Doston aap me se bahut Sare log motor cycle se waqip hain aor buhut sare Logon Ne motorcycle Ko Dekha hoga aur motorcycle ko use Bhi Karte Honge Pakistan mein bahut se alag alag companiyon ke motor cycle dekhne ko Milte Hain mukhtalif compniya Hai jo motorcycle Banane per kam karti hai Jin mee se Chand ke naam darja zel hain jese ke Pak star, unique, Yamaha, super star, zymco, suzuki aur Digger Is Tarah Ke bahut Sare motorcycle Hum Roj murra ke hissab se Road per dekhte hain lekin Aaj mein aapko batane wala hoon Honda Motorcycle ke bare mein. Honda japan ki compny hai. Aor yahan pakistan may honda atlas ke naam se jaani jaati hai. Aor is ki bunyad 1992 me rakki gayi aor headquarters lahor may hay. Pakistan mai honda atlas ke CEO ka naam hai Saquib H. Shirazi.
Honda ki company ko to har koi janta hoga pakistan may. Honda jo ke na sirf motor cycle banati hai bulke kai zyada aor bhi products banati hai jo ke bohot paidar hoti hay Pakistan mein Honda motorcycle bahut zyada log use karte hain Yahan per Pakistan mein Honda Motorycle ke bahut Sare types hai Jaisa Ky Cd70, CG 125, CD 70dream, CG 125 dream, Deluxe, Rider CB 150 f aor CBR 150. Aaj me is liye honda company ke uuper baat kar raha hoon Q k pakistan me isi company ke motor cycle ko use kare waloon ki tedad bohot zyada hai. Pechle mahine ke aik servay ke mutabiq sub se zyada motor cycle bechne wali company honda hai. Rozana ke hisab se 7500 fresh new motor cycle sarak pe utarte hain jin me se sub se bari tedad honda ki hai. Honda ki CD 70 sub se zyada mashahoor hai pakistan may.
Advantages:
Honda aik bohot hi faidar company hai dosre companyion ke hawale se. To chaliye Honda ke CD 70 ke advantages ko discuss karte hain. Cd 70 jo ke pakistan may zyada istimal hoti hai is ki waja ye hai ke is me maintenance ka kaam bohot kam aata hai aor dosri bari baat ye hai ke is motorcycle ka average jo kharcha hai baaki companiyon ke motorcycle ke hawale se bohot kam hy. Aor is ki mileage bhi zyada hy yane 1 liter ke petrol pe aap zyada se zyada faasla the kar sakte hain.
Disadvantage:
Wese to is ke zyada disadvantages nahi hai laikin aik baat zaroor hy ke honda company ke motlrcycle dosro ke banesbat zyada mehenge hote hain laikin agar hum is ke maintenance cost ko dhek lain aor mileage ko dosroon ke saat compare kar lain tu hame andaza hojata hy ke is ki iniyial cast zyada zaroor hay laikin baad ke kharche kam hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим