Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Report Meta trader 4 par mubni hay
    Introduction about Meta trader 4: Meta trader 4 jes me easily Forex market me trading ki ja sakti hay es trading platform ko bahot powerful samja jata hay aur es me millions ki tadaad me traders trading key ley use karty hey, meta trader 4 me har era tool majood hay jo key trading me hamy help de sakty hey,

    Report: Meta trader 5 key muqably me meta trader 4 trading platform me bahot hi kam trading tools, charts, time frames, indicators, ki tadaad kam hoti hay es trading platform ki achi bat ye zaror hay key es me hedge trading ki facility majood hoti hay magar indicators aur market analysis karny key tools ki taadad kam hony ki waja se traders ko bahot si mushkilat ka samna hota hay meta trader 4 key bary me mery report note karny ka maqsad ye hay key es ko Meta trader 5 ki tarha powerful banana chaye, jes tarha se meta trader 5 me traders ko powerful trading key signals provide key jaty hey aur traders ko market key bary me agahi di jati hay same esi tarha Meta trader 4 me be traders ko market ki movement key bary me zaror guide karny ka option hona chaye, me ye nahi kehta key meta trader 4 me traders ko trading karny ki koshish nahi karni chaye magar es me zaror trading se related singles ko include karny chaye aur sath me traders key ley bahot se indicators ko be available kar dena chaye ta key market ko analysis karny aur market ki movement ki judgement karny me traders ko koi mushkil na ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

    dear bhai meta trader four hamre liye eik acha software ha is mn hum kameyab ho sakte hein meta trader forum is mn hume acha knowledge deta ha mt4 mn hum demo account ka be istamal kr sakte hein demo account mn kameyab hone k liye hume menat krte rehna hota ha kameyab hume is business mn tab hi milti ha hum hum acha kam krte hein daily tecnical analysis ko check krte hein tabi hum eik acha trader ban sakte hein hume is mn samjdari se kam krte rehna hota ha tabi hum best trader ban sakte hein real account mn kam krne se phaly hume demo account mn work krna chaiye kew hum demo account mn is business ki sab se achi lerning kr sakte hein ur jitni acha hamri is business mn lerning hogi utna i acha hum knowledge be le sakte hein is business se
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

      Hamen pata hai metatrader for ek software hai jis mein ham apna account open karke trading kar sakte hain metatrader 4 mein ham demo account ka istemal kar sakte hain dher sabse pahle hamen main trading karne se bhi pahle demo account Ka istemal Karna chahie demo account mein hamen sabse achcha knowledge milta hai hamen sabse acchi learning martial hoti hai aur iski badaulat ham bahut jyada knowledge le sakte hain hamari trading scale bahut acchi ho jaati hai jis ki madad se ham aasani se is business I kamyab ho sakte hain regular kam karenge To hamen is business a success milegi aur kitni acchi hamari e-trading hogi utna hi achcha hamara profit bhi Hoga aur utani hi jalti ham is business mein main apni life set kar sakte hain is business ko ham apna lifetime businessman aa sakte hain lekin pahle mein net karna padati hai mt5 ek bahut achcha software hai ismein ham har kism ke account open kar sakte hain ham jo bhi broker istemal karte hain uska account Mt4 mein ham open kar sakte hain ismein koi issue nahin hai ki ham sirf instaforex ka life account istemal Karen ham other account bhi istemal kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

        Asslam o Alaikum Dear friends humy treding karny k lay forex ki tarf say instaforex ka account buht zurari hota hain treding k lay humy humy meta treadr 4 and meta treadr 5 ki app phly store say download karna hotii hain jass pay humy forex ki market trading ka paltform milta hain meta treadr 4 ko hum asani k sth download kar k broker k sth join krva k treding kr skty hain mra topic MT4 and MT5 main difference koi khass ni jab k Mt4 old app hain Jab k mt5 aik new app hain 2no ka work same hain jo logo ko treding ka paltform deti hain jb k aik asan or zyda usable app Mt4 hain jass k million main followers hain jo as ko istaml krty hain ku k as pay treding uht achi hoti hain asani k sth har bnda marketing kr skta hain analysis kr skta hain Jab Mt4 k indicater buht kam hain tools charts time frames ki tadad kam hain Jab k k mt5 thori zyda highly hain jas main ya sub kuch zyda hain as pay signal zyda parfect milta hain Mt 4 ko Mt 5 k mukably ain buht kam hka gia hain k jab k mt5 buht stronk bani gia hain lkn zyda asan or zyda usable srf or srf Mt4 hain jass pay hum asani k sth chi safe treading krty huy kamyab ho skty hain......
        • #5 Collapse

          Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

          Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai ji members aap ko pata hai ki bilkul metatrader 4 hamare liye trading ke liye banaya Gaya hai aur metatrader 4 mein ham log trading karte Hain to aap ko pata hai ki instaforex walon ka hai metatrader 4 is mein ham log trading karte Hain ismein Ham log trade open karte Hain to aap ko pata hai ki jo Ham forex per kam karte hain to same jhowbona se ladta hai vah Ham metatrader 4 per iske trade open karte hain aur usmein profit hustle karte Hain .

          Is tarah aapko pata hai kitu member aap ko pata hai kya Ham ismein trade open karke achcha profit as kar sakte hain aapka metatrader 4 mere Allah kaun bhi hota hai aur demo kaun bhi hota hai real account per Ham real trading karte hain aur demo kaun hamare practice ke liye banaya Gaya hai Jo ki metadata for mein add kiya gaya hai aap ko pata hai ki metatrader 4 mein hamen different currencies aur pair de jaate Hain Jin ke upar Ham trade open karte hain aur uske Shri achcha profit hasil karte hain isliye aapko pata hai ki hamare pass do option hote hain by yourself ka Ham kisi bhi currency pair trade open kar sakte hain ya FIR bike karte Hain jab FIR sal ki karte Hain is tarah aapko proper lot size ke sare yahan per trading karni hoti ha .

          is tarah metatrader 4 both the best hai hamare liye ismein bahut acchi aur nahin ham log kar sakte hain ji Adnan ka bahut besos hai isliye Pakistan forex forum ke liye metatrader 4 banaya Gaya aur hamesha per bahut achcha kam karke training kar sakte hain aur uske sath Ham is mein apna bhi invest kar sakte hain but aapko check is starting mein jab tak aapke trading ke bare mein kuchh horse experience nahin hai aapko khud apne bonus a trade open Kare kabhi bhi Bina soche samjhe apna kabhi bhi investment wapas mein expert bande tab aapko chahie ke apna invest kren .
          • #6 Collapse

            Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

            Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai meta trader 4 k bary main..

            Introduction:

            Dear member meta trader 4 aik application hain jisy forex main trading k liye use kiya jata hai yeh forex member k liye aik bahot bri facility hoti hai yeh aik trhan sy forex member k liye trading helper hai is main trade lagai jati hai kioun k is main trade sy related tamam member ko help milti hai koun k is main tamam signal aur tool available hoty hain...

            Advantages:

            Dear member meta trader 4 k advantage bhi paye jaty hain meta trader 4 k trough tamam forex member ko help milti hai trade lagany k liye is main tamam member easily apny bounes sy trade laga sakty hain aur acha profit hasil kr sakty hain is platform k trough tarde k charts,tool,aur indicator k rule ko follow kr k hum achi trade laga sakty hain is main trade k doran signal ko follow krna bahot easily hai is maim hum yeh andaza laga sakty hain k humari trade achy profit main hai.ya loss main is app k trough hum trade main bahot acha profits hasil kr sakty hain is application ko puri world main importance hasil.hai bahot zyada member is ko follow kr k trade laga rahy hain is ka sb sy bra faida yeh hai k is main trade k ilawa humy apna bounes check krny ki bhi facility di gai.hai...

            Disadvantage:

            Dear member meta trader 4 k disadvantage bhi paye jaty hain.kioun k is main tamam forex member k liye trade lagany k bahot km tool,aur charts provide kiye gaye hain aur yahan py indicator ki tadad bhi bahot km hai jis sy tamam forex member ko trade lagany main kafi difficult ho jata hai kioun k is main.tamam new member ko tools aur indicator ki strength bahot km hony ki waja sy trade main loss ho.sakta hai aur hum successful trader nahi bn.sakty..

            Reports:

            mt4 application ki tarf sy yeh report samny ae hai k isy power fuil banany k liye is main zyada sy zyada tools,chart,aur indicator ki tadad ko increase kiya jaye jis trhan mt5 aik power full application hai jis main hr trder k liye trade ko samjhna asan hota hai isi trhan mt4 amin bhi asi facility avail ki jayen tak k koi bhi forex member k liye trade lagana mushkil na ho aur wo is application k trough trade laga k acha profit hasil.kr sakyen thanks...
            • #7 Collapse

              Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

              Yes dear member aapane bahut Achcha topic Hamare Sath discuss kiya hai metatrader 4 ke bare mein metatrader 4 se related Hamare passport 70 facilities provide ki Jaati Hai Hamen ismein yah opportunity provide ki Jaati Hai Ki Ham Yahan per apni trading karte hain aur usmein profit Hasil Karte Hain Yahan per Hamen bahut se indicators Milte Hain charts Najar Aate Hain Chin ki vajah se Ham apni trading ko Behtar tarike se kar sakte hain metatrader 4 per Ham easily trading kar sakte hain isko all over world mein bahut jyada ahmiyat Di Jaati Hai Hamen metatrader 4 ki facility ko Jarur avail karna chahie Aur Is per Apna best perform karne ki koshish Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Introduction about Meta trader 4: Meta trader 4 jes me easily Forex market me trading ki ja sakti hay es trading platform ko bahot powerful samja jata hay aur es me millions ki tadaad me traders trading key ley use karty hey, meta trader 4 me har era tool majood hay jo key trading me hamy help de sakty hey,

                Report: Meta trader 5 key muqably me meta trader 4 trading platform me bahot hi kam trading tools, charts, time frames, indicators, ki tadaad kam hoti hay es trading platform ki achi bat ye zaror hay key es me hedge trading ki facility majood hoti hay magar indicators aur market analysis karny key tools ki taadad kam hony ki waja se traders ko bahot si mushkilat ka samna hota hay meta trader 4 key bary me mery report note karny ka maqsad ye hay key es ko Meta trader 5 ki tarha powerful banana chaye, jes tarha se meta trader 5 me traders ko powerful trading key signals provide key jaty hey aur traders ko market key bary me agahi di jati hay same esi tarha Meta trader 4 me be traders ko market ki movement key bary me zaror guide karny ka option hona chaye, me ye nahi kehta key meta trader 4 me traders ko trading karny ki koshish nahi karni chaye magar es me zaror trading se related singles ko include karny chaye aur sath me traders key ley bahot se indicators ko be available kar dena chaye ta key market ko analysis karny aur market ki movement ki judgement karny me traders ko koi mushkil na ho.
                Assalamu Alaikum! Dear member aapane metatrader 4 ki related bahut imported information Ham Sab members ke sath share Ki Hai Main Bhi aapke sath is important Apps related knowledge share karta hun. Dear forex market ke andar trading karne ke liye metatrader 4 ko use Kiya Jata Hai Baki Sab online trading app ke mukabale mein metatrader aur bahut hi fast aur instantly market ke andar entry or exit bahut jyada accuracy concat market in that entry or exit or modify other key options trader go facilitate karta hai. Dear metatrader 4 instaforex ke for test server ke sath attach Hain Jo trader ko bahut jyada accuracy ke sath trade mein enter or exit karwata hai.
                Important Feature of Metatrader-4:
                Metatrader 4 online Tamam trading app mein sabse Jyada features rakhne wali app Hai jisse trader ko Apne profit ko maximize aur losses ko minimise karne mein bahut aasani hoti hai.
                1. Automatic Trading:
                Dear metatrader 4 ke andar Ek automatic rebot trading ka bhi Option hota hai Jiske andar automatic ke liye aapki trade execute ho sakti hai jismein aap ko trading ke related Kuchh trading strategy batai jaati hai aur vah stating that ji ke mutabik automatically Khud Hi market ke andar trade open Karte rahte hain ya facility Baki online trading app ke andar maujud Nahin Hai.
                2. One Click Trading:
                Dear metatrader 4 aapke mobile phones ke andar available Hota Hai Jahan per aap ek hi click Karke apni trading opportunity ko ek acche profit Mein convert kar sakte hain iske liye aapko laptop PC ki jarurat Nahin Hoti balke aap apne mobile per bhi badhiya Sani ke sath full features ke sath execute kar sakte hain.
                3. Running Stimulus Metatrader-4 Plateform:
                Metatrader 4 lagatar chalne wali yah Kaisi app Hai Jiske Sath agar aap connect Rahe Tu yah Har Waqt aapko latest news Se Bhi Agar Karti rahti hai isliye trader ko chahie ke vah is app ko lagatar use Karen aur Market ke sath intouch reh sakta hai jisse market ko samajhna Jyada Aasan ho jata hai.
                4. Low Resources:
                Dear metatrader 4 ke liye aapko Koi bahut bada jayad R specification wale computer yah mobile ki jarurat nahin hai bolkar aap ek normal mobile per is app ko Bade aasani ke sath execute kar sakte hain Jab Ke Baki online jitni bhi apps hai vah unki requirement Hai specification Hai Jiski vajah se Aam mobile phones per usko use nahin kiya Ja sakta lekin Forex ne apne traders Ka Khayal rakhte Hue is ko or specification wali app Banaya Gaya Hai.
                5. Phone Alerts:
                Dear trading ke andar jyadatar trader trading co side job samajhkar Karte Hain Jiske Liye Ye metatrader- 4 se best Koi app Nahin Hai Jis per trader ko message alerts bhi Milte rahte hain aur vah kisi bhi Jagah per apna mobile on karke aasani se apni trade yah market ko watch kar sakta hai.
                6. Helping Tools:
                Dear metatrader 4 Mein helping tools Baki online trading app ke mukabale mein sabse Jyada helping tools Hai jisse trader Apne profit ko maximize aur loss is ko minimise kar sakta hai hai Jiske andar different trendlines indicators aur pending orders b han jo trader ko ber waqt market man enter aur exit man hleping kerta han.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

