Instaforex aik aisa broker hay jis par may nay sb say pahlay trading start ki, is forum par to may bohat baad may aya ho, us say pahlay may apni hi investment say trading kia karta tha. Instaforex ko shru may mai ziada pasand nahi karta tha, aur us ki main waja thi fixed spread.
Us ki waja yeh thi keh mujhay major pairs may instaforex ka spread bohat ziada lagta tha, jo k 3 pips tha, lakin sachi baat to yeh hay keh agar ap dosray brokers k muqablay may instaforex ko dekho gay to wo fixed to hay lakin yeh spread widen nahi hota, Aur yeh cheez mujhay bohat dair k baad pata chali jab mujhay aik acha khasa nuksaan ho gaya ****** par. Us waqt mujhay idea hua k ziada tar jo floating spread walay broker hotay hain wo raat may khas tor par jab day change ho raha hota hay, spread ko wide kar daytay hain, kabhi kbhar to yeh spread 15 pips tak barh jata hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим