bank sa withdraw lane ka laye hum ko kaya karna chayea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bank sa withdraw lane ka laye hum ko kaya karna chayea?
    dear friend kaya koi bata sakte hain ka bank sa withdraw lane ka laye kaya prosess hain aur bank sa withdraw lane hum minimum kitna la sakte hain aur is ka charger kitne hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend aap ne aik acha sawaal kia hai aap ne kaha hai k bank sa withdraw lane ka laye hum ko kaya karna chayea to mai is baray main youn kahoonga k is ka aik procedure hai us ko follow krna chaahiye.
    • #3 Collapse

      ap ko mere dost apne bank se withdraw mil sakta hae kiunk forex trading local bank accounts mein bhi funds transfer kar deti hae aur isi tarah se hi admi ko forex trading mein apna bank account sath attach karna parta hae......
      • #4 Collapse

        Bink

        G han ap ny bht he asha swal kua hua hy man to new hon forex man man mujy nhi bta k bink man with draw kis trah lua jata hy
        • #5 Collapse

          Dear agr ap kanbonus account hai tu aap bank wire use nhi kr sakty hain
          aap ko koi or tareka use krna honga
          or agr aap na khud deposit kiya tha tu aap ussi tareka sa withdraw ly sakty hain jiss tareky sa aap na depsit kiya tha
          or
          bank wire k liye aap ki fees kafi zeda hai 35$ + 1% ye kafi zeda ho jati hai bhai g
          • #6 Collapse

            bank se withdraw karne k liye hame brokar se maloom karne ki zaroort hain wohi apko sahi bata sakte hain q k unhe sahi tarha maloom hoga k bank ka ka kya tareeka hain apna amount withdraw karwane ka ya wo memeber bata sakte hain jo bank se nikalte hain...
            • #7 Collapse

              Aik to ager app kisi bhe local bank say withdraw insta say kena hy to pher app ka account highly verified ho second profit zeada ho kiin k25 usd to fee hoti hy......
              • #8 Collapse

                dear insta forex se money hum apne bank main lane k lie pehle is ko online payment processor main latay hain is k lie hum payza ya skrill ko use kerte hain jeb skrill main money a jati hai to is ko attach kie howe bank account main transfer ker latay hain is trah hum bank se money withdraw kerwa sektay hain aur bank ki fee 580 PKR hay hum bank ki fee day ker jinti merzi amount bank se hasil ker sektay hain.
                • #9 Collapse

                  dea ager hum ne insta forex ka profit bank se lana ho to is k lie skrill ka online payment processor best hay skrill se apna profit withdraw ker k hum skrill account ko open kertay hain is main withdraw per click ker k bank main withdraw ker latay hain aur is ki 580 rupees fee hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Bhae bank k charges mean jo k bank wire fee hy wo online payment processor k mukabaly mian bohat zeada hy to pher hum us pay payment lenay ki bjeay skrills ya payza pay lay letay hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: bank sa withdraw lane ka laye hum ko kaya karna chayea?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sonicx870 پيغام ديکھيے
                      ap ko mere dost apne bank se withdraw mil sakta hae kiunk forex trading local bank accounts mein bhi funds transfer kar deti hae aur isi tarah se hi admi ko forex trading mein apna bank account sath attach karna parta hae......
                      Bank sy withdrawal kay leye pa ko IBAN no ya phir bank ka SWIFIT Code ap ko broker ko daina hota hai woh kuch din kay bad working days mai ap ki amount ap kay bank account mai transfer tu kar daita hai lekin some time ap ko heavy tax daina parh jata hai tu yeh itna reliable method nahi hai. es sy behtar woh wallet hai jis kay dollar ap easily buy or sale kar skaty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X