                  MT4 Forex trader Hai Doston ke ismein aap Har kism Ke bro Karke account add Karke vahan per aap chatting kar sakte ho doston MT4 jo hai yah metatrader for iska matlab hai aur yah Ek trader hai aap Dekhe Puri Duniya Mein yah Ek platform Ho white Karta Hai brokers ko aur Mota Ravi Kishan ke brokers Jo hote hain ya ke sath period hote hain main aapko example deta hun instaforex ki main bahut instaforex use kar sakta hun karta hun aur ISI ki Dariya hi main Apna kam chalata hun lekin instaforex se abe direct trading nahin kar sakte aap lajmi Taur per Kisi broker ke sath isliye out Karoge aur apne account ko link Karoge vahan per aap lage ho Jaate Hain To aap ka account detail vahan per a Jata Hai MT4 main Phir Usi ke hisab se hi aap trading kar sakte ho aur aap vahan se profit Hasil kar sakte ho aur aapka nuksan bhi ho sakta hai instaforex broker hai aur Aapka Paisa Usi Mein Pada rahata Hai Chahe vah bonus on Profit ho yaar Las Ho MT4 jo hai yah sirf aapko platform provide Karta Hai trading ke liye Yahan per aap trading kar sakte ho Mufti tarike se aap apne account ko control kar sakte ho aap time in dekh sakte ho market operations dekh sakte ho market analysis kar sakte ho chat ceiling kar sakte ho to yah sari chij hoti hai aapko MT4 ki side Se Di jaati hai aur ya MT4 Yaad Bas Yaad Rakhe ke yah sirf trader hota hai aap Agar trading Karoge To aap uske sath Apna account Nahin Karoge Jani ke yahan per aap Lagan Ho Jaate Hain To aapka koi bhi broker ho to aap bhi aap trading kar sakte ho aur MT4 use kar sakte ho.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Report Meta trader 4 par mubni hay

                    Meta trader 4 (MT 4) Forex business me trading ka sab se best aur popular trading platform samja jata hay es ko trading tools, time frames aur charts ki waja se popular be amjta hay, koi be trader ko agar wo apni trading ka aghaz MT 4 terminal key demo account se karta hay to yahi selection traders ki kamyabi me important role be play kar sakta hay, MT 4 terminal me personally be trading key ley use karta hon mujy meta trader 4 ki sab se achi bat ye lagti hay key es trading platform ko use karty howy me kamyabi key sath hedge trading kar sakty hey bahot se trading platform me hedge trading allow nahi ki jati hay magar MT 4 me hedge trading karna traders ko allow kia jata hay, es trading platform me maximum indicators market ka technical jaiza leny key ley majood hoty hey aur other bahot se trading tools be available hoty hey jes se chart key through market ka jaiza leya ja sakta hay aur expert adviser ka option be es me majood hota hay, MT 4 terminal me different type key charts, short aur long time frame be majood hoty hey jo key market ko samjny aur es ko analysis karny me helpful samjy jaty hey, MT 4 trading platform ko samjny key ley demo account ka use karna chaye esi free trading account me traders expert ban sakty hey aur terminal ko be bahot achi tarha se understand karny me kamyab ho sakty hey.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X