IBAN & Swift code
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Bhai ge ap ko accoutn verification k lie swift code aur i ban dono ki zroorat hoti hay aur apna account payment system se attach kernay k lie be swift code aur i ban write kerna perta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Jee janab bank attach aur verification kay liye ap ko apney bank ka swift code aur IBAN dono ki information provide karni hoti hay phir hee ap ka account attach hota hay aur ap kay paise ap kay bank main transfer ho saktey hain.
      • #48 Collapse

        bhai ye dono hi dene hote hain aor aap ne clear nahee kia k aap kis processor main ye dono dene ki baat kar rahe hain har processor ki apni alag requirement hoti hai
        • #49 Collapse

          agar app nay baroon e mulk se paisay mangwanay hun tu app ko dono provide karnay partay hain , other wise payment nahi aye gi , kion kay ye aik important cheez hay , or ic kay bagair payment transfer nahi hoti
          • #50 Collapse

            ye bat ap ko btani chahiye thi question me k ap kis account k attach krne ki bat kar rahy hain and agr instaforex k account k attach krne ka keh rahy hain to us k andaar to is cheez ki koi zarorat hi nahi parti ha kyun k us me to ap just apna id card and ghar ka koi bill jama karaty hain jis ki base pa varification hoti ha.
            • #51 Collapse

              IBAN aur Swift code dono skrill account sai payment withdraw kranay kay liye kaam atay hain Swift cde 6 digit par mushtamil hota hai aur IBAN 15 digits par mushtamil hota hai.
              • #52 Collapse

                Asslam-o-Alakum my dear friend jeb hum apne skrill account ko apne bank account k sath attach kertay hain to us time swift code aur i ban dono ki zroorat hoti hai i ban ya swift code k acalay hone ki soorat main hamara account attach ni ho sekta.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #53 Collapse

                  Re: IBAN &amp; Swift code

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer-ch پيغام ديکھيے
                  Asslam-o-Alakum my dear friend jeb hum apne skrill account ko apne bank account k sath attach kertay hain to us time swift code aur i ban dono ki zroorat hoti hai i ban ya swift code k acalay hone ki soorat main hamara account attach ni ho sekta.
                  Dear jab ap kisi be international country sy amount apny bank account main mangwana chahty hain tu ap kay pas IBAN Ya swift code koi be aik hoga tu ap kay account main amount easily transfer ho sakti hai us mai koi issue nahi ayega. IBAN ap apny bank account ka branch sy be lay skty hain ya apny bank ki website open kar kay apna account number enter kar kay generate be kar sakty hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X