China Unionpay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    China Unionpay
    Dosto yeh aik new payment processor hay, jo shayed shru may to ap ko mehanga lagay ga, lakin phir agay chal kar sasta ho jaye ga, yeh bhi instaforex card ki tarha ka option hay, lakin union pay china based payment processor hay aur Pakistan may kaafi arsay say active hay, agar ap is ka card banwa laytay ho to ap Pakistan k jitnay bhi link1 k ATMs hain un sab say payment withdraw kar saktay ho aram say, instaforex may ap ko yeh option withdrawal k page par milay ga.

    Click image for larger version

Name:	chinaunionpay.JPG
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12461308
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat ache bhai jan ager is ka card mil jata ha to per to best ho jay ga g chalo g me b try krta hun is ka card mangwane ki ager ye pakistan me chal jata ha to pher to ye best ha g hamarey lie i think bakaia ki to koi zrurt nahi prey gi ager ye kam krey to
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Khansa
      thanks brother aap ne bohat acha thread post kiya yhy but mujhe yeh bataen ke china unionpay startingmein expensive kese hoga? card banwana ho ga is liye? or kia iske baad jab ATM se withdrawl krenge to koi charges nahi lagenge
      Aik to card banwana hoga is lye, phir jab currency conversion hoti hay us waqt, lakin phir bhi master card say sasta he hoga, aur sab say achi baat to yeh hay keh link1 k tamam atms par ap withdraw kar saktay ho us card say, aur pakistan may 90% atm link1 walay hain.
         
      • #4 Collapse

        Greate information bro ap jab bhi post karte ho to ap ki Greate info hoti he hum beginer k lie ap jesse learn karane wale hen to hamara kafi accha ssekhne ko milega
        • #5 Collapse

          China uniionpay ka sab say big problem yeh hay keh is may account ban nahi raha, ap logo may say ksi ko agar procedure pata ho ya phir is ki real website ka pata ho to yaha share karain, kyo keh china unionpay ki aik say ziada sites hain, Pakistan k lye konsi website chalay gi, may nay ziada dhyan nahi diya hay, ap log zaroor dain.
             
          • #6 Collapse

            may be this is very good card and i did not hear any news about this payment processor and may be tis' new as you are saying may be it's good but you did not mentioned that if we withdraw with this payment processor then how much it charge and what the card charges and when we withdraw money then what are the charges
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pk007 پيغام ديکھيے
              may be this is very good card and i did not hear any news about this payment processor and may be tis' new as you are saying may be it's good but you did not mentioned that if we withdraw with this payment processor then how much it charge and what the card charges and when we withdraw money then what are the charges
              Brother, thora time milta hay to may ap ko details may batao ga keh wo log kia charge kar rahay hain, aur kis tarha say account ban raha hay, filhal to may isi talash may ho keh china unionpay ki history lo aur dekho k yeh log kaha kaha available hain. in ki apni website may in logo nay mention kia hay keh link1 k atm say withdrawal asani say ho sakti hay.
                 
              • #8 Collapse

                dear main na chahina union ko use nai kiya ha ap jis tarhan bata raha ho ka is ka card hota ha to main zaroor is ka card use karoon ga or mangwown ga . main to yahi suna ha chahina union siraf china main hi chalti ha pakistan main wo nai chalti ha . so ap na bata diya thank you dear
                • #9 Collapse

                  ya bh aik money broker ke terha ha jis se hum direct payment bank se transfer kar sakty ha our is ka card bh launch ho ga oun ke report me na perhy the lakin bhot kam use ha is ka pakistan me
                  • #10 Collapse

                    Agar ap log china unionpay ka card banwa laytay ho to us ka sab say big benefit yeh hay keh ap Pakistan k almost 80% ATM say apnay paisay withdraw karwa sako gay, agar ap dosra master card laytay ho to har ATM say ap paisay nahi nikal saktay.
                       
                    • #11 Collapse

                      mere khayal main ye aik naya payment processor hai aur abhi iss ko thora time lagay ga full functioning karnay main. mera khayal main skrill payment processor easy hai aur uss pe account bhi easily ban jata hai. maine address verification ke liye apply kiya tha aur skrill ka letter meray ghar bhi aya tha.
                      • #12 Collapse

                        I highly appriciated you post regarding the China Unionpay. it is most informative and attractive thread May I think throgh your post every one know about it.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                          Well ye bhi acha hoga lekin main tou payza use krta hun or mujhe woi abhi tak theek lag rha hai agar os mein koi shikayat hui tou main chaina unionpay use krunga pky kehny peer
                          Brother, ap meray kahnay par kuch na karo, may nay just china unionpay par thori research ki aur us ki information ap logo k sath share kar di, agar ap ko yeh use karna hay to apni zimmadari par karna.
                             
                          • #14 Collapse

                            ye payment processor bhi interesting lagta hai.main nay money booker or payza use kia hia.achi sharing hai.thoori mazeed information leety hain is kay bary main phir sochty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              theek hey dear aap ka bohat shukyaa ye ek new baat share kee aap ny main ab is ko pehly to apny tareky say achi trah learn kru ga phir main is par account bana kar sab say pehly is ka card apply kru ga phir is ko apny instaforex k account par use kruga..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X