Salam To All Memebrs
main aj phir y aik sterategy ko share kar raha hun aur ye khas tor par un k liye hai jo is main short tuime kam karty hain yani scalping karty hain. main janta hun k instaforex ki leverage buhat kam huny ki wja sy scalping ziyada benefits nhi dy paati lekin aik strategy ki knowledge huna lazmi hy is k liye. is strategy main kam sy kam ap ko 2 indicators ko select karna hoga in main pehla MA aur dusra RSI hy. is strategy main ap ka framchart kam sy kam huna chahye yaani 10m ya 5m ka is k baad ap apny rsi ko yaha par select kar lein autr is ko auto par rakhy yani jo settings nornmal hoti hain un ko slecet kaer dy is k baad ap ko moving avarage par ana hy aur us movenig avarage ko ap ny ub sy pehly slecet k arna hy jis ki stteings apko bata deta hun. Paramete main period ko 10 raky aur us k baad shift ko 2 rakhy MA method simple aur Apply to open kar dein normaly close hota hy pehly. is ko select kar lain aur ok kar dein is k baad ap koo dusra same indicator MA lena hy aur is main bhi ap ko same setting kar deni hy lekin period ko 2 rakhy shif ko 0.50 rakhy aur is k baad ap ko is main close kar dena hy apply ko ap ki strategy ready ho gayi hy ap jab bhi ap ky k dono MA aik dusry ko cross karty hain to ap kko markete k trend ka idea achy sy ho jaaye ga. yaani ziyada period wala upar ho to markete ka trend uper ho sakta hy aur agar neechy to tto neechy ho sakta hy. agar apko meri stragey achi lagi ho to plz inform karain.