Dosto, money booker say Pakistan may bank transfer available hay, yeh to hum sab ko he pata hay, lakin konsay bank may? ap ksi bhe bank ko apnay skrill k account may attach kar saktay hain, skrill ap say 3$ lay ga aur ap k Pakistani bank account may Pak rupees transfer kar day ga, lakin may nay bohat saray logo ko yeh shikayat kartay dekha hay keh jab un k bank account may paisay atay hain to 35$ kam hotay hain, mujhay bhe yehi lagta hay, is par may nay research ki, aur mujhay pata lga k taqreeban har bank yeh kaam karta hay, money conversion k bahanay ap say 30$ tak charge kiay jatay hain.
Mujhay aik cheez aur bhe pata chali, wo yeh keh agar ap Bank Al Falah, Allied Bank Ltd, aur Muslim Commercial Bank may skrill say paisay transfer kartay ho to yeh banks kuch bhe cut nahi kartay, ab mujhay ap logo say is cheez ka maloom karna hay keh kia waqai aisa hota hay, kyo keh jab bhe ap ksi bhe bank say maloom karo gay is baray may to sab he yehi kehtay hain k wo kuch charge nahi kartay, jab keh ap k amount say 30$ tak k nikal jatay hain, yeh aik big amount banti hay Pak rupees may, agar ap logo ka koi personal experience ho to please share karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим