k as m Kia fault ha Jis Tara kabhi koi fuel k fault aa jta ha ham usy decrease ya increase Krtay Hain ya phr auto check Krtay Hain.
        Mubashir es k alawa ap car k manaul b daikhain gy tu ap ko pata chal jaye ga k ap ki car mai jo normal fault hai woh kis waja se atay hain or un ko kaisay theek kiya jata hai zaida tar jo aj kal ki automatic cars a rahi hai ap us mai asani k sath judge kar sakty hian.
         
        • #5 Collapse

          Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Eard1957 پيغام ديکھيے
          JO mamuli noeyat kay faults hon wo tu samjh ajatay hain lakin normal faults ager hum pakar bhi layin tu thek karna mushkil hota hai wo is lea kay amm logon kay pass tools nahen hotay jis say wo fault door kea ja sakay isi lea hamain gariyon kay macanic kay pass jana parta hai.
          Exactly right, mostly faults insan khud repair nhi kar sakta aur na hi hum logo ko technically in chezo ka pata hota h is liye mechanic se hi repair karana behter rahta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

            My friend! App sb janty hain kay jo chez banda dilly use krta hoo uss kay bary main pta chal jata hae kay ye hamain kon konsa problem day sakta hae issy trah hmm logoon ko bhee pta chal jata hae kay hmary garii ka konsa part change hony wala hae or konsa fit hae ya garii ki average km zeada hae,etc.
            • #7 Collapse

              Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

              Dear Pakistani member aap rehti kahan hai agar apni gadi mein Koi chod de sharabi Ho to hum khud Hi repair kar sakte hain kyunki itna to driver ko maloom hona chahiye ki gaadi mein kya nuksan hai aur usko kaise maintenance karna hai waise bhi hum technically field se taluk rakhte hain aur itna kaam to kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat thk ha hamary car ma jo bi fault aty ha kya ham in ko smaj jaty ha ya ni ji han ma aik job holder man ho or ma daily 80 kilo meter sufer karta ho or mary pass aik mehran car ha or mujy sab is kay bary ma pta ha kay is ma daily routeen kay sath kia hota ha ma is ko judge kar lata ho or normal routene kay sath is ma daily patrol dalna parta ha or kabi agar car pincher ho jay to is ko lagwa lyia ya car ki tunning kar wa li
                • #9 Collapse

                  Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                  Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review apni car main normal fault jo hota hay ya is pay mubni hay dosto meri car ka readeater ka fan jo hay wo band ho jata hay or ic ka engian heat up ho jata hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                    G han esy bahot se hamari cars me fault a sakty hey jes ko samjna zarori hota hay aur es fault ko khatam karny ki be hamy experience hona chaye ta key agar hamari car kesi esi jaga par normal fault ki waja se kharam ho jaye jaha par koi be auto technician ki facility available na ho to ham khud hi apni madad aap key teht es fault ko khatam kar saken, cars key sath jo common problems a sakti hey es key bary me discus karna zarori hay,

                    1. Warning lights: Cars me warning lights show ho sakty hey jo key car me kesi fault ka indication dety hey es problem ko solve karny ki koshish zaror karni chaye jo be warning lights key through hamy mily to proper es ko repair karna zarori samjna chaye.

                    2. Steering wheel shaking problem: Some time car ko drive karty time steering wheel laraz jaty hey aur car ko ham bahot mushkil se control karny me kamyab hoty hey ye be 1 common fault hota hay jo key bahot zeyada pesh a sakta hay es ki waja ye hoti hay key over speed ki waja se bearing me fault ajata hay es ki proper mechanical inspection karna zarori hoti hay agar es fault ko jald khatam na kia jaye to koi be hadsa pesh a sakta hay,

                    3. Tyres ka flat hona: jab be driving ki jaye to car key tyres ka jaiza zaror leya karen sab se zeyada problem tyres me be a sakta hay aur ye kesi be time flat ho sakty hey agar tyers achi quality key na ho ya bahot zeyada used howy ho to ye kesi be jaga aur kesi be speed me flat ho sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion11 پيغام ديکھيے
                      Dear Members !!
                      Ap ki car mai jo normal fault a jay ya phir kuch parts problem kary tu kiya ap judge kar sakty han kiya masla ho skta hai es mai ?
                      Assalamu alaikum dear Forex member.
                      Agr car main choty fault ho ge Tu wo mjh b jaty. Hain or theek b Kar sakty Hain. Jess agr car start nai ho rehe or bettry main charging b hy or ap ki car start Na ho. Tu ap khud bettry k plug ko kas Kar apni car ko start Kar sakty Hain.
                      Ya age ap ap weel panchr ho jy Tu ap Aram say weel Chang Kar sakty ho.
                      Or agr engine main koi kharabi a jay Tu fauli pata b ho ham theek nahe Kar sakty. Q k hamary pass equipment nahe hota. Tab ham or fault ko theek nahe Kar sakty q k wo macnick Achi trha say theek Kar sakta hai q k os k pass Acha knowledge hota hy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                        Agar car ko drive karny ka aur es ko use karny ka experience long time tar ho ga to har koi apni car key fault ko samaj saky ga agar me apni bat Karon to meri car me agar koi small normal fault ho ga es ko na siraf me khud samaj sakta hon es ki repairing be me khud hi karta hon aur har kesi ko Etna experience zaror hona chaye key wo apni car key fault ko samaj be saky aur khud teek be kar saky ta key us ko kesi car mechanic key pass jany ki zarorat pesh na aye, koch esy faults key bary me review dena me satori samjta hon jo key har car me ye problem aur faults peda ho sakty hey,

                        1. Gearbox
                        2. Electrical fault jo key kesi be points par wires break ho sakty hey es faults ko asani se repair key ja sakty hey
                        3. Turbo
                        4. Breaks
                        5. Clutch

                        ye esy faults hey jes ko asani se samajy ja sakty hey agar driving se pehly apni car ko chi Tarha se check kia jaye to en sab faults key bary me bahot asani se understand kia ja sakta hay jes ko khud be repair key ja sakty hey, agar big fault peda ho jaye to en faults ki repairing karma asan nahi hota jo key siraf auto workshop me hi repair key ja sakty hey es key ley bahot zeyada tools ki be zarorat hoti hay magar jo normal faults hoty hey en ko khud asani se baghir tools key be repairs key ja sakty hey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                          Assalamu Alaikum dear Forex forum member.
                          Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Jab gaadi mein Main Koi fault Aati Hai Hai To To Har Insan ko pata Hota Hai aur jab ab gadi mein Main Choti Se fault mahsus Hota Hai isliye Ye Jab Bhi e kar mein Main fault a Jaaye a aur aapko mahsus ho jaaye a to aapko Mistri ke pass Lekar Jana chahie Jo gay agar aap aap Mistri ke pass Nahin likhi Jaate to kar liye Yahi Choti Si problem aapko Jyada bhi problem mein daal sakti hai isliye Hamen chahie Jis Jagah per bhi kar ka issue Ho ho to Mistri Ko Dekha Hai agar Mistri Nahin Hai hai aapke ghar Se Dur hai Tu Tu Khud bhi chat kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Apki Car main normal fault jo atay hain kiya woh ap samaj sakty hain ?

                            Agar aap ki motor kar yah motorcycle Mein Koi fault Ho Jaaye to usko Itna hamare pass knowledge Hona chahie ki Ham usko aasani ke sath samajh sake jab tak Ham Itna Nahin Karenge tab tak Hamen naahi Hamare fault Ka Pata lagega aur na hi Ham acche tarike Se Usko remove karne ki koshish Karenge isliye Hamesha Hamen Itna knowledge Jarur Hona chahie Kyunki Jab Ham motorcycle yah motorbike chalate Hain To Hamen uske liye main points Ka Pata Hona chahie ki agar Hamari Koi fault ki vajah se gadi yah Hamari kar yah bike ruk gai hai ya nahin chal rahi to usko Kaise urgent basis per resolve Kiya Ja sakta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X