Moneybooker say Pakistan may bank transfer

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    funds bookes sa hum easylly pakistani Lender main apni income ko transfer kar saktain hain . ap na sab kuch deatl main bata diya ha us ka liya thanks bhai . lakin main na 1 baar apni check account main mangwai thi jis main thora night out lag gaya tha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear hum dollars booker ke throuht hum paise to be able to transforn kr karskte hia ya to help pata hai lakn jo ap ne bqi btaye batye hai an ka pata nahi hia abi ap se suna hia yar tra to be able to mahre accounts se kafi rupees khrah hu jate hia or even ya kafi pakistani ruees bante hia
      • #63 Collapse

        Assalamu Alaikum Bhai jan :) Yar jo b aone btaya hai k her bank 30 $ cut kr daita hai its inpossible.. agr bank aisa kr rhai hain to galat kr rhay hain... mene HBL and MCB main bohat bar wire mangwaye hai meri to deduction nhi hoi kbhe...
        • #64 Collapse

          j han bhai jan ap ne tehk kaha moneybookers sey easily pakistan m kis bhe bank me withdraw kar sakhte hai or is k exchange rate bhe kam hain or ye bohat he fast pyment system da raha hai hum sab ko
           
          • #65 Collapse

            g han bhai jan ap moneybookers sey pakistan k kis bank ma bhe money transfer kar sakhte ho or wo bhe easy ap ko serf apni bank account attach karna hai moneybookers k account ma or siwft code dana haii
             
            • #66 Collapse

              bhai agar me aap ko such btao to wo ye hai k me nay aj tak apnay account me paisay nahi mangwae hain me nay apni skrill ki rakam ya to kisi ko sale kar de hai ya khud use kar leta hn.
              • #67 Collapse

                Friends Forex trading ain ha jab profit hasil kartayhain to to us ko ham jab withdraw kaarwatayhain to us ko ham jasay chhain hasil kar saktayhain or pher us ko ham apnay bank main transfer b kar saktayhain .
                • #68 Collapse

                  bhai jan money bookers ky account sy bank account men transfer krny ky bary men mujhy nahi pata q ky men ny kabhi bhi money bookers ko use nahi kia men hamesha skrill account use krta hn or skrill account sy hi boht acha profit earn krta hn forex trading aik best online business hy
                  • #69 Collapse

                    g han bhai jan ap ne tehak kaha moneybookers is the best for withdraw or deposit or sab sey ache baat ye hai k ap moneybookers sey apna pasia direct apna bank account ma transfer kar sakthe ho or aik cheez or wo ye k moneybookers is time free transaction kar rhe hai
                     
                    • #70 Collapse

                      g han bhai jan ap ne bilkul theek kaha hai mai ap ki baat se agree hun kiun k forex money bookers ki maddad se ap k bank mn money transfer ki jati hai
                      • #71 Collapse

                        yes jo log online business karty hain wo apna payment prcessor bank k through karty hain agar hum money broker say bank main amount transfer karni hain to to ap ko apna bank account money broker k sath attach karn hoga is tara say ap ka payment processor complete hota hain.agar ap apna account money broker k sath link nahi karty hain to ap key payment bank main nahi ati.
                        • #72 Collapse

                          Jii haan money booker main hum apny paisy apny bank main withdraw karva sakty hain lakin agar hum ne forex ka paisy pphly money booker phr bank account main transfer karny hain tu hamy chahye direct hi apny paisy apny bank account main tarnsfer kar lain.
                          • #73 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Dosto, money booker say Pakistan may bank transfer available hay, yeh to hum sab ko he pata hay, lakin konsay bank may? ap ksi bhe bank ko apnay skrill k account may attach kar saktay hain, skrill ap say 3$ lay ga aur ap k Pakistani bank account may Pak rupees transfer kar day ga, lakin may nay bohat saray logo ko yeh shikayat kartay dekha hay keh jab un k bank account may paisay atay hain to 35$ kam hotay hain, mujhay bhe yehi lagta hay, is par may nay research ki, aur mujhay pata lga k taqreeban har bank yeh kaam karta hay, money conversion k bahanay ap say 30$ tak charge kiay jatay hain.

                            Mujhay aik cheez aur bhe pata chali, wo yeh keh agar ap Bank Al Falah, Allied Bank Ltd, aur Muslim Commercial Bank may skrill say paisay transfer kartay ho to yeh banks kuch bhe cut nahi kartay, ab mujhay ap logo say is cheez ka maloom karna hay keh kia waqai aisa hota hay, kyo keh jab bhe ap ksi bhe bank say maloom karo gay is baray may to sab he yehi kehtay hain k wo kuch charge nahi kartay, jab keh ap k amount say 30$ tak k nikal jatay hain, yeh aik big amount banti hay Pak rupees may, agar ap logo ka koi personal experience ho to please share karain.

                            bhai g pehly to is information kliya thankx, ur wesy b aj kal hamyn bank sy doolarz ko rupee ma sonvert karwany ki zarorat nahi ha hamyn ab baher sy full cyrrency rate par ropee ma mil jaty hen
                            • #74 Collapse

                              g bhai g hum log money booker sey pakistan may pasey transfer karwa saktay hai bhai g is may koi etna bara eshiow ki baat nahi hai bai g karwa saktay hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Han g bilkul available hai our i think ap Skrills account k sath aik he bank account attach kr sagtay ho our wo Standard Charterd Bank hy jo wahid International bank hy,jes main ap Dollar main bhe acount open kr sagtay ho to is ki fee bhe kam hy,not sure but 5 to 6 dollar bank wire fee hy.Ap Skrills k sath standard attach karo our easily currency change karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X