Assalamualaikum
Umeed karta hon ap sab log khayreyat say hon gayy .. Ya thread bananay ka maksad ya hai kay ap sab logon ko forum k mutabik thek say agahi day de jaye takay jo old or new members ko posting kartay waqat mushkelat ka samna araha hai wo thek say posting kar sakain..
Jab say pakistani forex forum introduce huwa hai tab say hamaray forum par real posting say zeyda sirf spamming hey ho rahi hai.. lakin ab aisa nahen ho ga.. INSHAHALLAH .. In tamam chezon ko madaynazar rakhtay hoye forum main kuch changes ke gaye hain or rules ko skhat kea gea hai .. or in sab par hamari nazar hai .. chand batain jo ap sab k lea important hain darj zail hain.
1. Ab say new user key or kuch old users ke post moderation k under jayen geyy lehaza ap ko is thread main akar batana hai k ap ke profile ko approve kea jaye. posting k lea (is k elawa is thread main ap nay kuch nahen likhna, sirf yahe likhna hai ka ap ko posting allow ke jaye, fazol k reply main delete kardon ga)
2. Tamam english posts delete karde jayen gey ( kyon k ya aik urdu forum hai ) or users ko permanent ban kar dea jaye ga without any notification.
3. wo tamam users jo aik IP use kar rahay hain unhain bhi cheating ke waja say permanent ban kar dea jaye ga without any notification.
4. baki sab posting k rules ap jantay hain or parhay hoye hain laikhin phir bhi dobara yadd dela deta hon.. post atlast do lines ke hon.. off topic useless na hon.. ab say fazol post karnay walon ko bhi ban kar dea jaye ga no tolerance for spammers.
5. jo bhi thread banaya jaye pahalay check kar lea jaye ga already forum main mojod hai k nahen .. or thread banany k bad moderators ko check karnay k lea kaha jaye then wo approve ho ga.
6. Ap sab log spammers ke neshandahi karain jo fazol ke post kar raha hai takay ap ka posting bonus kisi ke fazol spamming say zaya na ho.. spammers key waja say he baki tamam logon ka bonus late ya zaya hota hai ..
In tamam baton par ghor karain or amal karain ap tamam logon ka tawoon ka shurkya. ager koi bat puchni ho tu moderators ko PM bhi kar saktay hain ..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим